Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Delhi 6 > Hey Kaala Kaala Kaala Bandar

Songs of Hindi Movie - delhi 6 Hindi Song: Hey Kaala Kaala Kaala Bandar
Movie or Album: Delhi 6
Singer(s): Karthik, Naresh, Srinivas, Bony Chakravarthy
Music Director(s): A R Rahman
Lyricist(s): Prasoon Joshi

Hindi Lyrics

hey kaala kaala kaala bandar, baahar hai ya andar
hey kaala kaala kaala bandar, jo dhundein sikandar

hey kaala kaala kaala bandar, baahar hai ya andar
hey kaala kaala kaala bandar, jo dhundein sikandar

aao hum sheesha dekhe, usame sandesha dekhe
apana ghaayal hissa dekhe, apana asali kissa dekhe
ghungat ki gehraayi mein, par failaaye kaun hai
?? libaason mein, kaala sa sach mol hai
chuje chuje chuje chuje life ki ?? - (2)
taak jhaank -4 dil mein bhi jhaank le

kasme toh mungfali hai, jab ji chaahe hum khaate
upar se na na na karate, par ?? aage sarkaate
ek thaili ke chhatte batte, armaan hai hatte katte
naatak yeh naatak naatak, band karata jhut ka phaatak
chuje chuje chuje chuje life ki ?? - (2)
taak jhaank -4 dil mein bhi jhaank le

saare riti riwaaj hataakar, dekho apane ghar ke andar
shaayad kahi kisi kone mein ??? raha hai kaala bandar
?? gharon mein kitne parde, kitne parde, kitne parde.....
aur pardo ke pichhe parde, aur pardo ke paar kahi par
dard chhupa hai, ghaanv chhupe hai -(2)
raaj kahi dabe paanv ghuse hai, jaan ke bhi anjaan hai hum sab
paagal ya naadaan hai hum sab - (2)
jaane kaun se rang mein range, ?? hum saare nange

hey kaala kaala kaala bandar, baahar hai ya andar
hey kaala kaala kaala bandar, jo dhundein sikandar

chuje chuje chuje chuje life ki ?? - (2)
taak jhaank -4 dil mein bhi jhaank le le le le le........

Buy DVD or CD


Google