|
Hindi Lyrics (diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain sajan Ghar Aane Waale Hain balam Ghar Aane Waale Hain) - 2 (jhum-jhum Kar Diye Ki Baati mere Dil Ko Kare Ishaara) - 2 (jaan Gayi Main Aane Waala hai Tera Saajan Pyaara) - 2 diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain sajan Ghar Aane Waale Hain balam Ghar Aane Waale Hain (jin Galiyon Se Aaye Balamawa un Galiyon Mein Nain Bichhaayuun (qadam-qadam Par Aashaaon Ke deep Jalaati Jaayuun) - 2 diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain sajan Ghar Aane Waale Hain balam Ghar Aane Waale Hain (aaj Raat Aankhon-aankhon Mein kah Dungi Sab Dil Ki Baatein) - 2 (roz-roz Kab Aati Hain Ye madur Milan Ki Raatein) - 2 (diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain sajan Ghar Aane Waale Hain balam Ghar Aane Waale Hain) - 2Hindi Lyrics > Ab Ke Baras > Diwane Aate Jate Haste Gate
Hindi Lyrics abb ke baras tadpe hai dil, abb ke baras hogi mohabbat abb ke baras..... (diwane aate jate haste gate, dhund rahe hain manjil pyar kee abb ke baras - 3 abb toh jine marne kee chahat hai baho men yar kee abb ke baras - 3) - (2) sun oh piya kya keh diya dhadke jiya, kehna mera mane na mane na pehle kabhi hal aisa nahee tha, (huwa kya yeh abb ke baras - 2) diwane aate jate haste gate, dhund rahe hain manjil pyar kee abb ke baras - 3 abb toh jine marne kee chahat hai baho men yar kee abb ke baras - 3 sharo se dur parbat ke pichhe, beato chalo gehne pedo ke niche andekhi anjani si fiza hai, bas ek ham hai duji hawa hain duriya kis liye dar lage iss liye kya kaha, aji kuch nahee, phir kaho, baba nahee, aisi bhi kya bat hai diwane aate jate haste gate, dhund rahe hain manjil pyar kee abb ke baras - 3 abb toh jine marne kee chahat hai baho men yar kee abb ke baras - 3 tune mujhe aisi najro se dekha, sharma gayi meri kajal kee rekha yun muskura ke palke jhukana, sikha kahan se yun dil churana chhodiye kyo bhala jayiye na jala bekhabar ho gaye ham kahan kho gaye, kaisi mulakat hai diwane aate jate haste gate, dhund rahe hain manjil pyar kee abb ke baras - 2 abb toh jine marne kee chahat hai baho men yar kee abb ke baras - 2 sun oh piya kya keh diya dhadke jiya, kehna mera mane na mane na pehle kabhi hal aisa nahee tha, (huwa kya yeh abb ke baras - 2)Hindi Lyrics > Chori Chori Chupke Chupke > Diwani Diwani Diwani Diwani
Hindi Lyrics --male-- ae Madhubala, Aaja Re Aaja --chorus-- zum Zum Zum Zum Zum Zum Zum - 2 --female-- aiyyo, Aiyya, Aiyyo, Aiyya jis Mehfil Mein Jaaoon, Jaadu Aisa Chalaaon - 2 sab Mujhe Bole, Hai Re Aaja Re Aaja diwani Diwani Diwani Diwani, Diwani Diwani Diwani - 2 jis Mehfil Mein Jaaoon, Jaadu Aisa Chalaaon sab Mujhe Bole, Hai Re Aaja Re Aaja diwani Diwani Diwani Diwani Diwani Diwani Diwani - 2 aiyyo, Aiyya, Aiyyo, Aiyya --chorus-- zum Zum Zum Zum Zum Zum Zum - 2 --female-- mere Chhaila Na Aisa Darro karna Hai Jo Voh Sauda Karo na Rakh Mujhse Zara Dooriya main De Doongi Tujhe Meri Jaan haseen Yeh Pal, Yeh Mann, Yeh Tan seene Se Lagaoon Baahon Mein Jo Aaoon sab Mujhe Bole, Hai Re Aaja Re Aaja diwani Diwani Diwani Diwani Diwani Diwani Diwani - 2 --chorus-- ekta, Ekta, Gheuntaa - 2 --male-- madhubala, Aaja Re Aaja --female-- aiyyo --chorus-- zum Zum Zum Zum Zum Zum Zum - 2 --female-- chupte Chupaate Aayo Ho Sanam kya Nazara Ne Laaye Ho Sanam mujhse Bachke Jaaoge Kahan sab Kuch Tumko Milega Yahan adaa, Nasha, Vafaa, Mazaa aashiq Main Banaaon, Aise Jalwe Dikhaaoon sab Mujhe Bole, Hai Re Aaja Re Aaja diwani Diwani Diwani Diwani Diwani Diwani Diwani - 2 jis Mehfil Mein Jaaoon, Jaadu Aisa Chalaaon sab Mujhe Bole, Hai Re Aaja Re Aaja diwani Diwani Diwani Diwani Diwani Diwani Diwani - 6
|
