|
Hindi Lyrics chha gaye badal nil gagan par, (ghul gaya kajara sanjh dhale -2) chha gaye badal nil gagan par, (ghul gaya kajara sanjh dhale -2) dekh key meraa mann bechain -2, rain se pehle ho gayee rain aaj hriday key swapna phale, (ghul gaya kajara sanjh dhale -2) rup kee sangat aur ekant -2, aaj bhatakta mann hai shant keh do samay se thamke chale, (ghul gaya kajara sanjh dhale -2) chha gaye badal nil gagan par, (ghul gaya kajara sanjh dhale -2) andhiyaro kee chadar tan -2, ek honge do vyakul pran aaj naa koyee dip jale, (ghul gaya kajara sanjh dhale -2) chha gaye badal nil gagan par, (ghul gaya kajara sanjh dhale -2)Hindi Lyrics > Dil Hai Tumhaara > Chhaaya Hai Jo Dil Pe
Hindi Lyrics --male-- chhaaya Hai Jo Dil Pe Kya Nasha Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai ho, Chhaaya Hai Jo Dil Pe Kya Nasha Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai --female-- beqaraari Mein Bhi Kitna Maza Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai --male-- apni Palkon Mein Mujhko Chhupaaya Hai ek Chehre Ne Mera Chain Churaaya Hai --female-- har Taraf Shokh Mausam Ka Saaya Hai in Hawaaon Ne Mera Aanchal Udaaya Hai --male-- dil Mein Jo Chhupi Hai Ek Dilruba Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai beqaraari Mein Bhi Kitna Maza Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai --female-- main To Deewaani Teri Hone Lagi ajnabi Khayaalon Mein Khone Lagi --male-- kuch Khabar Hui Na Mujhko Teri Kasam kab Aur Kahan Yeh Chaahat Hui Sanam --female-- dard Hai Chubhan Hai Haya Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai --male-- chhaaya Hai Jo Dil Pe Kya Nasha Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai --female-- hm, Beqaraari Mein Bhi Kitna Maza Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha Hai --male-- aisa Lag Raha Hai, Aisa Lag Raha Hai aisa Lag Raha Hai Pyaar Ho Raha HaiHindi Lyrics > Jeevan Jyoti (1953) > Chhaayee Karee Badariya Bairaniya Ho Ram
Hindi Lyrics chhaayee karee badariya bairaniya ho ram ghan badara gaganava jhukan lagee ho more sajana bidesiya ko na aaye ho chhaayee karee badariya jhulano pe gavan kee rut aayee re ratiya jagavan kee rut aayee re kachhu kho ke pavan kee rut aayee re more sajana bidesiya ko na aaye ho chhaayee karee badariya jave koyee pee ko lave sakhee akele me kachhu nahee bhave sakhee hay purva pavan jee jalave sakhee more sajana bidesiya ko na aaye ho chhaayee karee badariyaHindi Lyrics > Saawariya > Chhail Chhabeela Rang Rangila
Hindi Lyrics chhail chhabeela rang rangila badan katila ho rasila roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela chhabeela rangila hatila rasila la la la sajila hatila pejaama hai dheela o o o o o...... oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye - 2 suno jamila katila aise tan ko jalaaye ke o o o....... ang sajila dekho, rang rangila dekho - 2, bijuri mujhpe giraaye ke o o o....ke o o o....ke o o o....... oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye tu na jaane na na na na tu tu tu tu - 2 tu na jaane, tu na jaane, hai yeh pyaar kya are bekadar tujhe na khabar - 2, haal dard-e-dil ka dono jahaan le, chaahe toh jaan le rab ka hai waasta kehna toh maanle o o o o..... oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye suno shakila hatila aise tan ko jalaaye ke o o o....... aaja aaja aa aa aa aaja aaja, aaja aaja ye aaja aaja aaja aaja ab toh aaja rasta modake tujhe hai kasam are bereham - 2 kar na sitam aise pehlu se chhut ke bikharu main toot ke bedard baalama na ja yuun roothke ke o o o....... oh re chhabeela nashila saawan bita jaaye - 2 suno ramila hatila aise tan ko jalaaye ke o o o....... chhail chhabeela rang rangila badan katila o rasila roop sajila yaar hatila tang pejaama kurta dheela chhabeela rangila katila rasila sajila hatila pejaama hai dheela kitna sad aur kitna akelaHindi Lyrics > Chhaila Babu > Chhaila Tera Chhaila Mann Ko Bada Sataye
Hindi Lyrics chhaila tera chhaila mann ko bada sataye angan me chhup jaye, kho jaye toh kya ho mere ramu naa ro mann, naa ro sun lee maine teree pukar aaj mila hai wapas mann bete se khoya yeh pyar duneeya tujhse haree mann too jiti yeh jivan sangram chhaila tera chhaila.......... jee chahe key mai tere sine pe sar rakh key rou naa jaye bachpan wapas mai teree god me sou phir bhee mann pyaree mai (tujhko manau) - (2) mann tujhko pranam, chhaila tera chhaila..........Hindi Lyrics > Chhal > Chhal
Hindi Lyrics Jaane Na Jaane Koyi Kaisa Ishara Hai chhal Chhal Chhal andheri Raahon Mein Yeh Dil Maara Maara Hai chhal Chhal Chhal jaane Na Jaane Koyi Kaisa Ishara Hai andheri Raahon Mein Yeh Dil Maara Maara Hai anjaan Sa Hai Yeh Jahan Dhuaan Dhuaan Kadam Kadam Par chhal Chhal Chhal Chhal Chhal Chhal Chhal Chhal Chhal sholay Hai Sharare Hai Angaare Hai Hawaon Mein Yahan seene Mein Darare Hai Dararo Mein Utha Hai Zalzala sholay Hai Sharare Hai Angaare Hai Hawaon Mein Yahan seene Mein Darare Hai Dararo Mein Utha Hai Zalzala zalzala Zalzala Zalzala Zalzala chehre Begaane Saare Dil Besahara Hai chhal Chhal Chhal manzil Hai Koyi Koyi Raste Awara Hai chhal Chhal Chhal jaane Na Jaane Koyi Kaisa Ishara Hai andheri Raahon Mein Yeh Dil Maara Maara Hai anjaan Sa Hai Yeh Jahan Dhuaan Dhuaan Kadam Kadam Par chhal Chhal Chhal Chhal Chhal Chhal Chhal Chhal ChhalHindi Lyrics > Chhal > Chhal - Extended Mix
Hindi Lyrics janey naa janey koyee kaisa ishara hai chhal chhal chhal andheri raho me yeh dil mara mara hai chhal chhal chhal (janey naa janey koyee kaisa ishara hai andheri raho me yeh dil mara mara hai anjan sa hai yeh jahan dhuan dhuan kadam kadam par chhal chhal chhal chhal chhal...........) - (2) chhal chhal chhal chhal chhal........... (shole hai, sharare hai, angare hai hawao me yaha sine me darare hai, dararo me utha hai jhaljhala) - (2) jhaljhala jhaljhala jhaljhala jhaljhala chehre begane sare dil besahara hai chhal chhal chhal manjil hai koyee koyee raste aawara hai chhal chhal chhal janey naa janey koyee kaisa ishara hai andheri raho me yeh dil mara mara hai anjan sa hai yeh jahan dhuan dhuan kadam kadam par chhal chhal chhal chhal chhal........... (chahe naa chahe jindagee kaa ho chuka hai faisla jaisa jo karega waisa woh bharega aur kya) - (2) kore nigaho mein hai dhundhla najara hai chhal chhal chhal chhal chhal........... gahire tufano me hai duba kinara hai janey naa janey koyee kaisa ishara hai andheri raho me yeh dil mara mara hai anjan sa hai yeh jahan dhuwa dhuwa kadam kadam par chhal chhal chhal chhal chhal...........Hindi Lyrics > Ek Hi Raasta (1939) > Chhalake Ras Kee Gagariya Bharee
Hindi Lyrics chhalake ras kee gagariya bharee mai matwaree paniharee, mohe bhul gaye banwaree kunjan me kunjabiharee hai bhara huwa dil sajanee, kyun jhuthee bat banaye abb kaun tumhe samajhaye, tore gal laj se lal bhal par bindiya musakaye, balam tori najar na lag jaye ??? gholee pyareeHindi Lyrics > Tashan > Chhaliya Chhaliya Chhaliya
Hindi Lyrics (nasila nasila tera naina, churailey hamara chaina abb hamare dil mein rehna) - (2) (chhaliya chhaliya chhaliya rooh chura lu aisi hu main chhaliya chhaliya chhaliya o o chhaliya haath na aau main hu aisi chhaliya) - (2) os lehar hu, dub sehar hu, pak mehar hu, bachake jaayega kaha (la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that maahi la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that ???) - (2) chhaliya chhaliya chhaliya rooh chura lu aisi hu main chhaliya raaat hu taaron mein mil jaau har mod pe main aahon ki baahon mein khil jaau chaal hu tujhpe main chal jaau tu na jaanega kab baaji main dhoke se maar jaau bikhare dil ka main haal hu, aur ghaalib ka main khayaal hu main noor hu, main hoor hu, bachake jaayega kaha (la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that maahi la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that ???) - (2) chhaliya chhaliya chhaliya (nasila nasila tera naina, churailey hamara chaina abb hamare dil mein rehna) - (2) raaj hu honto ko sil jaau, tere haathon se main ret banke fisal jaau boond hu tujhpe baras jaau, jo na bujhegi woh pyaas banke main tarsaau chhalki pehli chaal hu main, main suljha uljha jaal hu i am the noor, i am the hoor, tu jaayega kaha (la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that maahi la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that ???) - (2) chhaliya chhaliya chhaliya aau, rooh chura lu aisi hu main chhaliya chhaliya chhaliya o o chhaliya haath na aau main hu aisi chhaliya) - (2) os lehar hu, dub sehar hu, pak mehar hu, bachake jaayega kaha (la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that maahi la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that ???) - (2)Hindi Lyrics > Yaara (Pankaj Udhas) > Chhaliya Re Kaisi Chhali Preet Deewaani
Hindi Lyrics chhaliya re kaisi chhali preet deewaani - (3) teri meri meri teri kya hai prem kahaani - (2) badhati jaaye balam ho na puraani - (2) teri meri meri teri kya hai prem kahaani chhaliya re kaisi chhali preet deewaani (kaisa rang rej piya dur pardes bhaya angana hai soona mora ghaanv gehraaye diyaan) - (2) rut patjhad aayi paat udaani rakh du kahaan main piya tori nishaani - (2) teri meri meri teri kya hai prem kahaani chhaliya re kaisi chhali preet deewaani ho chhaliya re, chhaliya re........ chhaliya (ang ang mein rang jaage, rang rang mein saajan khwaja jo karam kare bhar jaaye aangan) - (2) ras bhari ratiyaan ho pawan suhaani ghat ghat mein utare yuun saanjh suhaani - (2) teri meri meri teri kya hai prem kahaani - (2) chhaliya re kaisi chhali preet deewaani - (2) chhaliya re, chhaliya re, chhaliya re.... (chhaliya, chhaliya re...)Hindi Lyrics > Aankhen (2002) > Chhalka Chhalka
Hindi Lyrics Chhalka Chhalka, Jaam Hoon Mein -2
honton Pe Rakh Le Chhalakne Se Pehle
chhalka Chhalka Jaam Hoon Mein
honton Pe Rakh Le Chhalakne Se Pehle
har Nasha Kar Le Sharaabi Bahekne Se Pehle -2
chhalka Chhalka, Jaam Hoon Mein
honton Pe Rakh Le Chhalakne Se Pehle
har Nasha Kar Le Sharaabi Bahekne Se Pehle -2
bhale Chaahe Sab Se Chhupa Kar Tu Pi
magar Ishq Mein Main Mila Kar Tu Pi
ye Ishq Nasha Hai, Ye Husn Nasha Hai
ye Jaam Sharaabi, Kehne Ko Nasha Hai
ho….ho…soch Le Har Baat, Tu Bhi Utar Ne Se Pehle
thodi Si Tu Bhi Pila De Re Utar Ne Se Pehle
jawaani Ki Khilti Bahaaron Se Mil
mere Husn Ke Tu Sitaaron Se Mil
uljaa De Zulfein, Bikhra De Kajal
is Diwaani Ko Tu Kar De Paagal
ho….ho…aur Behkaade Tu Mujhko Sambhalne Se Pehle -2
(chhalka Chhalka Jaam Hoon Mein
honton Pe Rakh Le Chhalakne Se Pehle) -2
har Nasha Kar Le Sharaabi Bahekne Se Pehle -2
la La La La La La La La Re La La Le La Re…Hindi Lyrics > Sonu Nigam - Classically Mild > Chhalki Chhalki Chaandani Mein
Hindi Lyrics chhalaki chhalaki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2 bite jo baaho mein teri woh hi pal jindagi - 2 chhalki chhalki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2 tum khuli aaknho ka meri gungunaata khaab ho khaayisho ka aasman ho nagamo ka sailaab ho saamane darpan ke apane aise kyo betaab ho tum hi meri hakikat, tum hi meri bekhudi beete jo baho mein teri woh hi pal hai jindagi samjho najaro ki jaba ye pal milan ka rag hai sabnami lamho ke dil mein thandi thandi aag hai jaaduyi saanso mein jaana kaid mera bhaag hai baksh do saanso se apani mujhko thodi jindagi beete jo baaho mein teri woh hi pal jindagi chhalki chhalki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2 bite jo baaho mein teri woh hi pal jindagi - 2 chhalki chhalki chaandani meinHindi Lyrics > Classically Mild (Sonu Nigam) > Chhalki Chhalki Chaandani Mein
Hindi Lyrics chhalaki chhalaki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2 bite jo baaho mein teri woh hi pal jindagi - 2 chhalki chhalki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2 tum khuli aaknho ka meri gungunaata khaab ho khaayisho ka aasman ho nagamo ka sailaab ho saamane darpan ke apane aise kyo betaab ho tum hi meri hakikat, tum hi meri bekhudi beete jo baho mein teri woh hi pal hai jindagi samjho najaro ki jaba ye pal milan ka rag hai sabnami lamho ke dil mein thandi thandi aag hai jaaduyi saanso mein jaana kaid mera bhaag hai baksh do saanso se apani mujhko thodi jindagi beete jo baaho mein teri woh hi pal jindagi chhalki chhalki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2 bite jo baaho mein teri woh hi pal hai jindagi - 2 chhalki chhalki chaandani meinHindi Lyrics > Khullam Khulla Pyaar Karen > Chhalla Chhalla
Hindi Lyrics chhalla chhalla chhalla chhalla ungalee me dal meraa chhalla chhalla chhalla, ungalee me dal meraa chhalla chhalla chhalla kehna meraa maan le too varna yaha jan meree mai toh macha dunga halla ungalee me dal meraa chhalla, chhalla chhalla hey ungalee me dal meraa chhalla (char din kee kahanee pe naj kar naa jawanee pe sach kehta hu mai ranee, naa jale aag panee pe) - (2) nahee nahee maine kahee pehle kabhee dekhee nahee itanee akad walla walla, ungalee me dal meraa chhalla chhalla chhalla........ ay, ungalee me dal meraa chhalla chhalla chhalla........ (lal joda mai lauga, mang teree sajaunga koyee rokega kya mujhko, tujhe dulhan banaunga) - (2) saree umar chhodunga naa sang teraa ram kasam mai hu biharee lalla, ungalee me dal meraa chhalla chhalla chhalla........ arre ungalee me dal meraa chhalla chhalla chhalla........ kehna meraa maan le too, varna yaha jan meree mai toh macha dunga halla, ungalee me dal meraa chhalla chhalla chhalla........ (arre ungalee me dal meraa chhalla chhalla chhalla........) - (2) arre ungalee me dal meraa chhalla - (2) chhalla chhalla........Hindi Lyrics > Ganga Jamuna Ki Lalkaar > Chhalla Tu Le Ja Nishaniya Teree Teree Meherbaniya
Hindi Lyrics chhalla tu le ja nishaniya teree teree meherbaniya tere bin mai naa rahu mere bin tu naa rahe o saun nihaniya chhalla tu de ja....... baho kaa sahara jo mil jaye yar kaa najarana dil kaa ham denge tumhen pyar kaa aur ham javaniya, teree teree teree meherbaniya..... har pal yad teree dil tadapaye re tune kaisa jadu kiya nindiya naa aaye re o dilabar janiyan, teree teree teree meherbaniya.... mathe pe bindiya tere nam kee lagayenge tod ke sitare teree mang ham sajayenge yad rahen kahaniya, teree teree teree meherbaniya.....Hindi Lyrics > Maa Tujhhe Salaam > Chham Chham
Hindi Lyrics Chham Chham Chham Chham chham Chham Bole Payal Piya tune Ye Kya Kiya Mujhe Chhoo Liya main Chui Mui Simat Gayi Teri Baahon Mein yeh Kya Kiya mere Piya Yeh Kya Kiya oh Sanam Oh Sanam Oh Sanam meri Dilruba meri Baahon Mein Aa Bhi Ja Maine Chu Liya tu Chui Mui Simat Gayi Meri Baahon Mein to Kya Hua Jo Chhoo Liya To Kya Hua mann Mein Koyi Pyaas Hai Tan Mein Koyi Aag Hai bhige Bhige Labon Ke Jaam Le kaisa Mera Haal Hai Kucch Bhi Na Khayal Hai behke Behke Kadam Hai Thaam Le mera Bas Main Nahin Mera Jiya oh Sanam Oh Sanam Oh Sanam meri Dilruba meri Baahon Mein Aa Bhi Ja aankhon Mein Khumaar Hai Dil Bhi Bekaraar Hai bekhudi Mujh Pe Chaayi Pyaar Ki oh Oh Jaadoo Tera Chal Gaya aanchal Mera Dhal Gaya Yeh Shararat Hai Mere Yaar Ki oh Main Teri Is Ada Pe Margaya chham Chham Chham Chham chham Chham Bole Payal Piya tune Ye Kya Kiya Mujhe Chhoo Liya main Chui Mui Simat Gayi Teri Baahon Mein to Kya Hua Jo Chhoo Liya To Kya Hua to Kya Hua Jo Chhoo Liya To Kya HuaHindi Lyrics > Chham Chham Roun Ankhiyan > Chham Chham Ron Ankhiyan
Hindi Lyrics Teri Yaad Vee Chandariye Aayi-2 chham Chham Ron Akhiyan-2 aukhi Hogayi Hun Chalni Judaii-2 chham Chham Ron Akhiyan ni Chham Chham Ron Akhiyan (dil Dub Dub Jaave jivein Jivein Din Dubbe raati Puneyan Di Chaandani Vee thup (dhoop) Wangoo Chubbay)-2 aag Seene Ch Vochodeyan Ne Layee-2 chham Chham Ron Akhiyan-2 teri Yaad Vee Chandariye Aayi-2 chham Chham Ron Akhiyan ni Chham Chham Ron Akhiyan (taarey Chamke Ta Menu Teri Bindi Yaad Aayi deve Chann Vichon Chhanna Tera Mukhda Dikhayi)-2 bol De Ne Tere Pauna Sunayee -2 chham Chham Ron Akhiyan oh Chham Chham Ron Akhiyan teri Yaad Vee Chandariye Aayi-2 chham Chham Ron Akhiyan oh Chham Chham Ron Akhiyan (main Khayalan Vich Dubba Tere Nal Rus Jaavan kaddey Teri Tasveer Ghut Ghut Seene Laavan)*2 kang Ishq Ch Hogeya Shudaii-2 oh Chham Chham Ron Akhiyan ni Chham Chham Ron Akhiyan teri Yaad Vee Chandariye Aayi-2 chham Chham Ron Akhiyan ni Chham Chham Ron Akhiyan oh Chham Chham Ron Akhiyan ni Chham Chham Ron Akhiyan posted By : ArpsHindi Lyrics > Dus > Chham Sey Woh Aa Jaye
Hindi Lyrics dil kuchh kehta hain, lab kuchh kehte hain behke behke sey ham hote hain jo kehna chahe woh keh bhee jaye aaise lamhe toh kam hote hain pyar me koyee nayee bat nahee, yeh aaisa jo ho jaye dhunde nigahe jab har pal usako, apna dil kho jaye aankho me kyun chehra uska thoda sa dhundhlaye rey chham sey woh aa jaye, chham sey aa jaye chham sey woh aa jaye, mann peh chha jaye chham sey woh aa jaye, chham sey aa jaye mausam kaa har andaj bhee teree ada ban gaya chahat kaa yeh ehsas bhee teree wafa ban gaya tera chehra aankho me, tera pehra khwabo me kabhee dil kee raho me, yeh hota hain ho jaye de chham sey woh aa jaye, chham sey aa jaye chham sey woh aa jaye, mann peh chha jaye chham sey woh aa jaye, chham sey aa jaye jayegee jab too deke judayee bhee tanha see hogee dil kee tanhayee bhee ehsas tere dil kaa aankho semeri chalka betab hoke jab uskee hee yad me dil ghabraye rey, cham sey dil kuchh kehta hain, lab kuchh kehte hain behke behke sey ham hote hain jo kehna chahe woh keh bhee jaye aaise lamhe toh kam hote hain pyar me koyee nayee bat nahee, yeh aaisa jo ho jaye dhunde nigahe jab har pal usko, apna dil kho jaye aankho me kyun chehra uska thoda sa dhundhlaye rey chham sey woh aa jaye, chham sey aa jaye chham sey woh aa jaye, mann peh chha jayeHindi Lyrics > Jaanwar > Chhamak Chham Chhamke Anguree Badan
Hindi Lyrics chhamak chham chhamke anguree badan damak dam damke anguree badan pyasee hai meree baahen, jiya hai bekarar tadpa na mujhe aise, aaja na mere yar chhamak chham chhamke anguree badan damak dam damke anguree badan (koyee pada hai mere jhumke ke pichhe koyee pada hai mere thumke ke pichhe) - (2) kaise chhupaau kaise dabaau shola jawanee kaa sahee na jaye mujhse biraha kee jalan chhamak chham chhamke anguree badan (shyam savere teraa rasta niharu tanha akelee saree raina gujaru) - (2) kisko sunaau kisko bataau, hal bura hai dil kaa dard nahee jane bedardee sajan chhamak chham chhamke anguree badan pyasee hai meree baahen, jiya hai bekarar tadpa na mujhe aise, aaja na mere yar chhamak chham chhamke anguree badan damak dam damke anguree badanHindi Lyrics > Dulhan Hum Le Jayenge > Chhamiya
Hindi Lyrics Aisa Ho Jaayega Maine Socha Nahin dil Ye Kho Jaayega Maine Jaana Nahin tum Ho Mere Sanam Bhool Jaana Nahin tumko Meri Kasam Door Jaana Nahin aa. Aa.. Chhamiya aa. Aa.. le Gayee Le Gayee oye Le Gayee Le Gayee le Gayee Le Gayee hoye Le Gayee Le Gayee le Gayee Le Gayee Le Gayee Le Gayee Dil Le Gayee le Gayee Le Gayee Le Gayee Le Gayee Dil Le Gayee dekho Meri Chhamiya Mera Dil Le Gayee oye Le Gayee Le Gayee Le Gayee Le Gayee Dil Le Gayee dekho Meri Chhamiya Mera Dil Le Gayee arre Agge Jhatke Maar Maarke Aaja Keh Gayee chhamiya le Gayee Le Gayee Le Gayee Le Gayee Dil Le Gayee dekho Meri Chhamiya Mera Dil Le Gayee arre Agge Jhatke Maar Maarke Aaja Keh Gayee chhamiya le Gaya Le Gaya Le Gaya Le Gaya Dil Le Gaya dekho Mera Chhaila Mera Dil Le Gaya oye Le Gaya Le Gaya Le Gaya Le Gaya Dil Le Gaya dekho Mera Chhaila Mera Dil Le Gaya agge Jhatke Maar Maarke Aaja Keh Gaya chhaila le Gaya Le Gaya Le Gaya Le Gaya Dil Le Gaya dekho Mera Chhaila Mera Dil Le Gaya tera Mera Charcha Hai chhap Gaya Parcha Hai tera Mera Charcha Hai chhap Gaya Parcha Hai teri Meri Shaadi Ka Na Kharcha Hai charchon Se Darrna Kya parchon Ka Karna Kya shaadi Ke Bina Jeena Marna Kya oo... arre Hatke Fatke Maar Maarke Aaja Keh Gayee chhamiya le Gayee Le Gayee Le Gayee Le Gayee Dil Le Gayee dekho Meri Chhamiya Mera Dil Le Gayee le Gayee Le Gayee Le Gayee Le Gayee Dil Le Gayee dekho Meri Chhamiya Mera Dil Le Gayee arre Agge Jhatke Maar Maarke Aaja Keh Gayee chhamiya le Gaya Le Gaya Le Gaya Le Gaya Dil Le Gaya dekho Mera Chhaila Mera Dil Le Gaya lalala.. oh Chhamiya heere Moti Laoonga tujhko Sajaoonga heere Moti Laoonga tujhko Sajaoonga tere Liye Bangla Banaoonga bangle Ka Kya Karna Hai tere Dil Mein Rehna Hai saajan Mere Tu Hi Mera Gehna Hai arre Latke Jhatke Maar Maarke Aaja Keh Gayee chhamiya le Gaya Le Gaya Le Gaya Le Gaya Dil Le Gaya dekho Mera Chhaila Mera Dil Le Gaya oye Le Gayee Le Gayee Le Gayee Le Gayee Dil Le Gayee dekho Meri Chhamiya Mera Dil Le Gayee arre Agge Jhatke Maar Maarke Aaja Keh Gayee chhamiya le Gaya Le Gaya Le Gaya Le Gaya Dil Le Gaya dekho Mera Chhaila Mera Dil Le Gaya oye Le Gayee Le Gayee Le Gayee Le Gayee Dil Le Gayee dekho Meri Chhamiya Mera Dil Le Gayee oye Chhamiya.Hindi Lyrics > Humlog > Chhan Chhan Chhan Baje Payal
Hindi Lyrics chhan chhan chhan baje payal moree baje payal moree, (aaja choree choree -2) chhan chhan chhan baje payal....... meree galee me aana karke koyee bahana pyar kaa deep jala ke dil kaa mahel chamakana o aaja chanda, aaja chanda tale dalu tere gale baiya goree goree aaja choree choree, aaja choree choree chhan chhan chhan baje payal....... mann me papiha bole, piyu piyu piyu ras ghole jiya jiya jiya mora dole, piya piya piya sang hole o ajee aisa, ajee aisa ho sang too ho meree patang, mai hu doree doree aaja choree choree, aaja choree choree chhan chhan chhan baje payal.......Hindi Lyrics > Gang > Chhan Nan Nan Naa Naa
Hindi Lyrics chhan nan nan naa naa....... shokh hasina yeh toh bata de teree ada me jadu kya hai kyon balakhaye kyon laharaye tere badan me kaisa nasha hai chhan nan nan naa naa....... bole chhan chhanan naa naa...... chhan chhanan meree payal bole dole san sanan naa naa san sanan naa naa purava dole chhan nan nan naa naa....... ui ude aanchal huyee jaye halchal chali hava angana kalai me kangana khanak jaye aur bole khan khan yeh bindiya damake yeh chunar chamake toh nas nas me ho jhan jhan kajare me dhul ke balo me khul ke raj hain dil ke khole bole chhan chhanan......... nai rut aayee kai rang lai nikalee naha ke mai gajara saja ke mai kanon me pahan ke balee tan ho gulabi jaise jam sharabee jaise aise lage hontho pe lalee pas jo aaye hosh ganvaye, sang mere woh hole bole chhan chhanan..............Hindi Lyrics > Dont Touch Me (Sonu Kakkar) > Chhana Chhana Chhan Chha
Hindi Lyrics chhan chhan chhan...... chhanak chhan, chhanak chhan, chhanak chhan, chhanak chhan.... chhanak chhan, chhanak chhan..... chhanak chhanak chhan chha, chhana chhana chhan chha chhana chhana chhan chha, surur jo chhan chhaaya re chhana chhana chhan chha -3, surur jo chhan chhaaya re maine tere ishq da surama lagaaya re - (2) chhana chhana chhan chha -3, surur jo chhan chhaaya re (meri bekaraariyo ka chhalaka gilaas re tere naam ka hi odha maine libaas re) - (2) roop rang mera kya hai, teri hi toh chhaaya hai - (2) dar badar mujhe rehati hai teri talaash re chhana chhana chhan chha -3, surur jo chhan chhaaya re surur chhan chhan chha, chha...... (meri aarju ka hai behaka mijaaj re bas mein nahi hai mere mere parwaj re) - (2) tujhase hi yaara maine lagan lagaayi hai - (2) baajuo mein bhar le aake, hosh nahi aaj re (chhana chhana chhan chha -3, surur jo chhan chhaaya re) - (2) maine tere ishq da surama lagaaya re - (2) chhana chhana chhan chha -3, surur jo chhan chhaaya reHindi Lyrics > Jhooth Bole Kauva Kaate > Chhat Par Kala Kauva Baitha
Hindi Lyrics chhat par kala kauva baitha, kay kay karta rehata sabse kehta aate jate, jhuth bole kauva kate....... ek thee ladki ek tha ladka, dono ka dil sath me dhadka dil ke andar shola bhadka, bas aage ham nahee bataate jhuth bole kauva kate....... tauba tauba ram duhayee, hamne kahe aankh ladhayee chain ganvaya nind ganvayee, iss saude me kitne ghate jhuth bole kauva kate....... prem kahanee ranee raja, khula huwa hai har darwaja yar pukare aaja aaja, hamne kaha ja ham nahee aate jhuth bole kauva kate.......Hindi Lyrics > Chandni Raat > Chhaya Meree Ummid Kee Duneeya Me Andhera
Hindi Lyrics (chhaya meree ummid kee duneeya me andhera abb yeh kise malum hai kab hoga sawera) - (2) kho jaye naa mil kar (kahee ulfat kaa khajana -2) kho jaye naa mil kar kahee ulfat kaa khajana rah jaye naa lut kar kahee aramano kaa dera abb yeh kise malum hai kab hoga sawera khilane bhee naa payin (abhee kaliya mere dil kee -2) khilane bhee naa payin abhee kaliya mere dil kee dil tod key ghum ne kiya pehalu me basera abb yeh kise malum hai kab hoga sawera sunta nahee koyee (kise mai jaa key sunau -2) sunta nahee koyee kise mai jaa key sunau dukh dard me duba huwa afsana hai mera abb yeh kise malum hai kab hoga sawera chhaya meree ummid kee duneeya me andhera abb yeh kise malum hai kab hoga sawera
|




.jpg)
.jpg)