Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Aagosh > Baansuriya Kaahe Bajaayi Bin Sune

Hindi Song: Baansuriya Kaahe Bajaayi Bin Sune
Movie or Album: Aagosh
Singer(s): Lata Mangeshkar, Sudha Malhotra

Hindi Lyrics

baansuriya kaahe bajaayi bin sune raha nahi jaaye re
mithi najar kaahe milaayi bin dekhe raha nahi jaaye re
baansuriya kaahe bajaayi bin sune raha nahi jaaye re
jaane anjaane jab mukh pe kisi ke aaye tera naam
tera naam, jaane anjaane
sar se sarak jaaye chunari saheli kare badanaam, badanaam
howe re hamari jagat hansaayi re kaanha

baansuriya kaahe bajaayi bin sune raha nahi jaaye re
mithi najar kaahe milaayi bin dekhe raha nahi jaaye re
hans hans jaadu kar jaavein do nain tere
nain tere yeh do nain tere
tum jit jaao ut jaavein do nain mere
nain mere yeh do nain mere
ho gayi hamari nindiya paraayi ho raadha
mithi najar kaahe milaayi bin dekhe raha nahi jaaye re

baansuriya kaahe bajaayi bin sune raha nahi jaaye re
chhodo chhodo hamari bain bihaari humein chhedo na
chhedo na batiyaan banaake
batiyaan banaake humein apana banaake mukh phero na
phero na prem dagariya badi dukhadaayi re
kaanha baansuriya kaahe bajaayi bin sune raha nahi jaaye re
mithi najar kaahe milaayi bin dekhe raha nahi jaaye re
bin sune raha nahi jaaye re
o bin dekhe raha nahi jaaye re
Hindi Lyrics > Taj > Baansuriya Phir Se Bajao

Hindi Song: Baansuriya Phir Se Bajao
Movie or Album: Taj
Singer(s): Lata Mangeshkar, Hemant Kumar

Hindi Lyrics

La: Baansuriya Phir Se Bajaao, Kaanha 
baansuriya Phir Se Bajaao 
he: Ja Ja Na Hamko Sataao, Raadha 
ja Ja Na Hamko Sataao 

la: Bansi Na Baaje To Jiya Mora Dole 
jiya Mora Dole Piyaa, Boli Ye Bole 
phir Se Vahi Dhun Sunaao, Kaanha 
baansuriya 
baansuriya Phir Se Bajaao, Kaanha ... 

he: Ja Ri Natkhat Gavaalin Ki Chhori 
main Na Bajaaoonga Ye Baans Ki Pori 
la: Aise Na Mujhko Rulaao, Kaanha 
baansuriya 
baansuriya Phir Se Bajaao, Kaanha ... 

la: Kaanha Teri Murali Mein Raadha Ki Jaan Hai 
he: Raadha Tu Hi To Meri Bansi Ki Taan Hai 
la: Honthon Se Bansi Lagaao, Kaanha 
baansuriya 
baansuriya Phir Se Bajaao, Kaanha 

Buy DVD or CD


Google