Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Aastik > Bhagavaan Tera Insaan Dekh Le

Hindi Song: Bhagavaan Tera Insaan Dekh Le
Movie or Album: Aastik
Singer(s): Mohammad Rafi

Hindi Lyrics

Bhagavaan Tera Insaan Dekh Le Hai Kitana Naadaan
are Ise To Jhuth-saanch Ki Zara Nahin Pahachaan
dekh Le Hai Kitana Naadaan - 2

murakh Mat Jhutha Bharamaana Varana Phir Hoga Pachhataana
kan-kan Mein Vo Basa Huwa Hai Paaye Na Pahachaan Re
bhagavaan Tera Insaan

raam Naam Gaandhi Ne Gaaya Duniya Ka Baapu Kahalaaya
jisake Ghar Deep Jalaata Puje Sabhi Jahaan Re
bhagavaan Tera Insaan

tu Patthar Mein Praan Jaga De Dharati Aur Aakaash Hila De
aankhein Hote Andhe Kyon Hain Ye Tere Insaan Re
bhagavaan Tera Insaan
Hindi Lyrics > Bhagawat Mahima > Bhagavat Bhagwan Kee Hai Aarati

Hindi Song: Bhagavat Bhagwan Kee Hai Aarati
Movie or Album: Bhagawat Mahima
Singer(s): Hemant Kumar

Hindi Lyrics

bhagavat bhagwan kee hai aarati, papiyo ko pap se hai prarthi

yeh amar granth yeh mukhya panth
yeh pancham ved nirala, nava jyoti jaganewala
hari gan yahee vardan yahee, jag kee mangal aarati
papiyo ko pap se hai prarthi

yeh shantigit pawan punit sa ko mitanewala
hari daras dikhanewala, hai sukh karani hai dukh harini
madhusudan kee aarati, papiyo ko pap se hai prarthi

yeh madhur bol, jag phand khol
sanhmarg dikhanewala, bigadi ko bananewala
shree ram yahee ghanshyam yahee
prabhu kee mahima kee aarati, papiyo ko pap se hai prarthi

Buy DVD or CD


Google