|
Hindi Lyrics Bekadar Bekhabar Bewafaa Balmaa - 2 na Main Tujhko Maarungi Na Main Tujhko Chhodungi aahista Aahista Tadpa Tadpa Ke O Pathhar Dil Main Tujhko Todungi bekadar Bekhabar Bewafaa Balmaa - 2 tere Saamne Mere Dushman Dekh Banungi Aaj Main Dulhan - 2 pehnungi Shaadi Ka Joda Teri Barbaadi Ka Joda tere Khoon Se Rang Ke Main Laal Chunariya Odhungi aahista Aahista Tadpa Tadpa Ke O Pathhar Dil Main Tujhko Todungi bekadar Bekhabar Bewafaa Balmaa tera Koi Dharam Nahi Tera Koi Imaan Nahi - 2 achha Saajan Kaise Banega Jo Achha Insaan Nahi tere Naam Se Main Apana Naam Kabhi Na Jodungi aahista Aahista Tadpa Tadpa Ke O Pathhar Dil Main Tujhko Todungi bekadar Bekhabar Bewafaa Balmaa ek Tujhe Deti Hu Mauka Jaa Mujhko Bhi De Ja Dhokha - 2 dekhe Log Yeh Aankh Michauli Jab Tak Chalti Hai Yeh Goli banke Teri Maut Main Tere Pichhe Daudungi aahista Aahista Tadpa Tadpa Ke O Pathhar Dil Main Tujhko Todungi bekadar Bekhabar Bewafaa BalmaaHindi Lyrics > A Wednesday > Bekali
Hindi Lyrics bekali bekali bekali bekali - (4) teri baaton se hai, mulaakaaton se hai - (2) jazbaaton se hai, kayi raaton se hai bekali bekali bekali bekali - (5) (kore kaagaj si hai tu, hai ibaadat si tu mehnat se mili tu, jaise shoharat si tu) - (2) tere paane se hai, tere khone se hai tere jaadu se hai, tere tone se hai bekali bekali bekali bekali - (4) (saara aalam tera, har ik mausam tera tujhase hi roshan hai mera saanz savera) - (2) teri chaahat se hai, aur mohabbat se hai teri ulfat se hai, teri hasrat se hai bekali bekali bekali bekali - (4) teri baaton se hai, mulaakaaton se hai jazbaaton se hai, kayi raaton se hai bekali bekali bekali bekali - (5)Hindi Lyrics > Door Ka Rahi > Bekarar Dil Too Gaye Ja
Hindi Lyrics bekarar dil too gaye ja, khushiyo sey bhare woh tarane jinhe sunake duniya jhum uthe, aur jhum uthe dil divane bekarar dil arey too gaye ja rag ho koyee milan kaa, sukh sey bharee sargam kaa yug yug ke bandhan kaa, sath ho lakho janam kaa aise hee bahare gatee rahe, aur sajte rahe virane jinhe sunake duniya jhum uthe, aur jhum uthe dil divane bekarar dil, too gaye ja... rat yuhee tham jayegee, rut yeh hasin muskayegee bandhee kalee khil jayegee, aur shabnam sharmayegee pyar ke woh kaise nagme, jo ban jaye afsane jinhe sun ke duniya jhum uthe, aur jhum uthe dil divane bekarar dil, too gaye ja dard me dubee dhun ho, sine me ik sulgan ho sanso me halkee chubhan ho, sahmi huyee dhadkan ho dohrate rahe bas git naye, duniya sey rahe begane jinhe sun ke duniya jhum uthe, aur jhum uthe dil divane bekarar dil, too gaye ja khushiyo sey bhare woh tarane jinhe sun ke duniya jhum uthe, aur jhum uthe dilHindi Lyrics > Bees Saal Baad > Bekarar Karke Hume Yu Naa Jayiye
Hindi Lyrics bekarar karke hume yu naa jayiye, aapko hamari kasam laut aayiye - (2) dekhiye woh kalee kalee badliya, julf kee ghata churana le kahee chori chori aake shokh bijliya, aapki ada churana le kahee yu kadam akele naa aage badhayiye, aapko humari kasam laut aayiye bekarar karke......... dekhiye gulab kee woh daliya, badhke chum le naa aap ke kadam - (2) khoye khoye bhanwre bhee hain bag me, koyee aapko bana naa le sanam behki behki najaro se khud ko bachaiye bekarar karke......... jindagi ke raste ajib hain, inn me iss tarah chalana kijiye khair hai isee me aapki hujur, apna koyee sathi dhund lijiye sunke dil kee bat yu naa muskuraiye, aapko humari kasam laut aayiye bekarar karke.........Hindi Lyrics > Hadh Kar Di Aapne > Bekarar Mai Bekarar Dil
Hindi Lyrics aa ha ha..... hmmm....... umhmmm....... ha ha ha ha ha....... oye oye oye oye oye.......... bekarar mai bekarar dil, bas kisise jaldee se pyar ho jaye abke sal meraa yeh hal bas khatm yeh meraa intjar ho jaye kis shahar me rehtee hai woh usay dhudhu yaha vaha sara jaha kaha kaha kaha kaha kaha........... hey bekarar mai bekarar, dil bas kisise jaldee se pyar ho jaye abke sal meraa yeh hal, bas khatm yeh meraa intjar ho jaye rasta me dekhu koyee aaye meraa dil leke jaye daudee daudee aaye aur aake mere gale lag jaye naa jane kab hoga yeh milan, mai kab banunga kisika sajan - (2) ek tir bas ek tir chal jaye, hay iss dil ke par ho jaye kee bekarar mai bekarar dil, bas kisise jaldee se pyar ho jaye (goriyo ke pichhe bhag bhag ke hay tang aa gaya hu raten jag jag ke) - (2) koyee mile toh mai jhum lu, bich sadak pe chum lu - (2) mere dil kee dolee hai khalee koyee, ladkee aake isape sawar ho jaye khel ho shuru pyar kaa, ajee bas abhee jit har ho jaye kis shahar me rehtee hai woh, usay dhudhu yaha vaha sara jaha kaha kaha kaha kaha kaha........... bekarar mai bekarar dil, bas kisise jaldee se pyar ho jaye abke sal meraa yeh hal, bas khatm yeh meraa intjar ho jayeHindi Lyrics > Ek Hi Bhool > Bekhudee Ka Bada Sahara Hai
Hindi Lyrics bekhudee ka bada sahara hai, varna duniya me kya hamara hai log marte hain maut aane se, hamko iss jindagee ne mara hai bekhudee ka bada sahara hai iss mukaddar ka yeh sitam dekho, dubate ja rahe hain ham dekho aur woh samane kinara hai, bekhudee ka bada sahara hai aadamee kuchh bhee kar nahee sakata wakt aisa gujar nahee sakata, wakt aisa magar gujara hai bekhudee ka bada sahara hai kitnee halkee hai kitnee bojhal hai koyee aurat nahee yeh botal hai, band iss me jahan sara hai bekhudee ka bada sahara haiHindi Lyrics > Haseena Maan Jaayegi > Bekhudi Me Sanam Uth Gaye Jo Kadam
Hindi Lyrics bekhudi me sanam uth gaye jo kadam aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham bekhudi me sanam uth gaye jo kadam - (2) aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham (oh oh oh........) bekhudi me sanam uth gaye jo kadam aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham bekhudi me sanam uth gaye jo kadam aag yeh kaisee mann me lagee hai mann se badhee toh tan me lagee hai aag nahee yeh dil kee lagee hai jitanee bujhayee, utanee jalee hai dil kee lagee naa ho toh kya jindagee hai sath ham jo chale mit gaye fasle aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham bekhudee me sanam uth gaye jo kadam khoyee najar thee, soye najare dekha tumhe toh jage yeh sare dil ne kiye jo dil ko ishare, milke chale ham sath tumhare aaj khushee se meraa dil yeh pukare teraa daman mila, pyar meraa khila aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham bekhudee me sanam uth gaye jo kadam dil kee kahanee pahonche juban tak kisko khabar abb pahonche kahan tak pyar ke rahee aaye yahan tak jayenge dil kee had hai jahan tak tum pas jo toh chale ham aasman tak dil me arman liye lakh tufan liye aa gaye -3 pas ham, aa gaye pas ham bekhudee me sanam uth gaye jo kadam - (3)
|

