|
Hindi Lyrics tune dil se kyon mujhko pukaara - (2) haay raam yeh kya kar daala - (2) maine dil se tujhe kyon pukaara - (2) haay raam yeh kya kar daala - (2) kya pata kya huwa yu laga tune mujhko chhu liya - (2) koi dekh lega yeh najaara - (2) haay raam yeh kya kar daala - (2) mere dil tu mujhe thaam le varna dub jaaongi - (2) maine chhod diya hai kinaara - (2) haay raam yeh kya kar daala - (2) tune dil se kyon mujhko pukaara - (2) haay raam yeh kya kar daala - (2)
|
