Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Faraar (1994) Unreleased > Jawaan Jawaan Fijaayein Hai

Hindi Song: Jawaan Jawaan Fijaayein Hai
Movie or Album: Faraar (1994) Unreleased
Singer(s): Kumar Sanu

Hindi Lyrics

(jawaan jawaan fijaayein hai bada haseen safar - (2)
kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar) - (2)

tere mere intjaar ke aa gaye hai din bahaar ke - (2)
meri dilruba paas aa jara, waqt hai yahin toh pyaar ke
dhuwaan dhuwaan ghataaye hai, suhaani hai umar
kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

aaya hai mausam phulon ka, chhaaya hai mausam jhulon ka - (2)

na chura labon ki yeh hasin, chhodo bhi de tu yeh berukhi - (2)
tu jo kehade haan meri jaaneja tujhape main luta du jindagi
khili khili hawaaye hai, mil jara najar
kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar
jawaan jawaan fijaayein hai bada haseen safar
kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

Buy DVD or CD


Google