|
Hindi Lyrics pyar wafa hai pyar saja hai -2 pyar duwa pyar khuda pyar yahee hai dekh divane, pyar yaha kise aisa mila hai chaahato kee duneeya me dekh aisa hota hai - (3) ek pal jo hasta hai, bar bar rota hai - (2) ek pal jo hasta hai bar bar rota hai kante bichhe hai raaho me aur manjil nahee hai koyee tanahayiyo me pyar kee shamil nahee koyee jugno kee roshnee bhee kahee aatee najar nahee tufan hee tufan hai sahil nahee koyee kitana andhera raaho me yara, kiska bane abb kaun sahara - (2) abb na koyee suraj hai na koyee savera hai - (3) chandanee bhee rotee hai dur tak andhera hai - (2) ghum ke siva yaha me bata insan ko kya mila tune banayee kyon yaha chahat mere khuda panee kee bulbulo kee tarah phutee hai hasrate aatee nahee kahee se bhee usakee koyee sada (kaisee hai chahat kaisee mohabbat kaisee hai uljhan kaisee hai husrat) - (2) hasrato kee phalko pe chahato ka mela hai - (3) dard toh hajaro hai aadmi akela hai - (2) pyar wafa hai, pyar saja hai, pyar duwa pyar khuda pyar yahee hai dekh divane, pyar yaha kise aisa mila hai chahton kee duneeya me dekh aisa hota hai - (2) ek pal jo hasta hai bar bar rota hai - (2) yeh divana divana yeh divana divana - (3) sulee pe bhee chad na pada hai sar ko bhee katna padta hai - (2) kuchh bhee ho mohabbat me lekin yeh karj chukana padta hai - (2) iss raje mohabbat ko lekin, koyee bhee nahee samjha abb tak khud apne hee hatho se apni hastee ko mitana pada hai yeh divana divana yeh divana divana - (3)Hindi Lyrics > Vaah Life Ho Toh Aisi > Chaahenge Tumhe Bas Tumhari Baat Karenge
Hindi Lyrics Chaahenge Tumhe Bas Tumhari Baat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge chaahenge Tumhe Bas Tumhari Baat Karenge - 2 ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge chaahenge Tumhe Bas Tumhari Baat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge chaahenge Tumhe Bas Tumhari Baat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge dil Ko Tumse Pyar Hai Kitna Lafjo Mein Mushkil Hai Keh Pana tumse Kayam Jaane Tamanna In Saanson Ka Aana Jaana aankhein Jhuk Jaati Hain Aaye Humko Sharam tumse Kaise Kahe Haal-e-dil Sanam khwaabon Mein Bhi Tum Hi Se Mulakat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge saari Duniya Pass Thi Apne Sirf Tumhari Ek Kami Thi chu Ke Tumko Pighal Rahi Hain In Hothon Pe Barf Jami Thi aaya Kaisa Sama Aayi Kaisi Ghadi chain Jaane Laga Bekaraari Badhi ab Zindagi Basar Hum Tere Saath Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge chaahenge Tumhe Bas Tumhari Baat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat Karenge ab Tumse Mohabbat Hum Sanam Din Raat KarengeHindi Lyrics > Shabd > Chaahton Ka Silsila
Hindi Lyrics Jism To Sirf Ek Bahanaa Hain ruh Tak Saath Sath Jaana Hain haath Jabse Hain Hain Tera Haath Mein phir Haath Mein Zamanaa Hain lo Shuru Ab Chaahaton Ka Silsila Ho Raha Hain mit Rahi Hain Duriyan Aur Faasla Kho Raha Hain ho Rahi Hain Baat Kuch Aisi Jisme ho Rahi Hain Baat Kuch Aisi Jisme Shabd Gum Hain, Arth Matlab Gum Ho Raha Hain lo Shuru Ab Chaahaton Ka Silsila Ho Raha Hain mit Rahi Hain Duriyan Aur Faasla Kho Raha Hain jitna Pehle The Kabhi Itni Jawaan thoda Naya Sa Lag Raha Hain Yeh Jahaan aayega Aur Bhi Ais Hi Samaa aayega Aur Bhi Aisa Hi Samaa haan Hamesha Do Dilon Ko Pyaara Sa Jo Raha Hain lo Shuru Ab Chaahaton Ka Silsila Ho Raha Hain mit Rahi Hain Duriyan Aur Faasla Kho Raha Hain dil Yeh Chaahe Tutkar Chaahoon Tumhe dedo Ijaazat Tutne Ki Tum Hamein dil Yeh Chaahe Tutkar Chaahoon Tumhe dedo Ijaazat Tutne Ki Tum Hamein chunke Rakh Lo Chaahaton Ke Yeh Lamhen yun Sambhalkar Thamlo Lo Pal Dekho Woh Kho Raha Hain lo Shuru Ab Chaahaton Ka Silsila Ho Raha Hain mit Rahi Hain Duriyan Aur Faasla Kho Raha Hain ho Rahi Hain Baat Kuch Aisi Jisme ho Rahi Hain Baat Kuch Aisi Jisme Shabd Gum Hain, Arth Matlab Gum Ho Raha Hain posted By: UjjainiHindi Lyrics > Phool Bane Angaarey > Chaand Aahe Bharega
Hindi Lyrics Chaand Aahe Bharegaa, Fool Dil Thaam Lenge husn Kee Baat Chalee To, Sab Teraa Naam Lenge ayesaa Cheharaa Hain Teraa, Jaise Roshan Saweraa jis Jagah Too Nahee Hain, Us Jagah Hain Andheraa kaise Fir Chain Tuz Bin Tere Badanaam Lenge aankh Naajook See Kaliyaan, Baat Nisaree Kee Daliyaan othh Gangaa Ke Saahil Julf Jannat Kee Galiyaan teree Khaatir Farishten Sar Pen Iljaam LengeHindi Lyrics > Aalaap > Chaand Akela Jaaye Sakhi Ri
Hindi Lyrics chaand akela jaaye sakhi ri, kaahe akela jaaye sakhi ri mann mora ghabaraaye ri, sakhi ri, sakhi ri, o sakhi ri chaand akela woh bairaagi woh manbhaavan, kab aayega more aangan itana toh batalaaye ri, sakhi ri, sakhi ri, o sakhi ri chaand akela ang ang mein holi dehake, mann mein bela chameli mehake yeh rit kya kahalaaye ri, bhaabhi ri, bhaabhi ri, o bhaabhi ri chaand akelaHindi Lyrics > Parineeta - 1953 > Chaand Hai Wohi
Hindi Lyrics Chaand Hai Wohi, Sitaaren Hain, Wohi Gagan phir Bhi Kyon Udaas Hai, Udaas Meraa Man udaas Meraa Man, Chaand Hai Wohi kaun Thaa Milaa Mujhe, Jo Mil Ke Kho Gayaa kaun Mere Paas Aa Ke, Door Ho Gayaa phool Hai Wohi, phool Hai Wohi,bahaaren Hain, Wohi Chaman phir Bhi Kyon Udaas Hai, Udaas Meraa Man udaas Meraa Man, Chaand Hai Wohi aaj Mere Man Ki Baansoori Bhi Maun Hai jis Ko Dhoondhate Mere Nayan Woh Kaun Hai raag Hai Wohi, raag Hai Wohi, Paraag Hai Wohi Pavan phir Bhi Kyon Udaas Hai, Udaas Meraa Man udaas Meraa Man, Chaand Hai Wohi posted By: P U R N I M AHindi Lyrics > Home Delivery > Chaand Ki Roshani Se
Hindi Lyrics (chaand Ki Roshani Se Hawa Ki Khusbu Se Bani shaam Ke Rangon Se Raat Ke Kajal Se Saji) - 2 aasmaan Ki Chadar Odhe Hue zameen Ki Sej Par Soye ho Kitni Haseen Ho Tum Kitni Haseen Ho Tum pyar Mein Khoyi jhuki Nazar Mein Tere Chupi Paheli Hai jahaan Hain Sara Ya Phir Teri Hatheli Hai iss Hath Par Jo Hain Likha Mera Bhi Naseeb Hai Woh Hi chaand Ki Roshani Se Hawa Ki Khusbu Se Bani shaam Ke Rangon Se Raat Ke Kajal Se Saji aasmaan Ki Chadar Odhe Hue zameen Ki Sej Par Soye ho Kitni Haseen Ho Tum Kitni Haseen Ho Tum pyar Mein Khoyi tere Liye Hi Khushbu Hawayen Layi Hai lehar Bhi Tere Kadmon Se Milne Aayi Hai tum Hi Mera Har Khwaab Ho aur Hain Na Sapnon Mein Koi chaand Ki Roshani Se Hawa Ki Khusbu Se Bani shaam Ke Rangon Se Raat Ke Kajal Se Saji aasmaan Ki Chadar Odhe Hue zameen Ki Sej Par Soye ho Kitni Haseen Ho Tum Kitni Haseen Ho Tum pyar Mein KhoyiHindi Lyrics > Chaand Mere Aaja > Chaand Ko Dekho Ji
Hindi Lyrics Chaand Ko Dekho Ji - 2 masti Lutaae Jaadu Jagaae Dil Mein Hamaare Re chaand Ye Kahata Hai - 2 dharati Ki Raani, Hansati Javaani, Din Hain Tumhaare Re pahali Nazariya Tori, Dil Mera Le Gayi Gori - 2 hamane Luta Di Duniya, Aur Tumane Luta Di Chhori baat Ye Kaisi Hai - 2 yuun Na Sataao, Ham To Sajan Hain, Nainon Ke Maare Re raat Hai Bhigi-bhigi Aur Saath Hai Sajan Tera - 2 meri Tamanna Ye Hai, Ab Ho Na Kabhi Savera raat Ye Teri Hai - 2 taaron Ki Toli, Nile Gagan Mein Ye Hi Pukaare ReHindi Lyrics > Ajay > Chaand Sa Chehara Jheel Si Aankhein
Hindi Lyrics Chaand Sa Chehara Jheel Si Aankhein Reshami Zulfe Dekh Raha Hoon aapaka Hansana Aapaka Chalana Rang Badalana Dekh Raha Hoon aasamaan Mein Is Jahaan Mein Aap Jaisa Koyi Nahin Hai aasamaan Mein Is Jahaan Mein tum To Fizaayon Mein Baadal Udaawo Aaye.n Bahaaron Ke Din bal Kha Ke Guzaro Tum To Fiza Mein Aaye.n Nazaaron Ke Din haan Mausam Kahoon Ya Khushbu Kahoon Masti Kahoon Ya Jaadu Kahoon aapaka Aana Aapaka Jaana Dil Churaana Dekh Raha Hoon aasamaan Mein Is Jahaan Mein tum Ho Nazar Ki Pahali Tamanna Tumako Nahin Hai Pata Hai ho Chaaho Jise Tum Aashiq Bana Lo Aisi Tumhaari Ada Hai paagal Huwa Main Jaan-e-vafa Ghaayal Huwa Main Pahali Dafa aapaki Paayal Aapaka Kaajal Uf Ye Aanchal Dekh Raha Hoon aasamaan Mein Is Jahaan MeinHindi Lyrics > Daak Bangla > Chaandani Raat Hai
Hindi Lyrics Ho Ho Ho Chaandani Raat Hai -2 aise Mein A Jaavo Ho More Baalam -2 kya Baat Hai ho Ho Ho Chaandani Raat Hai -2 ek Judaai Teri Dooje Jiya Na Maane -2 ghadee-ghadi Aahen Bhar-bhar Ke Laga Sataane tere Bina Ho Re Ho More Rasiya -2 dil Jaat Hai ho Ho Ho Chaandani Raat Hai -2 a More Baalam Qasam Mori Re -2 tu Mera Ho Rasiya Main Teri Re Teri Re koi Ishaaron Mein Tohe Ye Baalam -2 samajhaat Hai ho Ho Ho Chaandani Raat Hai -2 aise Mein A Jaavo Ho More Baalam -2 kya Baat Hai ho Ho Ho Chaandani Raat Hai -2Hindi Lyrics > Ahmed Jehanzeb - Laut Aao > Chaandani Raat Mein, Chaand Ke Saamane
Hindi Lyrics chaandani raat mein, chaand ke saamane - (2) rukh se parda hataana -2, gajab ho gaya, haay gajab ho gaya chaandani chhup gayi, chaand sahrama gaya - (2) aapka yuun muskuraana -2 gajab ho gaya, gajab ho gaya (bikhari julfon tale yuun hi soya rahu khaabon mein aapke yuun hi khoya rahu) - (2) leke haath haath mein, baat hi baat mein - (2) rukh se parda hataana -2, gajab ho gaya, gajab ho gaya (mausam bhi hai jawa, lahma na hosh mein yuun hi baithi raho, meri aaghosh mein) - (2) vasl ki pyaas mein, ajanabi chaah mein - (2) aapka najdik aana -2 gajab ho gaya, haay gajab ho gaya chaandani chhup gayi, chaand sahrama gaya - (2) aapka najdik aana -2 gajab ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya, gajab ho gaya........
|



