|
Hindi Lyrics chaudwee kaa chand ho ya aaftab ho jo bhee ho tum khuda kee kasam lajawab ho julfe hain jaise kandhe pe badal jhuke huye aankhe hain jaise may key pyale bhare huye mastee hai jisme pyar kee tum woh sharab ho chaudwee kaa chand ho......... chehra hai jaise jhil me khilta huwa kanwal ya jindagee key sajh pe chhedee huyee ghajhal janey bahar tum kisee shayar kaa khwab ho chaudwee kaa chand ho......... hotho pe kheltee hain tabassum kee bijliya sajde tumharee rah me kartee hain kaikashan duniya yeh husno ishk kaa tum hee shabab ho chaudwee kaa chand ho.........Hindi Lyrics > Aankhen (1993) > Chaukhat Pe Tumhari Ham
Hindi Lyrics chaukhat pe tumhari ham dam tod jayenge - (2) jab ham nahi honge tumhe ham yad aayenge chaukhat pe tumhari ham dam tod jayenge marna hai toh jaldi karo rone ko aayenge - (2) rone ko ham pados ki sakhiya bhi layenge marna hai toh jaldi karo rone ko aayenge (har bat apni jhuthi hain par ek bat sachhi hain tere bina ham jee nahi sakte tu itni achhi hain) - (2) dhokha jinki fitrat mein hai woh kya wafa karenge daga kiya hain jinhone pehle aage daga karenge dhokha bhi jayaz hain gori pyar me everything fair hai love and war me (mane cheater bahut hain iss sansar me dhokha achha nahi lekin pyar me) - (2) tune jo na kardi ham aur kaha jayenge - (2) ham toh marenge sunke khabar gharwale marr jayenge chaukhat pe tumhari ham dam tod jayenge jab ham nahi honge tumhe ham yad aayenge chaukhat pe tumhari ham dam tod jayenge (marne se pehle gar mujhko pyar tera mil jata main dulha tu dulhan banti kitna maza phir aata) - (2) bujdil hoti hai jo woh khudkhushi kiya karte hain dilwale to pyar jahan se chhin liya karte hain pehli aakhri meri ek tamanna hain mujhko to bas tera dulha banna hain (jo teri meri bhi wahi tamanna hain aaj se hamko ek duje ka banna hain) - (2) tune jo hamen chaha kutch aur na ham chahenge - (2) tere pyar mein marke phir zinda ho jayenge chaukhat pe tumhari ham barat layenge - (2) ghodi chadh ke aayenge tujhe leke jayenge chaukhat pe tumhari ham barat layenge
|
