|
Hindi Lyrics (bich bhanvar me -2 aan phansa hai dil kaa safina shahe madina) - (2) bich bhanvar me......... bigadee huyee takdir bana do - (2) dubatee naiya par laga do - (2) ek najar mujh par bhee khudara - (2) mushkil hai abb jina shahe madina bich bhanvar me......... bekas key gamkvar tumhee ho - (2) jo kuchh ho sarkar tumhee ho - (2) dil kaa sukun jine kaa sahara - (2) duniya ne sab chhina shahe madina bich bhanvar me.........Hindi Lyrics > Kismat (new) > Bichi Padi Hain Aashiqui
Hindi Lyrics Bichhi Padi Hain Aashiqui Tere Kadmo Mein - 2 noor Hain Bas Noor Hain In Najro Mein - 2 kar Rahi Hain Aaj Sajda Bekhudi - 2 bebasi Lagne Lagi Hain Zindagi - 2 roop Ke Jalwo Ki Haay Kya Baat Hain - 2 ek Gunaah Kar Du Gunaah Ki Raat Hain - 2Hindi Lyrics > Chingaari > Bichwa Javanee Kaa Dank Mare
Hindi Lyrics bichwa javanee kaa -2 dank mare dank mare, dank mare, dank mare, dank mare........ baid naa bulao, naa hakim ko bulao - (2) saiya se keh do zeher utare dank mare, dank mare, dank mare, dank mare........ bichwa javanee kaa hai, dank mare, dank mare........ (dil meraa dhadke badan meraa tute pallu gire dor angiya kee chhute) - (2) din me bhee aaye najar hamko gagan key sitare arre bichwa javanee kaa, bichwa javanee kaa dank mare dank mare, dank mare, dank mare, dank mare........ kaise batau key hai hal kaisa, pehle kabhee naa utha dard aisa - (2) kehna jo keh naa saku koyee toh samjhe ishare arre bichwa javanee kaa, bichwa javanee kaa dank mare dank mare, dank mare, dank mare, dank mare........ baid naa bulao naa, hakim ko bulao - (2) saiya se keh do zeher utare dank mare, dank mare, dank mare, dank mare........ arre bichwa javanee kaa, hey bichwa javanee kaaHindi Lyrics > Jai Santoshi Maa > Bigadee Bana Do Santoshee Mata
Hindi Lyrics bigadee bana do santoshee mata, kuchh toh karo ma santoshee mata arj suno moree santoshee mata, vipada aisee aan padee hain ghir ghir aaye kare badal, dukh kee aandhee tej chalin hain kirpa karo dukh yeh haro madat karo, bigadee bana do santoshee mata dukh ke lagaye ? baithe hain din rat dard se meraa kaho meraa kaisa hain nata koyee nahee hain pas bas ek teree aas hamko duja yaha koyee na bhata o ma moree nirbal mann ko, (tum bal doree -2) kirpa karo, dukh yeh haro, madat karo bigadee bana do santoshee mata vipada aisee aan padee hain, ghir ghir aaye kare badal dukh kee aandhee tej chalee hain kirpa karo, dukh yeh haro, madat karo bigadee bana do santoshee mata ma aa aa aa... santoshee ma aa aa...Hindi Lyrics > Badi Bahen > Bigadi Bananewale Bigadi Bana De
Hindi Lyrics bigadi bananewale bigadi bana de, naiya hamari par laga de duniya hamari tere hath me hai, chahe basa de chahe mita de naiyya hamari par laga de, bigadi bananewale....... idhar bhi hain kante, udhar bhi hain kante too chahe toh kanto ko kaliya bana de naiyya hamari par laga de, bigadi bananewale.......Hindi Lyrics > Jai Santoshi Maa > Bigdi Bana Do (With Shlok)
Hindi Lyrics namostute astu mahamaye, shri pithe surpujite shankh chakra gada haste, mahalaxmee namostute siddhee budhhee prade devee, bhaktee muktee pradayinee mantramurte sadadevee (mahalaxmee namostute -4) bigadee bana do santoshee mata, kuchh toh karo ma santoshee mata arj suno moree santoshee mata (vipada aisee aan padee hain, dasatee hain yeh bairan ratiya sunee sunee sej padee hai, kirpa karo dukh yeh haro madat karo bigadee bana do santoshee mata) - (2) om shantee shanee namah (dukh toh lagaye ? baithe hain din rat dard se meraa kaho kaisa hain nata) - (2) koyee nahee hain pas, bas ek teree aas hamko duja yaha koyee na bhata o ma moree nirbal mann ko, tum bal dori, tum bal dori kirpa karo, dukh yeh haro, madat karo bigadee bana do santoshee mata, vipada aisee aan padee hain dasati hain yeh bairan ratiya, sooni sooni sej padee hai kirpa karo, dukh yeh haro, madat karo bigadee bana do santoshee mata (hantho se woh aaj chhuta pee kaa sath kaun disha me gaya pritam pyara) - (2) aankhon me hain aaj, aansu kee saugat tum bin maiya mora kaun sahara o ma moree nirbal mann ko, tum bal dori, tum bal dori kirpa karo, dukh yeh haro, madat karo bigadee bana do santoshee mata, vipada aisee aan padee hain dasati hain yeh bairan ratiya, sooni sooni sej padee hai kirpa karo, dukh yeh haro, madat karo bigadee bana do santoshee mata ma aa aa aa... santoshee ma aa aa...Hindi Lyrics > Goonj Uthi Shahnai > Bikhar Gaye Bachapan Ke Sapane
Hindi Lyrics Bikhar Gaye Bachapan Ke Sapane aramaanon Kee Shaam Dhale kahee Saje Baaraat Kisee Kee kahee Kisee Kaa Pyaar Jale kah Do Koee Naa Kare Yahaa Pyaar is Mein Khushiyaa Hain Kam Beshumaar Hain Gam yek Hasee Aaur Aansoo Hajaar pareet Patangaa Diye Se Kare us Kee Hee Lau Mein Wo Jal Jal Mare mushkil Raahe Yahaa, Ashk Aaur Aahe Yahaa is Mein Chain Nahee, Naa Karaar hum Ne To Samazaa Thaa Fool Khile chun Chun Ke Dekhaa To Kaante Mile ye Anokhaa Jahaan, Haradam Dhokhaa Yahaa is Wiraane Mein Kaisee BahaarHindi Lyrics > Pranali > Bikhar Gayi Meri
Hindi Lyrics bikhar gayi meri moti jaise aabru koyi bataaye main iss duniya ka kya karu main dard bhi hoon, pukaar bhi hoon - (2) main janani hoon, main hoon devi - (2) main shakti hoon, lachaar bhi hoon koyi jhaank toh le mere aankhon mein - (2) (sabhya samaaj ki daadaagiri hai jazbaaton ki saudaagiri hai) - (2) jabse haan yeh duniya bani hai laaj sharam par bijali giri hai jism saje hai duniya ke baajaar mein - (2) sukh gaye dil abb saare sansaar mein koyi bhaanp toh le meri baaton mein - (2) main pyaar bhi hoon, khumaar bhi hoon - (2) main janani hoon, main hoon devi - (2) main shakti hoon, lachaar bhi hoon koyi jhaank toh le mere aankhon mein - (4)Hindi Lyrics > Channa Vey > Bikhree Huyee Narm See Chandanee
Hindi Lyrics bikhree huyee narm see chandanee, lehro key ghar jaa rahee roshanee - (2) lamha lamha lamha lamha, chhu rahee hai sard hawaye tanha tanha lag rahe hai apne saye yad aaye koyee bikhree huyee narm see chandanee......... shabnam shabnam rat me, sapne hamare nam huye bhige sapne dekh key, chand sitare tham gaye abb sabhee key abb sabhee key, dil me ek hee betabee abb sabhee key dil me, ek hee betabee ek see bekhudee bikhree huyee narm see chandanee, lehro key ghar jaa rahee roshanee madhoshee hai mehakee huyee, khushbu yeh kiski aa rahee dil key mausam ko huyee, mithee mithee bechainee abb yakin hai -2 dhadkano ko tab yeh nishanee abb yakin hai dhadkano ko tab yeh nishanee bas tere pyar kee, bikhree huyee narm see chandanee lehro key ghar jaa rahee roshanee, lamha lamha lamha lamha chhu rahee hai sard hawaye, tanha tanha lag rahe hai apne saye yad aaye koyee, bikhree huyee narm see chandaneeHindi Lyrics > Dhan Dhana Dhan Goal > Billo Raani Kaho Toh Abhi Jaan De Du
Hindi Lyrics haan shehar mein dusari koi nahi tujhsi billo jo bhi dekhe yahin puchhe, hain yeh kisaki billo har ada teri jagaati hai kayamat ko har kadam par tu giraati chale bijali billo (ishq karke tujhse deewaana betaab huva, barbaad huva bhool gaya apna bhi naam jab naam tera ise yaad huva) - 2 yeh hai jo majnu inhe kya main samjhaau roj ho jaate hai yeh kisi na kisi pe fida are haan aaj isake pichhe, kal usake pichhe kya thikaana hai inaka ki ho jaaye kab laapata inaki muhabbat resham ka jaal hai deewaanagi bhi inaki ik chaal hai (ho billo raani - 2 kaho toh abhi jaan de du) - 4 (ishq karke tujhse deewaana betaab huva, barbaad huva bhool gaya apna bhi naam jab naam tera ise yaad huva) - 2 lachkati baahon ki iss gulshan mein, phoolon jaise iss tan mein ho paagal hi karde aisi khushboo hai chamakati aankhon ke inn taaron mein, honthon ke guljaaro mein ho deewaana karde aisa jaadu hai ho teri baatein rijhaaye mere dil ko phir bhi (main na maanu inhe - 2) teri aankhein dikhaaye mujhko sapne par na sachcha jaanu inhein o ho raah mein tune mujhe roka hai, isame koi na koi dhoka hai (ho billo raani - 2 kaho toh abhi jaan de du) - 4 ki abb tak tumari samajh ma aayi na ghhomle chaahe o sab duniya hai hamsa premi na mile hai tumaka kahin ki billo dhak dhak yi mann dhadkat hai, tan ma agni bhadkat hai jab jab lagaawat ho tum thumaka kahin ho teri niyat hai khoti, mann hai paapi, harjaayi tu, baimaan tu teri chaahat main jaanu raaja kya hai, mujhko bholi nahi jaan tu bhes banaaye premi ka?? hai, tu bhanwara tu ras ka pyaasa hai ho billo raani (ho billo-2) ho (billo raani kaho to abhi jaan de du-2) ho jaan de du ji tere imaan de du billo raani kaho toh abhi jaan de du - 2Hindi Lyrics > Avengi Ja Nahin - Rabbi Shergill > Bilqis (Jinhe Naaz Hai)
Hindi Lyrics mera naam bilqis yakub rasul mujhse hui bas ek hi bhul ki jab dhundte the vo ram ko to main kharhi thi raah mein pehle ek ne puchha na mujhe kuch pata tha duje ko bhi mera yehi javab tha itno ne puchha ki mera abb saval hai ki jinhe naaz hai hind par vo kahan the jinhe naaz hai vo kaha haiHindi Lyrics > Ghulam Ali (Album) > Bin Barish Barsat Naa Hogee
Hindi Lyrics bin barish barsat naa hogee rat gayee toh rat naa hogee raje mohabbat tum mat puchho mujhse toh yeh bat naa hogee kisase dil behlaoge tum jis dam meree jat naa hogee ashk bhee abb nafaid huye hain shayad abb barasat naa hogee yu dekhenge aarif usako bich me apnee jat naa hogeeHindi Lyrics > Jodi No. 1 > Bin Payal Ke Ghunghru Baje
Hindi Lyrics bin payal ke ghunghru baje, bin badal ke bijuriya naache - (2) bin sawan ke barkha barse, bin goree ke yeh manwa tarse hai yar chale madhuban, bin godi ke dulha hai chale bin dolee ke dulhaniya saje, bin baratee tambu hai lage bin pandit ke phere hai pade, yeh jodee hai number one oh kahe sataye sajna le chal tu apne angna pehna de mujhko kangna tere bina nahee rehna chandan sa badan chanchal chitwan, behke hai man mehke hai tan yeh jodee hai number one, bin kursee ke neta hai khade bin murgee ke ande hai pade, bin panee ke jhalke hai ghade bin golee ke faujee hain lade, yeh jodee hai number one oh raho me meree kahde ho, jane kyon pichhe pade ho lagta hai chikne gade ho, kitne jo jid pe ade ho dekho yeh pawan chale sanan sanan tu hai meree lagan karo sau sau jatan yeh jodee hai number one, bin chotee ke gajra hai saje bin ankhiya ke kajra hai lage, bin aandhee ke ghunghat hai ude bin bottle ke daru hai chade, yeh jodee hai number one bin payal ke ghunghru baje, bin badal ke bijuriya nache bin sawan ke barkha barse, bin goree ke yeh manwa tarse - (2) hai yar chale madhuban, yeh jodee hai number oneHindi Lyrics > Damini > Bin Sajan Jhula Jhulu
Hindi Lyrics aa aa aa aa aa aa.......... bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu - (2) jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya - (2) pyar mere maine tujhe apne dil me basaya bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu (harpal tere pyar ko tarse meraa dil dur mere aankho se hai sapno kee manjil) - (2) itne akelee hu mai, yado kee sahelee hu mai abb toh ek pahelee hu mai aaja mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya - (2) pyar mere maine tujhe apne dil me basaya bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya pyar mere maine tujhe apne dil me basaya bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu tadpe kitne sal tak aur naa abb tadpa kehtee hai yeh duriya sine se lag ja teraa rasta dekhte rehte the yeh nain too naa jane sajna kaise kate din rey ho phulo peh javanee aayee rut kya suhanee aayee nayee jindaganee layee naa ja (bin sajan jhula jhulu, mai wada kaise bhulu - (2) jee karta hai yeh meraa mai udke gagan ko chhu lu mai pankh lagake aaya, sawan kaa mausam laya pyar mere maine tujhe apne dil me basaya) - (2)Hindi Lyrics > Dus Kahaniyaan > Bin Tum Gumsum Hone Lage
Hindi Lyrics aankhon mein inteezar ke badal baras gaye - 2 hum dekhne ko aapka chehra taras gaye bin tum gumsum hone lage, jaane kis duniya mein khone lage - 2 aankhon mein inteezar ke badal baras gaye resham se dil ke yeh ristein, rishto ki nazuk dor is dor pe janejana chalta nahi koi jor tujhe dhoonti hai nazarein, zara saamne toh aa bebas hai dil yeh mera, dil thaamne toh aa saare jahaan mein tum hamein tanha sa kar gaye bin tum gumsum hone lage, jaane kis duniya mein khone lage - 2 aankhon mein inteezar ke badal baras gaye bheegi bheegi lagti hai raatein, dilbar teri yaad mein tu hi chupa rehta hai shaayad, meri har fariyaad mein tu kareeb dil ke itna, hai meharbaan re main sunu teri woh baatein, jo mann mein tu kahein kis dar jaan dekho tum meri dhadkan mein bas gaye bin tum gumsum hone lage, jaane kis duniya mein khone lage - 2 aankhon mein inteezar ke badal baras gaye - 2Hindi Lyrics > Dus Kahaniyaan > Bin Tum Gumsum Hone Lage
Hindi Lyrics aankho me intjar ke badal baras gaye - (2) ham dekhne ko aapka chehra taras gaye bin tum gumsum hone lage, janey kis duniya me khone lage - (2) aankho me intjar ke badal baras gaye resham sey dil ke yeh rishte, rishto kee najuk dor iss dor peh janejana chalta nahee koyee jor tujhe dhundatee hai najare, jara samne toh aa bebas hai dil yeh mera, dil thamne toh aa sare jahan me tum hame tanha sa kar gaye bin tum gumsum hone lage, janey kis duniya me khone lage - (2) aankho me intjar ke badal baras gaye bhigee bhigee lagtee hai rate, dilbar teree yad me too hee chupa rehta hai shayad, meree har fariyad me too karib dil ke itna, hai meharban rey mai sunu teree woh bate, jo mann me too kahe kis dar jan dekho tum meree dhadkan me bas gaye bin tum gumsum hone lage, janey kis duniya me khone lage - (2) aankho me intjar ke badal baras gaye - (2)Hindi Lyrics > Tumko Na Bhool Paayenge > Bindiya Chamke, Choodi Khanke
Hindi Lyrics --female-- bindiya Chamke, Choodi Khanke - 2 laung Maare Lashkaare hum Ho Gaye Tumhaare haai, Bindiya Chamke, Choodi Khanke laung Maare Lashkaare hum Ho Gaye Tumhaare o Re Sajan Tohe Mhaari Kasam - 2 arre Maang Ma Bhar De Taarein --male-- hoye, Bindiya Chamke, Choodi Khanke laung Maare Lashkaare hum Ho Gaye Tumhaare hey, Bindiya Chamke, Choodi Khanke laung Maare Lashkaare hum Ho Gaye Tumhaare --female-- chhupti Nahin Dil Ki Baatein sab Keh Jaati Hain Aankhen mujhko Kuch Kuch Hota Hai jab Thaame Tu Yeh Baahein --male-- hum Khud Ko Bhool Jaayenge tumko Na Bhool Paayenge tumko Agar Bhool Jaayenge hum Jeena Na Chaahenge --female-- poore Hue Armaan Saare bas Mein Nahin Hum Hamaare hum Ho Gaye Tumhaare --male-- haai, Bindiya Chamke, Choodi Khanke laung Maare Lashkaare hum Ho Gaye Tumhaare, Hey! mm, Dil Yeh Jab Lag Jaata Hai phir To Jiya Nahin Jaata Hai tum Jo Nazar Aa Jaate Ho kuch Bhi Nazar Nahin Aata Hai --female-- haan, Pal Do Pal Ki Baat Nahin yeh Janmon Ka Naata Hai jisse Pyaar Ho Uska Naam dil Pe Likha Jaata Hai --male-- arre Dil Yeh De Doon, Jaan Bhi De Doon kar De Agar Tu Ishaare hum Ho Gaye Tumhaare --female-- haai, Bindiya Chamke, Choodi Khanke laung Maare Lashkaare hum Ho Gaye Tumhaare --male-- o Re Sajan Mohe Thaari Kasam - 2 thaari Maang Ma Bhar Doon Taarein --female-- bindiya Chamke, Choodi Khanke laung Maare Lashkaare hum Ho Gaye Tumhaare, Haan --male-- bindiya Chamke, Choodi Khanke laung Maare Lashkaare hum Ho Gaye Tumhaare --female-- oh, Hum Ho Gaye Tumhaare --male-- oh, Hum Ho Gaye TumhaareHindi Lyrics > Do Raaste > Bindiya Chamkegee, Chudee Khankegee
Hindi Lyrics bindiya chamkegee, chudee khankegee - (2) teree nind ude te udd jaye kajra behkega, gajra mehkega - (2) mahee rus daye te rus jaye, o bindiya chamkegee.......... maine mana huwa too diwana, julam tere sath hua - (2) mai kaha le jau apne laung kaa lashkara iss lashkare sey, aake dware sey - (2) chal mud daye te mud jaye, bindiya chamkegee.......... bole kangna kisika oh sajna, jawanee peh jor nahee - (2) lakh mana karle duniya kehte hain mere ghungru payal bajegee, goree nachegee - (2) chhat tut deeye te tut jaye, bindiya chamkegee.......... maine tujhse mohabbat kee hain, ghulami nahee kee balma - (2) dil kisee kaa tute chahe koyee mujhse ruthhe mai toh khelungee, mai toh chhedungee - (2) yaree tut deeye te tut jaye, bindiya chamkegee.......... mere aangan barat leke sajan, too jis rat aayega - (2) mai naa baithhungee dolee me keh dungee babul sey mai naa jaungee, mai naa jaungee - (2) gaddi tur deeye te tur jaye, bindiya chamkegee..........Hindi Lyrics > Chaalis Baaba Ek Chor > Bisvee Sadee Hai Yeh Bisvee Sadee
Hindi Lyrics bisvee sadee hai yeh bisvee sadee, dis is 20th century - (2) najar hai jisakee jhukee jhukee, uss ladke se ladkee bhalee hansee hai jisakee dabee dabee, uss ladke se ladkee bhalee ladkee aage aage badhe, ladka pichhe pichhe pichhe hate pee pee pee pee bate pee pee, najar hai jisakee jhukee....... ladkee bole come come come, ladka bole aata hai sharam - (2) pee pee pee pee bate pee pee, najar hai jisakee jhukee....... mr puree ms kachauree, mr papad ms pakodee mr nimbu ms tamatar, ms soda mr water mr baingan ms potato, ms churee mr kanta robert ko mil gayee lily lily, roby lily, roby lily gud luck, gud luck roby lily, uss ladke se ladkee bhalee bisvee sadee hai yeh bisvee sadee, dis is 20th century - (2)Hindi Lyrics > Hum Matwale Naujawan > Bite Nahee Rat Sanam Karo Koyee Bat Sanam
Hindi Lyrics bite nahee rat sanam karo koyee bat sanam duneeya soye hamen nind lage naa mile bhee toh dur se ham koyee dekhe yeh sitam mai toh jagu meree takdir jage naa mano sanam kategee yeh rat nahee jo hamin sath nahee kya huwa jo teraa meraa sath nahee yeh koyee bat nahee naa bano jee diye dete hain gavahee tere naina bite nahee rat sanam khidakee khulee chanda najar aa hee gaya mujhe tadapa hee gaya nam teraa juban par lahara hee gaya lab tak aa hee gaya jo labon pe hai woh kah de jo hai dil me woh naa kahana mile bhee toh dur se rat dhali chandaniya jard bhee hai yeh hava sard bhee hai han ai piya hava jara sard bhee hai dil me kuchh dard bhee hai naa kaha tha meree jan hamase kabhee dur naa rahana bite nahee rat sanamHindi Lyrics > Dil Ki Awaaz - Kavita Krishnamurthy > Bitee Yaade Ho Bitee Yaade
Hindi Lyrics bitee yaade ho bitee yaade, bitee yaade hay bitee yaade bitee yaade dila gaya mausam - (2) dard dil kaa badha gaya mausam bitee yaade dila gaya mausam - (2) (jab bhee tanhayee me, (woh yad aaye -2)) - (2) dil me khushiya -3, saja gaya mausam dil me khushiya saja gaya mausam dard dil kaa badha gaya mausam bitee yaade dila gaya mausam (aisa lagta hai, (unake aane se -2) - (2) mere aangan -3, (me aa gaya mausam -2) dard dil kaa badha gaya mausam bitee yaade dila gaya mausam kuchh kahan maine, (kuchh suna unase -2) sare shikave -3, (mita gaya mausam -2) dard dil kaa badha gaya mausam bitee yaade dila gaya mausam (ek teree yad hain, (meree dhadkan -2) - (2) wakt aaya -3, chala gaya mausam dard dil kaa badha gaya mausam - (2) bitee yaade dila gaya mausam - (2) dard dil kaa badha gaya mausam bitee yaade dila gaya mausam - (2)
|




