|
Hindi Lyrics jadu bhare naino me jadu bhare -2 naino me dole jiya teree kasam dil hai teraa diwana dil hai teraa -2 diwana bole piya, teree kasam mai sawan -2 aur too ghata teree meree prit hai - (2) jo dhun papia gaye - (2) woh hi meraa git hai - (2) maine tujhe dil de ke mainne tujhe - 2 dil de ke jit liya, teree kasam hatho me hath rahe (hatho me hath - 2 rahe) - (2) ho hath nahi chodana, sath nahi chodana o (dekho ji yad rahe -3) wada nahi todana - (2) koyi nahi iss dil me koyi nahi -2 iss dil me tere siwa, teree kasamHindi Lyrics > Dastak (1996) > Jadu Bharee Aankho Walee Suno
Hindi Lyrics mujhko jab aise dekhtee ho tum, rang bhar jate hai fijao me kasmasatee hai aarju dil me, git ghul jate hai hawao me (jadu bharee aankho walee suno - 2 tum aise mujhe dekha naa karo - 2) - (2) phir mai koyee ummid karum phir mujhe koyee arman ho - (2) tum shayad meree ban jao, phir dil ko aisa guman ho par aisa naa hota achha hai, inn bato me kya rakha hai mujhko aisee ummid naa do jadu bharee aankho walee suno - (2) tum aise mujhe dekha naa karo - (2) phir dhadkan me tum bas jao, phir koyee ghazal mai gau - (2) phir chand me tumko mai dekhu, phulo me tumko pau par aisa naa hota achha hai, iska anjam jo hota hai woh dard hee deta hai dil ko jadu bharee aankho walee suno - (2) tum aise mujhe dekha naa karo - (2)Hindi Lyrics > Jism > Jadu Hai Nasha Hai Madhoshiya - Part 2
Hindi Lyrics jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhulake aab jaau kaha shama tujhko khinchtee hai aaja, parwane meree baaho me aa jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhulake aab jaau kaha kuchh bhee na samjhe yeh, kuchh bhee na mane dil kar raha hai kitne bahane, tumko dekhe tumko chahe iss tarah se kabhee, hamne kisee ko chaha kaha jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhulake aab jaau kaha lo tham lo yeh lamho ke dhage, ham chal pade hai sapno ke aage rasta yeh hai kathin, par iss safar me kabhee na hongee koyee abb duriya jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhulake abb jaau kaha shama tujhko khinchtee hai aaja, parwane meree baaho me aaHindi Lyrics > Jism > Jadu Hai Nasha Hai Madhoshiya Hai
Hindi Lyrics (jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhulake aab jaau kaha - (2) dekhatee hai jis tarah se teree najare mujhe, mai khud ko chupau kaha) - (2) jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhulake aab jaau kaha yeh pal hai apna ,toh iss pal ko jee le shwalo kee tarah jarah chal ke jee le, pal jhapakte kho na jana chhuke karlo yakin, na jane yeh pal paye kaha jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhulake aab jaau kaha baaho me teree yu kho gaye hai, arman dabe se jagne lage hai jo mile ho aaj hamko dur jana nahee, mita do saree yeh duriya jadu hai nasha hai madhoshiya hai, tujhko bhulake aab jaau kaha dekhatee hai jis tarah se teree najare mujhe, mai khud ko chupau kahaHindi Lyrics > Farz (2000) > Jadu Hai Yeh Kaisa, Kaisa Khumar Hai
Hindi Lyrics jadu hai yeh kaisa, kaisa khumar hai yeh puchhta hai dil, kaisa yeh pyar hai kuchh roj se bechain se betab thode se ham hai tum ho, ham hai tum ho jadu hai yeh kaisa, kaisa khumar hai yeh puchhta hai dil, kaisa yeh pyar hai kuchh roj se bechain se betab thode se ham hai tum ho, ham hai tum ho aankho me rat jage, abb nind kyun naa aaye yado kee bekhayalee meraa chain leke jaye ham dono hai tute bikhare, hosh kho raha hai tumse milke, tumko pake kuchh toh ho raha hai tum pas ho phir bhee kya intjar hai yeh puchhta hai dil, kaisa yeh pyar hai kuchh roj se bechain se, betab thode se ham hai tum ho, ham hai tum ho kaise bataye tumse kya bat ho rahee hai lagta hai dhup meree barsat ho rahee hai ham divane tum ho pagal, bahake ham hai bahake teree sanson ko chhu chhu ke meree sans mahake kaisa hai yeh mausam, kaisee bahar hai yeh puchhta hai dil, kaisa yeh pyar hai kuchh roj se bechain se, betab thode se ham hai tum ho, ham hai tum ho, ham hai tum hoHindi Lyrics > Koi Mil Gaya > Jadu Jadu Jadu Jadu
Hindi Lyrics jadu jadu jadu jadu - (2) (aaj dharatee se gagan ka -2, phulo se chaman ka ghataao se pawan ka ho raha milan jadu jadu jadu jadu - (2)) - (2) (yeh kaisa hai tamasha, nayee pyar kee hai bhasha abb koyee nahee hai nirasha) - (2) chup hai ham bhee, chup ho tum bhee hotee hai sab baate phir bhee are kaisa re huwa yeh ajuba jadu jadu jadu jadu - (2) jadu jadu jadu jadu (tumhe aankho me basaya, tumhe dil me bithaya koyee tumse na lenge kiraya) - (2) tum jo humse milne aaye, humne sapne naye sajaye abb karna nibhane ka vada, jadu jadu jadu jadu aaj dharatee se gagan ka -2, phulo se chaman ka ghatao se pawan ka ho raha milan jadu jadu jadu jadu - (2)Hindi Lyrics > Khel (2003) > Jadu Sa Mujhpe Chal Raha
Hindi Lyrics jadu sa mujhpe chal raha, jane kyun dil machal raha khyalo pe yeh chhaya yeh kaun, nigaaho me aaya yeh kaun pyar hone laga hai tujhko pyar hone laga hai dil khone laga hai, tujhko pyar hone laga hai jadu sa mujhape chal raha, jane kyun dil machal raha divanepan kaa nasha ho raha hai dil tumne manga toh dil kho raha hai (badalee hai dhadkan baakee hain saanse khushbu hai aaj fijaao me) - (2) pyar hone laga hai, tujhko pyar hone laga hai dil khone laga hai, tujhko pyar hone laga hai jadu sa mujhpe chal raha, jane kyun dil machal raha hun hun hun ho ho ho ho........ ho ho ho ho hun hun hun hun.......... najaro se kuchh yu najar jud gayee hai, meree nind jane kaha udd gayee hai mithe se arman sine me jage, sajate hain khvab nigaaho me - (2) pyar hone laga hai, tujhko pyar hone laga hai dil khone laga hai, tujhko pyar hone laga haiHindi Lyrics > Dukh > Jadu Sachiya Suhniya Nee
Hindi Lyrics jadu sachiya suhniya nee jadu sachiya suhniya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya - (2) naa thor chadiya nee - (2) naa thor chadiya nee, bada dukh lageya tenu dukh lageya jadu sachiya suhniya nee, bada dukh lageya tenu dukh lageya heer samjeya tenu par too (nekhlee saiba aaj dee nee -2) sachi gal hamesha sine (golee wangu wajdee nee -2) naa lokhan suchiya nee naa lokhan suchiya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya jadu sachiya suhniya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya je melgeh tenu mit nave (sanu vi hor bathere nee -2) asi tere bin nahee jee sakhna (eh ahm hai dil vich tere nee -2) ja karma nehiya nee ja karma nehiya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya jadu sachiya suhniya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya - (2) hussainpuree suraj nahee jina (chute pyar sahare nee -2) do mertiya vich pehr jo rakhde (lagde nahee kinare nee -2) too lehmber nal lahiya nee too lehmber nal lahiya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya jadu sachiya suhniya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya naa thor chadiya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya jadu sachiya suhniya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya - (2) naa thor chadiya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya jadu sachiya suhniya nee, bada dukh lageya bada dukh lageya - (4)Hindi Lyrics > Krodh > Jadu Teraa Chadhane Laga Hai
Hindi Lyrics jadu teraa chadhane laga hai, jadu teraa badhane laga hai kar diya tere jalavo ne hamako mast mast mastana hay divana divana sara jamana meraa divana divana o divana aa har divana mujhee se milane ka dhundhata hai bahana hay divana divana sara jamana teraa divana divana aa o divana aa hay meree shokhiyan aaha o aaha, hay meree mastiyan aaha o aaha o hay meree shokhiya, hay meree mastiya jhume meree adaon pe yeh dilavalo kee bastiya hay re hay ho raha hai har dil meree najar ka nishana hay divana divana hay javan josh hai aaha o aaha, hu abb kaha hosh hai aaha o aaha o hay javan josh hai, abb kaha hosh hai kaise na koyee bahake meraa yeh jalava madahosh hai chha raha hai sabhee ke dil pe meraa saman aashikana hay divana divanaHindi Lyrics > Deewanapan (Non-Film) > Jadu Teree Najar
Hindi Lyrics (jadu teree najar, khushbu teraa badan - (2) too han kar ya naa kar -2, (too hai meree kiran -2)) - (2) mere khwabo kee tasvir hai too, bekhabar meree takdir hai too - (2) too kisee aur kee ho naa jana, kuchh bhee kar jaonga mai divana too han kar ya naa kar - (2) too hai meree kiran - (2) jadu teree najar, khushbu teraa badan - (2) fasle aur kam ho rahen hain, dur se pas ham ho rahen hain - (2) mang lunga tujhe asaman se, chhin lunga tujhe iss jahan se too han kar ya naa kar - (2) too hai meree kiran - (2) jadu teree najar, khushbu teraa badan - (4)Hindi Lyrics > Darr > Jadu Teree Najar Khushbu Teraa Badan
Hindi Lyrics jadu teree najar, khushbu teraa badan too han kar ya naa kar, too hai meree kiran jadu teree najar......... mere khwabo kee tasvir hai too bekhabar meree takdir hai too too kisee aur kee ho naa jana kuchh bhee kar jaunga mai divana too han kar ya na......... fasle aur kam ho rahe hain dur se pas ham ho rahe hain mang lunga tujhe asaman se chhin lunga tujhe iss jahan se too han kar ya na.........Hindi Lyrics > Alibaba Aur 40 Chor > Jadugar Jadu Kar Jayega
Hindi Lyrics (jadugar jadu kar jayega, kisi ko samajh nahee ayega o marjina nach hasina mushkil kar de sab kaa jina nahee toh nahee toh) - (2) jadugar jadu kar jayega, kisi ko samajh nahee ayega nachegi teri jawani, dekhegi dooniya diwani har chiz hai mere bas me, kya aag hai kya hai pani o nachegi teri jawani, dekhegi dooniya diwani har chiz hai mere bas me, kya aag hai kya hai pani arre chhu mantar chhu dekh idhar too, pahan le inako le yeh ghunghroo warna gajab ho jayega aaye jadugar jagu kar jayega, kisi ko samajh nahee ayega (mana tujhe maine mana, too jadugar hai diwana bebas mujhe kar diya yun, thehra hai sara jamana aah) - (2) bebas had kar dee o bedardi, batla kya hai teri marzi kab tak mujhe tadapayega oooo........... aaye jadugar jadu kar jayega, kisi ko samajh nahee ayega (kismat kaa chamka sitara, too ne mujhe jab pukara chup chap too nachti ja, jab tak karu mai ishara) - (2) o tere kadmo me yeh sar hai, too hai toh phir kis kaa dar hai jo hoga dekha jayega oooo aaye jadugar jadu kar jayega, togethekisi ko samajh nahee ayega o marjina nach hasina, mushkil kar de sab kaa jina nahee toh, nahee toh aaye jadugar jadu kar jayega, kisi ko samajh nahee ayegaHindi Lyrics > Jadugar > Jadugar Jadugar Jadugar Goga Goga
Hindi Lyrics jadugar jadugar jadugar goga goga (mai jadugar hai meraa nam goga han mujh jaisa nahee koyee hoga) - (2) aapake shehar me hai pehla tamasha meraa dekhakar boliye hai mere bare me aapaki ray kya mai jadugar jadugar hai meraa nam........ are jo mai hu aap samajhe nahee jo aap samajhe hain woh mai nahee jo aap dekhenge najaro kaa dhokha tamasha hai woh hathon kaa mai jadugar jadugar hai meraa nam........ huwa nahee hoga nahee koyee aisa jadugar jaisa jadugar hai goga goga jadugar - (4) husn kee mehfile mai saja du yaha aa aa aasman se paree mai bula du yaha dekhiye kya karishme dikhata hu mai kaise laila ko majanu banata hu mai jo aap dekhenge najaro.......... aisee janjur abb tak banee hee nahee bandh le jo mujhe rok le jo kahee todkar saree janjir dikhalaunga band taalo se bahar nikal aaunga pal bhar me hoga yakin aapko janeman meree inn baato kaa mai jadugar jadugar hai meraa nam..... meree aavaj sunkar mujhe dhundhiye mai kaha hu kidhar hu jara dekhiye mai abhee tha vaha mai abhee hu yaha hai jagah kaun see nahee hu mai jaha yaaro mai kaise yaha se vaha vaha se yaha a gaya mai jadugar jadugar hai meraa nam.............. (tu jadugar teraa nam goga tujh jaisa nahee koyee hoga - 2 huwa nahee hoga aisa koyee jadugar jaisa jadugar hai goga goga, goga) - (2)Hindi Lyrics > Jaadoo (Pakistan) > Jadugara Ho Jadugara
Hindi Lyrics jadugara ho jadugara - (2) teree bin da ho gaya jadu, hoya dil mera bekabu jadugara ho jadugara aisee bin bajayee, tan mere angadayee ho aisee bin bajayee, tan mere angadayee ho gut khul gayee, mai ravan puhl gayee haye gut khul gayee, mai ravan puhl gayee teree bin da ho gaya jadu, hoya dil mera bekabu jadugara ho ho ho ho jadugara hoyee rat rangilee, kar gayee mast nashilee ho hoyee rat rangilee, kar gayee mast nashilee ho nasha chadheya, mai dil phadeya - (2) teree bin da ho gaya jadu, hoya dil mera bekabu jadugara haye jadugara dole jindadee meree, ho gayiya mai teree ho dole jindadee meree, ho gayiya mai teree laye gal muk gayee, ke akh chhuk gayee - (2) teree bin da ho gaya jadu, hoya dil mera bekabu jadugara hoye jadugara - (2) teree bin da ho gaya jadu, hoya dil mera bekabu jadugara haye jadugaraHindi Lyrics > Jaan Pe Khelenge Hum > Jadugaree, Teree Jadugaree
Hindi Lyrics la la la la la....... jadugaree, teree jadugaree ae sanam, ae sanam, mera dil le gayee tujhe dekhke divane huye ham, jara bahon me aa jao ai sanam tum dil kee taraf aao do kadam, tumhe sine me chhupa le ai sanam jadugaree, teree jadugaree ae sanam, ae sanam, mera dil le gayee tujhe dekhke divane huye ham, jara bahon me aa jao ae sanam tum dil kee taraf ao do kadam, tumhe sine se laga le ae sanam dekhke tumko hone laga hai dil divana chupke se gake tumko hai aata dil churana teree adaon ne kaisa yeh jadu kiya pehlee najar me hi tujhko yeh dil de diya ae sanam, ae sanam tujhe dekhke divane huye ham, jara bahon me aa jao ae sanam tum dil kee taraf ao do kadam, tumhe sine me chhupa le ae sanam mastee bhare kitne suhane hain pal, rangin fijao me khile hain kanwal tumse yeh dil jab se diya hai badal, khwabon me kitne hi banaye mahel yu dur jao na, mujhko tarsao na tum pas ao na, yu bahekao na, ho jaye na koyee khata ae sanam, ae sanam tujhe dekhke divane huye ham, jara bahon me aa jao ae sanam tum dil kee taraf ao do kadam, tumhe sine me chhupa le ae sanam jadugaree, teree jadugaree ae sanam, ae sanam, mera dil le gayee tujhe dekhke divane huye ham, jara bahon me aa jao ae sanam - (2) hey hey hey hey, aa ha ha aa ha ha la la la, la la la.......... (hm hm hm hm hm hm)
|



