|
Hindi Lyrics dooba dooba rehta hoon aankhon me teri deewana ban gaya hoon main chaahat me teri dooba dooba rehtaaaa hoon aankhon me teri deewana ban gaya hoon main chaahat me teri ab din gujarte nahin ratein katati nahin teri tasvir se baat banati nahin..hoooo aa-ja koi jaane na, pehchaane na, yeh hua kaise tum aa gaye khwabon mein aise koi jaane na pehchaane na yeh hua kaise tum aagaye khwabon mein aise bewafa... na ja bewafa.. bewafaa na jaana o unfaithfil, don' t go away, o unfaithfil don' t go dooba dooba rehta hoon aankhon me teriii.... tum jo mil gaye, deeye jal gaye mere khwabon mein ban jao tum mere humsafar tum jo mil gaye deeye jal gaye mere khwabon mein ban jao tum mere humsafar bewafa... na ja bewafa... bewafa... na jaana dooba dooba rehta hoon aankhon me teri deewana ban gaya hoon main chaahat me teri dooba dooba rehta hoon aankhon me teri deewana ban gaya hoon main chaahat me teri ab din guzarte nahin raaten kat-ti nahin teri tasvir se bat banti nahin... oh aa-ja na ja bewafa oh bewafa..na jaa....bewafa...bewafa.... na jaa la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la..... la la la la leyyaaa...la la la.....Hindi Lyrics > Ishq Vishk > Dooba Re Dooba
Hindi Lyrics Aye Dooba Re Dooba Aankhon Mein Teri Dil Mera Dooba hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Teri Dil Mera Dooba Re dooba Re Dooba Aankhon Mein Teri Dil Mera Dooba Re tujhko Haseena Maine Banaya tujhko Haseena Maine Banaya Meri Mehbooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Meri Dil Tera Dooba Re dooba Re Dooba Aankhon Mein Meri Dil Tera Dooba Re na Romeo Hai Na Tu Hai Majnu na Romeo Hai Na Tu Hai Majnu Tu Hai Ajooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Teri Dil Mera Dooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Meri Dil Tera Dooba Re teri Saheli Lagti Paheli kyon Hai Aakeli Oy Tauba poocho To Zara lagat Yeh Ladka dilo Ka Dhadka kyon Aise Tadpa Pucho To Zara sari Umar Main Karta Rahonga sari Umar Main Karta Rahonga Bas Teri Pooja Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Teri Dil Mera Dooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Meri Dil Tera Dooba Re teri Meri Joodi Yeh Love Story hogi Na Puri Kya Hai Anjaam tu Hai Kunwari Main Hoon Kunwara dil Tujhpe Hara Wa Re Wa aa Paas Aa tu Na Mila To Mein Dhoond Loongi tu Na Mila To Mein Dhoond Loongi Mehboob Dooja Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Teri Dil Mera Dooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Meri Dil Tera Dooba Re tujhko Haseena Maine Banaya na Romeo Hai Na Tu Hai Majnu Tu Hai Ajooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Teri Dil Mera Dooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Meri Dil Tera Dooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Teri Dil Mera Dooba Re hey Dooba Re Dooba Aankhon Mein Meri Dil Tera Dooba Re are Dooba ReHindi Lyrics > Afasaana > Dooniya Ek Kahani Re Bhaiya
Hindi Lyrics dooniya ek kahani re bhaiya, dooniya ek kahani - (2) tune kahe dee, maine kahe dee, dooniya ek kahani iss dooniya ke mele me, koyi raja koyi rani dooniya ek kahani re bhaiya, dooniya ek kahani - (2) iss mele me har jit hai, aur mele kaa mel iss mele me udan khatole, hathi, ghode, rel kanhi hindole, kanhi tamashe, tarha tarha ke khel iss mele me pana khona, jiwan behta pani re bhaiya dooniya ek kahani......... hariyal lelo, pariyal lelo, lelo chanda tara aao chunnu, aa o munnu, lelo naya gubbara munniya rani hame bata do kya hai nam tumhara kas ke dor pakdana bitiya, mat karna nadani iss dhage me bandhi rahegi, teri prit purani re bhaiya dooniya ek kahani......... aaj yahan kal kaha hame le jayey gi taqdir koun kahe kis kee ankho me kab bhar aaye nir ek bar jo isee prit kee mitati nahee lakeer - (2) bhul naa ja naa, bhatak naa ja naa, maya ani jani re bhaiya dooniya ek kahani.........Hindi Lyrics > Bahaar-1951 > Dooniya Kaa Maja Le Lo, Dooniya Tumhari Hai
Hindi Lyrics dooniya kaa maja le lo, dooniya tumhari hai yeh dooniya tumhari - (2) dooniya tumhari hai yeh dooniya tumhari hai - (2) dooniya kaa maja le lo dooniya ko lat maro, dooniya salam kare - (2) mud mud salam kare, jhuk jhuk salam kare, bik bik salam kare kabhi namaste ji toh, kabhi ram ram kare - (2) dooniya ke bap ho tum -2 dooniya tumhari hai, yeh dooniya tumhari hai dooniya kaa maja le lo dooniya se daroge toh dooniya dabayegi - (2) aankhe dikhayegi, rob jamayegi e ji hansi udayegi chain naa lene degi jan jalayegi - (2) tan ke sina chalo -2, dooniya tumhari hai yeh dooniya tumhari hai dooniya kaa maja le lo dooniya ke jitane nazaaren hai, tumhare hai - (2) yeh phul tumhare hai, yeh tare tumhare hai chanda tumhara hai, chandaniya tumhari hai - (2) dooniya kaa maja le lo dooniya kaa maja lelo, dooniya tumhari hai yeh dooniya tumhari - (2)Hindi Lyrics > Bahu Begum > Dooniya Kare Sawal Toh Ham Kya Jabab De
Hindi Lyrics dooniya kare sawal toh ham kya jabab de tum kaun ho khayal toh ham kya jabab de puchhe koyi ke dil ko kaha chhod aaye ho kis kis se apana rishta ye jan jod aaye hain mushkil ho arja ye hal toh ham kya jabab de puchhe koyi darde wafa kaun de gaya rato ko jagane ki saja kaun de gaya kehne pe ho malal toh ham kya jabab deHindi Lyrics > Agra Road > Dooniya Kee Najar Hai Buri
Hindi Lyrics dooniya kee najar hai buri julfe naa sanwara karo jayo jayo beyiman balma hame tane naa mara karo dooniya kee najar......... dekh jara too mud ke jalim sadke aisi chal ke mere samane aana balam dil ko jara sambhal ke a tere kadmo pe dil rakh du gori jab bhi ishara kare jayo jayo beyiman bato hee bato me aji ban baithe dildar kyon apna bana ke pas bula ke phir hamse takarar kyon jayo tumhe pas bulaya kisne jara dur se najara karo dooniya kee najar......... ek toh tikhe naina upar se kajre kee dhar re ho jayey naa par jigar ke dodhari talavar re hay tere pyar ke mare hain najro se naa mara karo dooniya kee najar.........Hindi Lyrics > Around The World > Dooniya Ki Sair Kar Lo
Hindi Lyrics dooniya ki sair kar lo - (2) insan ke dost banakar insan se pyar karlo dooniya ki sair kar lo - (2) around the world in eight dollars - (4) los angeles, bhadakila jahan hollywood hai rangila dekho disneyland me akar pariyo kaa desh dharati par los angeles, bhadakila jahan hollywood hai rangila dooniya ki sair kar lo - (2) insan ke dost banakar insan se pyar karlo ham aman chahanewale ham pyar pe marnewale ik bat kahenge sabse nafrat ko mita jag se insan ke hath kaa tona mitti ko banaya sona yeh washingto, alabela, new york shehar kaa mela dooniya ki sair kar lo insan ke dost banakar insan se pyar karlo london ki daud divani paris ki sham mastani kudrat ke khel nirale jara dekhale dekhane vale berlin kaa badalata chehara aur rome kaa rang sunehara venice me navo ki sairen, yeh git gati huyi lehren dooniya ki sair kar lo insan ke dost banakar insan se pyar karloHindi Lyrics > Apna Desh > Dooniya Me Logo Ko Dhokha Kabhee
Hindi Lyrics beera... tara tara tara, para para para ta ra ta ra ta ra ta ra, ta ra ru......... dooniya me logo ko dhokha kabhee ho jata hai ankho hee ankho me yaro kaa dil kho jata hai dooniya me....... dooniya me....... (nagin si meri chal rakhana dil kaa khaayal mere diwano kaa ho jata hai yeh hal) - (2) bida bida bayara bayara taratara tara turu turu turu...... ru jagi mai sari rain sara jahan so jata hai ankho hee ankho me yaro kaa dil kho jata hai (kahati hai yeh najar, kab kya ho kya khabar dooniya me chand log, hote hain jadugar) - (2) bida bida bayara bayara taratara tara turu turu turu...... ru suniye jee unape bhi jadu kabhee ho jata hai ankho hee ankho me yaro kaa dil kho jata hai (pinjare me chalake aap, aa jata hai shikar katil pe bhi kabhee, aa jata hai yun pyar) - (2) bida bida bayara bayara taratara tara turu turu turu...... ru bato hee bato me hona hai jo ho jata hai ankho hee ankho me yaro kaa dil kho jata hai dooniya me.........Hindi Lyrics > Amber > Dooniya Me Nahee Koyi Yar Wafadar
Hindi Lyrics dooniya me - (2) dooniya me nahee koyi yar wafadar, (jamana sach kehata hai - 2) yahan karna kisi se pyar hai bekar, (jamana sach kehata hai - 2) dukh dard kaa hai bajar yeh sansar, (jamana sach kehata hai - 2) milna hai yahan dushwar dil ko karar, (jamana sach kehata hai - 2) kar gaye who bhi hamse kinara jin ko basaya mann me pyar kee bazi jit saka hai (koyi naa iss jiwan me - 2) hoti hai yaha har bar dil kee har, (jamana sach kehata hai - 2) kismat ne majbur banakar chhin liya sukh hamse kaya kee iss kaid me aa kar, (koun bacha hai gham se - 2) chalate hai yaha par var gham ke hajar, (jamana sach kehata hai - 2) dooniya me nahee koyi yar wafadar, (jamana sach kehata hai - 2)Hindi Lyrics > Aage Badho > Dooniya Pyari Pyari Re
Hindi Lyrics ho dooniya pyari pyari re ho nayi nirali, dooniya pyari pyari re dooniya pyari pyari re......... ghar me ho naino kaa chanda ho ghar me ho naino kaa chanda, dekh dekh musakau (tano kee dori bandhu, palako pe use bulau) - 2 re jhula jhule lal hamara, (mai jau balihari re -2) ho nayi nirali, dooniya pyari pyari re dooniya pyari pyari re......... chand bana aa ha ha chand bana ghar kaa ujiyara ho chand bana ghar kaa ujiyara, (girte padte dole re -2) dadi kee ankho kaa tara ma ma ma ma bole re phul uthi maiya ke mann kee, (nahin si phulwari re -2) ho nayi nirali, dooniya pyari pyari re dooniya pyari pyari re......... babu aaye ha ha babu aaye, babu aaye, (lal jara godi me jana -2) chhodo jee chhodo -2 tumko aaye naa khilana chhodo jee chhodo tumko aaye naa khilana munna ko toh lagti hai, (ma kee godi pyari re -2) ho nayi nirali, dooniya pyari pyari re dooniya pyari pyari re......... mithi nindiya chanda so le uun uun mithi nindiya chanda so le, (toh mai lori gau -2) ruth gaye sainya naa mane, (ja kar unhe manau -2) khel khel me hee aise kat, (jayey umariya sari re -2) ho nayi nirali, dooniya pyari pyari re dooniya pyari pyari re.........Hindi Lyrics > Jannat > Door Na Ja
Hindi Lyrics tera chehra meri aankhon mein basa rehne de khud ko thoda sa kahin mujhmein basa rehne de door na ja..... - (6) aaj ke baad mera saara safar tanaha hai aur tere saath ka bhi aakhari yeh lamha hai aur kuchh der mujhe -2 khud se juda rehne de aur kuchh der mujhe khud se juda rehne de door na ja..... - (4) abb kahi jaake mere dil ko yeh lagta hai yaar ki baahon mein meri jannat ka jahan basata hai aur kuchh der mujhe -2 iname bandha rehne de aur kuchh der mujhe iname bandha rehne de door na ja..... - (4)Hindi Lyrics > Gajre > Door Papeeha Bola Raat Aadhi Rah Gayi
Hindi Lyrics Door Papeeha Bola Raat Aadhi Rah Gayi meri Tumhaari Mulaaqaat Baaqi Rah Gayi door Papeeha Bola ... mera Dil Hai Udaas Jiya Mand-mand Hai baadalon Ke Ghere Mein Chaand Nazar-band Hai baadal Aaye Par Barasaat Baaqi Rah Gayi meri Tumhaari Mulaaqaat Baaqi Rah Gayi door Papeeha Bola ... aankh Michauli Khelee, Jhula Jhoom Ke Jhoole ban Mein Chameli Phooli Ham Bahaar Mein Bhoole par Deni Thi Jo Saugaat Baaqi Rah Gayi meri Tumhaari Mulaaqaat Baaqi Rah Gayi door Papeeha Bola ...Hindi Lyrics > Doorie - Album > Doorie
Hindi Lyrics Doorie - 3 sahi Jaye Na - 4 (khomshiya Yeh Seh Na Saku aawaaz Deke Mujhse Tu De Ja Sukun) - 2 doorie - 3 sahi Jaye Na - 4 (adhora Hooon Mein Abb Tere Bina adhoori Meri Zindagani Reh Jayegi) - 2 doorie - 3 sahi Jaye Na - 4 (har Rah Mein Tu Aaye Nazar katta Nahi Abb Akele Tanha Safar) - 2 doorie - 3 sahi Jaye Na - 4Hindi Lyrics > Saboot > Dooriyaan Sab Mita Do
Hindi Lyrics Dooriyaan Sab Mita Do man Mein Lagi Jo Agan Vo Sajan Tum Bujha Do jaane Ki Baat Ab Na Karo -2 tum Zara Bheego Ham Zara Bheegen rimajhim Gaati Phuhaaron Mein na Tum Bolo Na Ham Bolen baat Ho Bas Yoon Ishaaron Mein aaj Ki Raat Tum Na Daro, jaane Ki Baat Ab Na Karo dooriyaan Sab Mita Do ... meri Zulfen Mera Aanchal sab Kuch Hai Piya Tere Liye teri Baahen Teri Nigaahen sab Kuch Hai Piya Mere Liye aaj Ki Raat Na Aahen Bharo jaane Ki Baat Ab Na Karo dooriyaan Sab Mita Do ...Hindi Lyrics > Duniya (1968) > Dooriyan Nazdeekiya Ban Gayi
Hindi Lyrics Ki : Dooriyaan Nazadeekiyaan Ban Gaeen Ajab Ittifaaq Hai -2 a : Kah Daaleen Kitni Baaten Ankahi Ajab Ittifaaq Hai -2 ki : Dooriyaan Nazadeekiyaan ... ( Aaisi Mili Do Nigaahen Milti Hain Jaise Do Raahen jaagi Ye Ulfat Puraani Gaane Lagi Hain Fizaayen aah Aah ) -2 pyaar Ki Shehanaiya Baj Gayi Ajab Ittifaaq Hain dooriyaan Nazadeekiyaan ... a : ( Ek Dagar Pe Mile Hain Ham-tum Tum-ham Do Saaye aisa Laga Tumase Milakar Din Bachapan Ke Aaye aah Aah ) -2 vaadiyaan Ummeed Ki Saj Gaeen Ajab Ittifaaq Hai ki : Dooriyaan Nazadeekiyaan ... ( Pahale Kabhi Ajanabi The Ab To Meri Zindagi Ho sapanon Mein Dekha Tha Jisako Saathi Puraane Tum Hi Ho ho Ho Ho ) -2 bastiyaan Aramaan Ki Bas Gaeen Ajab Ittifaaq Hai ki : Dooriyaan Nazadeekiyaan ... do : Dooriyaan Nazadeekiyaan ...
|


