|
Hindi Lyrics Gam-e-hasti Se Bas Begaana Hota kudaaya Kaash Main Deewaana Hota gam-e-hasti Se Bas Begaana (chali Aati Qayaamat Anjuman men)-2 gulon Ko Aag Lag Jaati Chaman Mein alag Baitha alag Baitha Koi Mastaana Hota kudaaya Kaash Main Deewaana Hota gam-e-hasti Se Bas Begaana jo Dekha Hai Suna Hai Zindagi Mein wo Banake Dard Rah Jaata Na Ji Mein faqat Ek Kwaab faqat ek Kwaab Ek Afasaana Hota kudaaya Kaash Main Deewaana Hota gam-e-hasti Se Bas Begaana (usi Deewaanagi Mein Bekudi Men)-2 na Khulati Aankh Saari Zindagi Mein sada Gardish Mein sada Gardish Mein Ik Paimaana Hota kudaaya Kaash Main Deewaana Hota gam-e-hasti Se Bas Begaana Hota kudaaya Kaash Main Deewaana Hota
|
