|
Hindi Lyrics jago bachalo bachalo bachalo bachalo........ (bachalo bachalo bachalo bachalo mohabbat kaa kaanta chubha hai nikaalo) - (2) sambhalo sambhalo sambhalo sambhalo (sambhalo sambhalo sambhalo sambhalo mohabbat kaa kanta chubha hai nikaalo) - (2) thodee thodee bekararee halka halka dard hai dekh jara chhuke diljanee, dil kaa shola sard hai karvat leke jagatee hu, nind naa aaye rat bhar rehne lagee hu abb toh dilbar, khud se bhee mai bekhabar honto se mujhe jane jan lagalo sambhalo sambhalo sambhalo sambhalo - (2) mohabbat kaa kanta chubha hai nikaalo bachalo bachalo bachalo bachalo mohabbat kaa kanta chubha hai nikaalo pyasee pyasee dhadkano me jane kaisa shor hai sach kehte hai duneeya wale, ishk pe kiska jor hai tanhayee me jab akele janam teraa nam lu teraa samajhke madhoshee me, apna daman tham lu gir jau naa kahee mujhko tum uthalo bachalo bachalo bachalo bachalo - (2) mohabbat kaa kanta chubha hai nikaalo sambhalo sambhalo sambhalo sambhalo mohabbat kaa kanta chubha hai nikaaloHindi Lyrics > Gulnar > Bachapan Kee Yadgaro, Mai Tumko Dhundhatee Hu
Hindi Lyrics bachapan kee yadgaro, mai tumko dhundhatee hu tum bhee mujhe pukaro - (2) yad aake rah gaye hain kuchh bewafa najare palko se jhankate hain, (bhige huye sitare -2) dekho jara palatkar bichhade huye saharo mai tumko dhundhatee hu, (tum bhee mujhe pukaro -2) jo kwab tha kushee kaa, ashkon me bah gaya hai sine me dil ke badale, (ik dard rah gaya hai -2) ai meree jindagee ke masum rajdaro, mai tumko dhundhatee hu tum bhee mujhe pukaro - (2)Hindi Lyrics > Tashan > Bachchan Paande Ka Tashan
Hindi Lyrics ramchandraji keh gaye siya se, aisa kalyug aayega bhale bure ki jaanch bhi ek din humko credit card dilwaayega kaho toh tumhaare chehre ka badal de hum position yeh hai bachchan paande ka ganga kinaare wala tashanHindi Lyrics > Bachke Rehna Re Baba > Bachke Rehna Re Baba
Hindi Lyrics (ham ladkiya nahi hangama hain lagati hain sidhi sadhi ham me drama hain) - (2) ladko ke pitche pitche pitche jaye, (jadu chalaye ham hain balaye -2) ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja bachke rehna re baba - (8) ladko kaa fashion huwa hain purana, aaya hain abb ladkiyo kaa jamana - (2) payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana jadu chalaye ham hain balaye - (2) ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja bachke rehna re baba - (8) aankho mai kajal agar ham lagaye, phir kya hain ham rat usko banaye - (2) pal bhar mai badal ko aawara karde, chunri agar ham hawa me udaye jadu chalaye ham hain balaye - (2) ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja bachke rehna re baba - (8) (ham ladkiya nahi hangama hain lagati hain sidhi sadhi ham me drama hain) - (2) ladko ke pitche pitche pitche jaye, (jadu chalaye ham hain balaye -2) ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja bachke rehna re baba - (8)Hindi Lyrics > Company > Bachke Too Rehna Rey Bachke Too Rehna (Khallas)
Hindi Lyrics bachke too rehna rey bachke too rehna, nahee duja mauka milega sambhalna kahee bhee chhupa ho tujhe dhund lega, yeh hai ishk samjha tujhe karhi dega khallas najro kee kaid me too jo aagaya samajhle, ek bar fas gaya toh too fas gaya samajhle nahee tere jaisa koyee bhee nishana, bachke too rehna rey bachke too rehna too hai jahan chala aayega bas wahee pe, yeh hai rog aisa agar ho gaya toh khallas jina hai teraa mushkil too mar gaya samajhle marna bhee teraa mushkil too woh kar gaya samajhle jahan me teraa bas yahee hai thikana, bachke too rehna rey bachke too rehna yeh woh rasta hai jahan mudhna mushkil, yeh woh dastan hai shuru ho gayee toh khallasHindi Lyrics > Hum Kisi Se Kam Nahin > Bachna Ae Hasino Lo Mai Aa Gaya
Hindi Lyrics bachna ae hasino lo mai aa gaya hay bachna ai hasino lo mai aa gaya husn kaa aasheek, husn kaa dushman apanee ada hai yaro se juda, hai ho hai bachna......... hai duneeya me nahee hai, aaj meraa sa deevana pyar valo kee juban pe, hai meraa hee tarana sabkee rang bharee aankho pe aaj chamak raha hai meraa hee nasha, hee ho hai bachna..... jam milte hain aadab se, sham deti hai salamee git jhukte hai labon pe, saj karte hain ghulamee ho koyee parda ya badshah aaj toh sab hain mujhpe fida, hai ho hai bachna.......... ek hungama utha du, mai toh jau jidhar se jit leta hu dilon ko, ek halakee see najar se mehboobon kee mehfil me aaj chhayee hai chhayee hai meree hee ada, hai ho hai bachna..........Hindi Lyrics > Bachna Ae Haseeno > Bachna Ai Haseeno Lo Main Aa Gaya
Hindi Lyrics (yeah, baby when u see me comming, yeah yeah u better run for cover, yeah cos u know when i find u, yeah yeah im gonna be your lover) - (2) tujhse log kahenge, na kar pyaar mujhe main to lakh bura hu, neend chura lu hosh uda du main to baahon mein le ke, raah bhula du baat bana du chahe jahaan dil ko chupaa baaton hi baaton main, do mulaqaton mein le loon bachna ai haseeno lo main aa gaya ae bachna ai haseeno lo main aa gaya husn ka aashiq husn ka dushman apni ada hai yaaron se juda, hey, ho bachna ai haseeno lo main aa gaya ae bachna ai haseeno lo main aa gaya yeah, baby when u see me comming, yeah yeah u better run for cover, yeah cos u know when i find u, yeah yeah im gonna be your lover hey tujhko jamaane ke aage main chedunga na chodunga aankhe churayegi bhi to milaunga ja ja kya bahaane banayegi, dekhunga dil phenkunga jhute mute vaade sunake fasaaunga husn ka aashiq, husn ka dushman apni ada hai yaaron se juda, hey, ho bachna ai haseeno lo main aa gaya ae bachna ai haseeno lo main aa gaya husn ka aashiq, husn ka dushman apni ada hai yaaron se juda, hey, ho bachna ai haseeno lo main aa gaya (yeah, baby when u see me comming, yeah yeah u better run for cover, yeah cos u know when i find u, yeah yeah im gonna be your lover) - (2)Hindi Lyrics > Deedar (1951) > Bachpan Key Din Bhula Naa Dena O
Hindi Lyrics bachpan key din bhula naa dena o...... bachpan key din bhula naa dena aaj hanse kal rula naa dena - (2) o..... bachpan key din bhula naa dena lambe hain jivan key raste -2, aao chale ham gate hanste gate, hanste aa aa aa aa........ dur des ek mahal banaye, pyar kaa jis me dip jalaye dip jalaye dip jalakar bujha naa dena, aaj hanse kal rula naa dena o..... bachpan key din bhula naa dena rut badle ya jivan bite, dil key tarane hon naa purane naino me ban kar sapan suhane, aayenge ek din yahee jamane yahee jamane........ yad hamaree mita naa dena, aaj hanse kal rula naa dena o..... bachpan key din bhula naa dena
|



