Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Koi Mil Gaya > Jaadoo Jaadoo

Songs of Hindi Movie - koi mil gaya Hindi Song: Jaadoo Jaadoo
Movie or Album: Koi Mil Gaya
Singer(s): Udit Narayan, Adnan Sami, Alka Yagnik

Hindi Lyrics

Jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
aaj Dharti Se Gagan Ka
aaj Dharti Se Gagan Ka
phoolon Se Chaman Ka 
ghatao Se Pawan Ka Ho Raha Milan 
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
aaj Dharti Se Gagan Ka
aaj Dharti Se Gagan Ka
phoolon Se Chaman Ka 
ghatao Se Pawan Ka Ho Raha Milan 
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo

yeh Kaisa Hai Tamasha
nayi Pyaar Ki Hai Bhasha
ab Koi Nahi Hai Nirasha
yeh Kaisa Hai Tamasha
nayi Pyaar Ki Hai Bhasha
ab Koi Nahi Hai Nirasha
chup Hai Hum Bhi
chup Ho Tum Bhi 
hoti Hai Sab Baatein Phir Bhi 
are Kaisare Hua Yeh Ajooba
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo

jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
tumhe Aankhon Mein Basaya
tumhe Dil Mein Bithaya
koi Tumse Na Lenge Kiraya
tumhe Aankhon Mein Basaya 
tumhe Dil Mein Bithaya
koi Tumse Na Lenge Kiraya
tum Jo Humse Milne Aaye
humne Saapne Naye Sajaye
ab Karna Nibhane Ka Wada
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
aaj Dharti Se Gagan Ka
aaj Dharti Se Gagan Ka
phoolo Se Chaman Ka 
ghatao Se Pawan Ka Ho Raha Milan 
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
jaadoo Jaadoo Jaadoo Jaadoo
Hindi Lyrics > Raftaar > Jaadu Bhare Naina

Hindi Song: Jaadu Bhare Naina
Movie or Album: Raftaar
Singer(s): Shamshad

Hindi Lyrics

Ho O 
jaadu Bhare Naina 
jaadu Bhare Naina Tihaare Balam  -2 
tore Sar Ki Qasam Jaadu Daar Gaye 
haan-haan 
tore Sar Ki Qasam Jaadu Daar Gaye 
haay Hamein Maar Gaye 
ho Hamein Maar Gaye 
jaadu Bhare Naina 

( Bholee-bhaali Najar 
gai Dil Mein Utar )  -2 
hua Wo Hi Ki Jisaka Tha Pahale Se Dar 
chupake-chupake  -2 
idhar Lut Gai Zindagi  -2 
aur Udhar Bekabar Hi Raha Bekabar 
baanki Tirachhi Najariya Ke Teer 
gaye Manava Ko Cheer 
karejava Ke Paar Gaye 
haay Haay Raam 
karejava Ke Paar Gaye 
haay Re Hamein Maar Gaye 
ho Hamein Maar Gaye 
jaadu Bhare Naina 

( Pyaaree-pyaari Ada 
le Gai Dil Chura )  -2 
phir To Aankhon Hi Aankhon Mein Jaadu Kiya 
choree-chori  -2 
hueen Saari Rasamein Ada  -2 
dil Ki Baazi Mein Dil Par Na Qaabu Raha 
dekho-dekho Mohabbat Ki Reet 
gaye Duniya Se Jeet 
sajanava Se Haar Gaye 
haay Haay Raam 
sajanava Se Haar Gaye 
haay Re Hamein Maar Gaye 
ho Hamein Maar Gaye 
jaadu Bhare Nainaa


Hindi Lyrics > Chand Sa Roshan Chehra > Jaadugar Jaadugar Hasaye Kabhi

Hindi Song: Jaadugar Jaadugar Hasaye Kabhi
Movie or Album: Chand Sa Roshan Chehra
Singer(s): Udit Narayan, Sunidhi Chauhan

Hindi Lyrics

--chorus--
jaadugar Jaadugar, Ishq Bada Hai Jaadugar

--male--
hasaaye Kabhi To Rulaaye Kabhi
kabhi Chain De To Sataaye Kabhi
hamein Kar De Bekhabar
jaadugar Jaadugar, Ishq Bada Hai Jaadugar - 2

--female--
hasaaye Kabhi To Rulaaye Kabhi
kabhi Chain De To Sataaye Kabhi
hamein Kar De Bekhabar
jaadugar Jaadugar, Ishq Bada Hai Jaadugar - 2

--male--
do Aashiq Jab Milte Hain
teer Nazar Se Chalta Hai

--female--
pyaas Ajab Si Uthti Hai
dil Deewaana Machalta Hai

--male--
kahin Bhi Ek Pal Ko Mile Na Chain Is Mein
hai Aisa Dard-e-jigar

--female--
jaadugar Jaadugar, Ishq Bada Hai Jaadugar - 2
kuch Afsaane Likhte Hain
kuch Majnu Ban Jaate Hain

--male--
kuch Deewaane Dikhte Hain
kuch Paagal Keh Laate Hain

--female--
kisi Ko Bhi Na Chhode Nigaahein Iski
hai Zaalim Iska Asar

--male--
jaadugar Jaadugar, Ishq Bada Hai Jaadugar - 2

--female--
hasaaye Kabhi To Rulaaye Kabhi
kabhi Chain De To Sataaye Kabhi

--male--
hasaaye Kabhi To Rulaaye Kabhi
kabhi Chain De To Sataaye Kabhi
hamein Kar De Bekhabar

--both--
jaadugar Jaadugar, Ishq Bada Hai Jaadugar - 2

Buy DVD or CD


Google