|
Hindi Lyrics hamsafar chahiye umr bhar chahiye - (2) hamsafar chahiye, umr bhar chahiye - (2) aapke pyar kee ik najar chahiye - (2) dil hai beghar ise ek ghar chahiye bas yu hee dekh kar muskuratee raho, hey hey ey hey bas yu hi dekh kar muskuratee raho - (2) yeh sahara mujhe umrr bhar chahiye, dil hai beghar ise ek ghar chahiye hamsafar chahiye umr bhar chahiye, aapke pyar kee ik najar chahiye dil hai beghar ise ek ghar chahiye, bas yu hi dekh kar muskurate raho o o o bas yu hee dekh kar muskurate raho - (2) yeh sahara mujhe umr bhar chahiye, dil hai beghar ise ek ghar chahiye hamsafar chahiye umr bhar chahiye tum ho mere sanam tum ho mere khuda tum ho sab se alag tum ho sab se juda sochta hu tumhe du mai saughat kya dil toh dete hain sab dil kee aukat kya sochta hu tumhe du mai saughat kya dil toh dete hain sab dil kee aukat kya jan hajir hai meree agar chahiye dil hai beghar ise ek ghar chahiye hamsafar chahiye umrr bhar chahiye mai akelee rahee toh bikhar jaungee aasra tum na doge toh mar jaungee (yeh na samjho ke hai do kadam kaa safar yeh safar toh hai lakho janam kaa safar) - (2) iss safar me koyee hamsafar chahiye dil hai beghar ise ek ghar chahiye aapke pyar kee ik najar chahiyeHindi Lyrics > Jaal - The Trap > Hamsafar Ke Liye
Hindi Lyrics Aah Aah Aah, Aah Aah Aah aah Aah Aah Aah Aah Aah hamsafar Ke Liye Hamsafar Mil Gaya dil Ko Roka Magar Dil Gaya Dil Gaya rab Tera Shukriya Is Khushi Ke Liye aur Kya Chaahiye Zindagi Ke Liye hamsafar Ke Liye Hamsafar Mil Gaya maine Socha Na Tha Pyaar Ho Jaayega is Tarha Se Mera Chain Kho Jaayega oh, Haan maine Socha Na Tha Pyaar Ho Jaayega is Tarha Se Mera Chain Kho Jaayega tujhse Nazrein Mili Dil Dhadakne Laga teri Chaahat Mein Paagal Tadapne Laga maine Tujhko Chuna Aashiqui Ke Liye rab Tera Shukriya Is Khushi Ke Liye aur Kya Chaahiye Zindagi Ke Liye hamsafar Ke Liye Hamsafar Mil Gaya hey Hey Hey Eh Eh maine Har Saans Pe Naam Tera Likha dhadkanon Pe Bhi Paigaam Tera Likha oh, Haan maine Har Saans Pe Naam Tera Likha dhadkanon Pe Bhi Paigaam Tera Likha teri Baahon Mein Guzri Hai Jo Yeh Ghadi hai Yeh Mere Liye To Yugon Se Badi ishq Maine Kiya Zindagi Ke Liye rab Tera Shukriya Is Khushi Ke Liye aur Kya Chaahiye Zindagi Ke Liye hamsafar Ke Liye Hamsafar Mil GayaHindi Lyrics > Aakhri Daao > Hamsafar Saath Apana Chhod Chale
Hindi Lyrics aa aa aa aa aa..... hamsafar saath apana chhod chale - (2) rishte naate woh saare tod chale, hamsafar saath hamsafar saath apana chhod chale, hamsafar saath raasta saaf tha toh chalate rahein saath hasate rahein machalate rahein mod aaya toh muh ko mod chale, hamasafar saath sapane tute pade hain raaho mein - (2) dard ki dhul hai nigaaho mein dil pe kadamo ke naksh chhod chale hamsafar saath apana chhod chale, hamsafar saath jab unhe hamse pyaar hi na raha roye kya, intjaar bhi na raha ham bhi daaman ko abb nichod chale hamsafar saath apana chhod chale rishte naate woh saare tod chale, hamsafar saathHindi Lyrics > Dekh Kabeera Roya > Hamse Aaya Naa Gaya
Hindi Lyrics hamse aaya naa gaya, tumse bulaya naa gaya fasala pyar me dono se mitaya naa gaya woh ghadee yad hai, jab tum se mulakat huyee yek ishara huwa, do hath badhe, bat huyee dekhate, dekhate din dhal gaya aaur rat huyee woh sama aaj talak dil se bhoolaya naa gaya kya khabar thee, key mile hain toh bichhadane key liye kismate apanee banayee hai, bigadane key liye pyar kaa khwab sajaya tha, ujadane key liye rrrrrr... iss tarah ujada key phir ham se basaya naa gaya yad rah jatee hain aaur wakt gujar jata hai phul khilata hee hai, aur khil key bikhar jata hai sab chale jate hai, kab darde jigar jata hai dag jo too ne diya, dil se mitaya naa gayaHindi Lyrics > Kaali Ghata > Hamse Naa Puchho Koyee Pyar Kya Hai
Hindi Lyrics hamse naa puchho koyee pyar kya hai, puchho bahar se hans hans ke dil dene me kya jit, kya har hai puchho bahar se angadayee lee hai mere dil me kisee ne mujhko divana kiya ek dillagee ne kaisa saman hai aaj mausam javan hai aisee kushee me hame hosh kaha hai hamse naa puchho........ jhum rahee hay meree mast javanee kah dee adaao ne dil kee kahanee hamse naa puchho........Hindi Lyrics > Aur Pyaar Ho Gaya > Hamse Rahoge Kya Hamesha Khafa
Hindi Lyrics hamse rahoge kya hamesha khafa, maf bhi kardo jana man toh lee hai hamne apni khata, maf bhi kardo jana dekho yeh gussa chhodo, abb tum yeh kissa chhodo - (2) ham hain sharminda galti hogi naa ainda hamse rahoge kya hamesha khafa, maf bhi kardo jana man toh lee hai hamne apni khata, maf bhi kardo jana dekho yeh gussa chhodo, abb tum yeh kissa chhodo - (2) ham hain sharminda galti hogi naa ainda hamse rahoge kya hamesha khafa, maf bhi kardo jana (man bhi jao suno tumko kasam hai kaisi yeh jidd hai kaisa sitam hai milte ho jo kahee, dekhte bhi nahee) - (2) aisa bhi ruthna kya bhala, dekho toh ek najar tum jara - (2) jo tum pe marta hai usaka hai abb hal kya dekho yeh gussa chhodo, abb tum yeh kissa chhodo - (2) ham hain sharminda galti hogi naa aayinda hamse rahoge kya hamesha khafa, maf bhi kardo jana (aise nikalo nahee tum humein dil se chahne wale milte hain mushkil se socho jara meherban, paoge humsa kahan) - (2) chhodo bhi tum yeh narajgi, aao bhi karle ham dosti - (2) abb janey bhi do kee jo bhi huwa so huwa dekho yeh gussa chhodo, abb tum yeh kissa chhodo - (2) ham hain sharminda galti hogi naa aayinda hamse rahoge kya hamesha khafa, maf bhi kardo jana dekho yeh gussa chhodo, abb tum yeh kissa chhodo - (2) ham hain sharminda galti hogi naa aayinda hamse rahoge kya hamesha khafa, maf bhi kardo jana
|
