|
Hindi Lyrics falak dekhu jamin dekhu, jaha dekhu teraa chehra wahee dekhu salama salama salama salama - (2) falak dekhu jamin dekhu, jaha dekhu teraa chehra wahee dekhu har ek manjar teraa manjar, woh kya manjar jaha tujhko nahee dekhu falak dekhu jamin dekhu, jaha dekhu teraa chehra wahee dekhu salama salama salama salama - (2) (hai kisne tarasha badan marmaree kaa yeh khwabo bharee aankhen yeh chehra paree sa) - (2) tu he meraa hasil hain tu he arjoo baharo ko najaro ko sitaro ko jo tu naa ho nahee dekhu falak dekhu jamin dekhu, jaha dekhu teraa chehra wahee dekhu (chalakta hain palko se yeh kaisa nasha hain nahee hosh me koyee kya dilkash sama hain) - (2) teraa nur chaya hain teraa he junun oh jane ada tere jaisa nahee mumkin kahee koyee hasee dekhu falak dekhu jamin dekhu, jaha dekhu teraa chehra wahee dekhu har ek manjar teraa manjar, woh kya manjar jaha tujhko nahee dekhu salama salama salama salama - (4)Hindi Lyrics > Ghar Ghar Mein Diwaali > Falak Milega Tujhe Kya Hamen Mitane Se
Hindi Lyrics (falak milega tujhe kya hamen mitane se yeh muhabbat naa mitegee kabhee jamane se) - (2) utha ke ranj yeh dil chur ho gaya itana - (2) ke thes lagatee hai hay ke thes lagatee hai kaliyo ke muskurane se yeh muhabbat naa mitegee kabhee jamane se (jiye toh kisake liye tum hee jab nahee apne tum hee jab nahee apne) - (2) ke jee rahe the hay ke jee rahe the abhee tak isi bahane se yeh muhabbat naa mitegee kabhee jamane se jahan ne kah diya badal hain aasmano ke dhuyan utha hai yeh hay dhuyan utha hai yeh mere hee aashiyane se yeh muhabbat naa mitegee kabhee jamane se falak milega tujhe kyaHindi Lyrics > Aan Milo Sajna > Falak Se Todkar Dekho
Hindi Lyrics falak se todkar dekho sitaarein laaye hai magar main woh nahi laya jo log laaye hai koyi najraana lekar aaya hoon, mein deewaana tere liye aaaj chhalka hai khushi se dil ka paimaana tere liye koyi najraana lekar aaya hoon, main deewana tere liye sabhi ke dilo ko yeh dhadka raha hai shamam aaj dil pe gazal ga rahi hai saari raat gayi hai sabaki aankhein jhuk gayi hai teri mehfil mein aaya shaayar koyi mastaana tere liye koyi najaraana lekar aaya hoon, main deewaana tere liye tujhe dushmano ki najar na lag jaaye rahe dur tujse sada ghum ke saaye gun gunaaye tu humesha muskuraaye tu hamesha gulshan bun jaaye umeedon ka viraana tere liye koyi najaraana lekar aaya hoon, main deewaana tere liyeHindi Lyrics > Tashan > Falak Tak Chal Saath Mere
Hindi Lyrics falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2) yeh baadal ki chaadar, yeh taaro ke aanchal chhup jaaye hum pal do pal falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2) dekho kaha aa gaye hum sanam saath chalte jaha din ki baahon mein raaton ke saaye hai dhalte chal woh chaubaare dhunde, jinmein chaahat ki bunde sach kar de sapno ko sabhi ho aankhon ko niche niche, main tere pichhe pichhe chal du jo tu keh de abhi bahaaro ke chhat ho, duwaao ke hath ho, badhate rahe yeh ghajhal ho falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2) dekha nahi maine pehle kabhi yeh najaara badla huwa sa lage mujhko aalam yeh saara suraj ko huyi haraarat, raaton ko kare sharaarat baitha hai khidaki pe teri ha iss baat pe chaand bhi bigada, katra katara woh pighala bhar aaya woh aankhon mein meri toh suraj bujha du, tujhe main saja du, sabera ho tujhse hi kal hooo falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal - (2) yeh baadal ki chaadar, yeh taaro ke aanchal chhup jaaye hum pal do pal falak tak chal saath mere, falak tak chal saath chal..........Hindi Lyrics > Duniya (1968) > Falsafa Pyar Ka
Hindi Lyrics Falasafa Pyaar Ka -2 tum Kya Jaano -2 tumne Kabhi Pyaar Na Kiya tumne Intazaar Na Kiya khoobsurat Ho Magar Pyaar Ke Andaaz Nahi ye Kami Hai Ke Tumhaara Koi Hamaraaz Nahi dil Mein Jab Dard Nahi Baat Banegi Kaise saaz Chheda Bhi Magar Pyaar Ki Aavaaz Nahi -2 falasafa Pyaar Ka ... kaise Samajhaaoon Ye Naazuk Sa Fasaana Tumako ye Vo Manzar Hai Jo Mahasoos Hua Karata Hai rahati Duniya Mein Vahi Rahata Hai Marakar Zinda pyaar Ke Naam Pe Jo Jaan Diya Karata Hai -2 falasafa Pyaar Ka ... pyaar Sheeriin Ne Kiya Pyaar Hi Laila Ne Kiya pyaar Meera Ne Kiya Pyaar Hi Raadha Ne Kiya pyaar Har Rang Mein Logon Ko Sada Deta Hai pyaar Ke Parde Mein Ham Sabaka Kuda Rahata Hai -2 falasafa Pyaar Ka ...
|

