|
Hindi Lyrics My Pals My Buddies My Friends Today We All Have Graduated peeche Bachpan Pada Hai Aur Aage Jawani Khadi Hai aaj Hum Ek Dusre Se Juda Ho Jaayenge Aur Kal Na Jaane Kahan Hoge i Am Really Sad This Is The Last Day Of College hey You By The Way We Will Miss You we Will Really Miss You Miss Jaetly aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala kya Pata Kya Khabar Kya Pata Kya Khabar kis Gali Kis Dagar aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala hello Hello Hello Misses Agarkar we All Know You Love Purana Cricketer Gavaskar but We Are Very Very Sorry To Tell You That there Is No One Greater Than Apna Sachin Tendulkar woh Din Woh Bahar Yaad Aaye College Ka Malhar Yaad Aaye canteen Ki Takraar Yaad Aaye Library Ka Pyaar Yaad Aaye khoobsurat Jawan Dil Nashi Ladkiyaan Chaahti Thi Mujhe sab Haseen Ladkiyaan hostel Wali Khidki Ke Peeche Karna Intezaar Yaad Aaye woh Ada Woh Haseen Woh Ada Woh Haseen woh Haya Woh Nazar aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala shri Hari Ji Shri Hari Ji Hamare Hindi Professor Saab Namaste Namaste aap Ne Hume Hindi Sikhayi Haste Haste Are Dhanyavaad Aapka achche Ank Deke Aapne Hume Bachaya Faste Faste Thank You aankhon Mein Charag Jhilmilaaye Manliyen Ki Roshni Dikhaye dheere Dheere Umeedein Jagayi Sab Ko Sab Ka Rasta Bulaye kuch To Bindas Hai Kuch Pareshaan Hai Waqt Ki Baat Se saare Anjaan Hai Duniya Mein Naam Kamaye jaane Kaun Star Ban Jaaye Ab Shuro Ho Gaya Ab Shuro Ho Gaya zindagi Ka Safar aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main Chala aara Ara Ra Ra Aara Ara Ra Ra main Deewana Main Awara Sab Ka Dil Churake Main ChalaHindi Lyrics > Dhoom Dadakka > Aara Ra Ra Ra Ra Ra Ghar Aaye Chhailawa
Hindi Lyrics hmm... rang bhi hai, bhang bhi hai, yaaron machaao dhoom haa holi mein kya dushmani, bhaiya pike jaao jhoom (aara ra ra ra ra ra... ghar aaye chhailawa saara ra ra ra ra... rang barsaaye) - (2) tuchkaari maare haay tuchkaari maare - (2) are bhar bhar colarawa ki pichkaari maare... choliya mein ha ha choliya mein hamari choliya mein rangwa lagaaye chhailawa saara ra ra ra ra... rang barsaaye aara ra ra ra ra ra... ghar aaye chhailawa saara ra ra ra ra... rang barsaaye holi hai........ holi mein saiyaan ?? chaba hai - (2) ha ha julmi satasat nota ghumavai - (2) ha baiya mein bhar ke marode kalaiya kya kya bataau main haay mori maiya - (2) huddang pe huddang machaaye chhailava saara ra ra ra ra... rang barsaaye aara ra ra ra ra ra... ghar aaye chhailawa saara ra ra ra ra... rang barsaaye dhoom pachak dhoom.... dhadaka dhadaka dhoom dhadaka are gori soye sej ke upar, tanaha mann ghabraaye - (2) saari raina khatmal khaate nind kahaase aaye saara ra ra ra ra... (sajana engine -3 sajani dibba milake khele khel) - (2) jhak pak jhak pak chalati jaaye bin dhuye ki rail jogi ra saara ra ra ra ra... (are dekhega sansaar tamaasha -2 aaj khulegi pol) - (2) dham dham dham dham beech bajariya tera bajega dhol jogi ra saara ra ra ra ra... ho maaru pichkaari toh bheegi jaaye mori chunariya hotava se tapkela tap tap gulaabi arey behkela dil hamara banake sharaabi ha gori najariya se maaro na aise khanjar ki aa main utaarana aise - (2) are aise ki -2 bas mar jaaye chhailava saara ra ra ra ra... rang barsaaye (aara ra ra ra ra ra... ghar aaye chhailawa saara ra ra ra ra... rang barsaaye) - (5)Hindi Lyrics > Kaisay Kahein > Aaraju Hai Pyar Kee Dil Kee Hai Inteja
Hindi Lyrics aaraju hai pyar kee dil kee hai inteja hai khwaishe dhadkan kee yeh naa rahe abb duriya baaho me baahe ho rat din, pyar ho darmiya tune dil ko chhua hai o jane jan yeh mujhe kya huwa hai o jane jan chand kee chandanee se dhua rup hai too hasin sham hai, gungunee dhup hai teree khayalo se aabad hai mere dono jahan tune dil ko chhua hai o jane jan yeh mujhe kya huwa hai o jane jan iss kadar tutake mai tujhse pyar du tujhpe dil jindagee yeh jahan var du meree duwao kaa asar hai too, ya hai rab kee duwa tune dil ko chhua hai o jane jan yeh mujhe kya huwa hai o jane jan aaraju hai pyar kee dil kee hai inteja hai khwaishe dhadkan kee yeh, naa rahe abb duriya bahon me bahein ho rat din, pyar ho darmiya (tune dil ko chhua hai o jane jan yeh mujhe kya huwa hai o jane jan) - (2)Hindi Lyrics > Karobaar > Aarzoo Ki Raahon Mein
Hindi Lyrics --male-- aarzoo Ki Raahon Mein, Dhadkanon Ki Baahon Mein --female-- aarzoo Ki Raahon Mein, Dhadkanon Ki Baahon Mein --male-- aao Ghar Banaaye Hum --female-- phir Voh Ghar Sajaaye Hum --male-- apna Pyaar Main Laaoon, Apna Roop Tum Laana - 2 --female-- chhaon Leke Main Aaoon, Narm Dhoop Tum Laana --male-- aarzoo Ki Raahon Mein, Dhadkanon Ki Baahon Mein --female-- aao Ghar Banaaye Hum, Phir Voh Ghar Sajaaye Hum --male-- apna Pyaar Main Laaoon, Apna Roop Tum Laana --female-- chhaon Leke Main Aaoon, Narm Dhoop Tum Laana --male-- aarzoo Ki Raahon Mein --female-- dhadkanon Ki Baahon Mein din Ko Sab Hawaaon Mein Ho Gulaab Ki Khushboo --male-- raat Aaye To Maheke Ek Khwaab Ka Jadoo --female-- haan, Din Ko Sab Hawaaon Mein Ho Gulaab Ki Khushboo --male-- raat Aaye To Maheke Ek Khwaab Ka Jadoo --female-- raat Leke Main Aaoon, Aur Khwaab Tum Laana - 2 --male-- main Hawaayein Laaoonga, Aur Gulaab Tum Laana --female-- aarzoo Ki Raahon Mein --male-- dhadkanon Ki Baahon Mein aasmaan Zameen Apne Hum Naye Banaayenge --female-- hum Yakeen Vafaaon Ka Marke Bhi Dilaayenge --male-- ho, Aasmaan Zameen Apne Hum Naye Banaayenge --female-- hum Yakeen Vafaaon Ka Marke Bhi Dilaayenge --male-- aasmaan Main Laaoon, Aur Zameen Tum Laana - 2 --female-- main Vafaayein Laaoongi, Aur Yakeen Tum Laana --male-- aarzoo Ki Raahon Mein, Dhadkanon Ki Baahon Mein --female-- aao Ghar Banaaye Hum, Phir Voh Ghar Sajaaye Hum --male-- apna Pyaar Main Laaoon, Apna Roop Tum Laana - 2 --female-- chhaon Leke Main Aaoon, Narm Dhoop Tum Laana --male-- aarzoo Ki Raahon Mein --female-- dhadkanon Ki Baahon MeinHindi Lyrics > Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) > Aarzu Thi Dil Ko Jiski
Hindi Lyrics Aarzu Thi Dil Ko Jiski Door Vo Manzil Nahi aaj Ya To Main Nahi Ya Aaj Vo Qaatil Nahi dushman Dil Ka Hai Jo Mere suna Hai Aaj Vo Aayega Aayega aaj Use Jaanoongi Main aaj Use Pachaanoongi Main aaj Nahi Bach Paayega Paayega chain Ganvaaya Bachapan Mein aaj Lagi Hai Mere Tan Man Mein raahon Mein Galiyon Darpan Mein dhoondhuun Jise Har Darpan Mein saamane Aaye To Vo chehara Dikhaaye To Vo kab Tak Khud Ko Chhupaayega Chhupaayega dushman Dil Ka Hai Jo Mere ... ab Ye Roop Dikhaaoongi Main jisane Mitaai Meri Khushi Usako Aaj Mitaaoongi Main khatare Bhi Jheloongi jaan Se Kheloongi dushman Jaan Se Jaayega Jaayega dushman Dil Ka Hai Jo Mere ... kab Se Phirati Hoon Main Deevaani ghar Aangan Se Main Anajaani dil Pe Chhaaye Hain Yaadon Ke Baadal aankhon Se Barase Hai Paani jisane Ye Gam Diya jisane Ye Sitam Kiya aaj Bahut Pachhataayega Pachhataayega dushman Dil Ka Hai Jo Mere ...Hindi Lyrics > Saqi > Aarzuen Ro Rahi Hain
Hindi Lyrics La : Aarazuen Ro Rahi Hain Hasaraten Barabaad Hain ham Zamaane Mein Faqat Ik Duhkh Bhari Fariyaad Hain kise Maaloom Tha Ik Din Mohabbat Bezubaan Hogi vo Zaalim Aasamaan Jaane Meri Duniya Kahaan Hogi ta : Kabhi Ik Kvaab Dekha Tha Mere Pahalu Mein Tum Hoge -2 kahaani Pyaar Ki Aankhon Hi Aankhon Mein Bayaan Hogi kise Maaloom Tha Ik Din ... la : Lahu Dil Ka Meri Aankhon Ka Paani Ban Ke Kahata Hai -2 ye Paani Ban Ke Kahata Hai ta : Na Ham Honge Na Tum Hoge Hamaari Daastaan Hogi -2 la : Kise Maaloom Tha Ik Din ...
|

