|
Hindi Lyrics kachchee hai umariya, koree hai chunariya mohe bhee rang deta jaa -2 more sajna mohe bhee rang deta jaa pag moree bahake ang moree dahake kabhee toh sudh leta jaa -2 more sajna kabhee toh sudh leta jaa agan lagaye lagan lagaye, (yeh madamatee ghadiya -2) tan bhee sambhala, mann bhee sambhala sambhale naa naino kee jhadiya - (2) gaye moree sakhiya, roye moree akhiya kabhee toh sudh leta jaa....... kah bhee naa pau, reh bhee naa pau, (prit kaa dard chhupake -2) rang ras barse jiya mora tarse, (tapan bujha jaa aa key -2) chahe kaun sukh hai, mohe tera dukh hai kabhee toh sudh leta jaaHindi Lyrics > Laaga Chunari Mein Daag > Kachchi Kaliyaan Mat Todo
Hindi Lyrics hariyaale banne ?? ke ?hhore mat jaiyo - 2 daadi ka laadla mera banna - 2 kachchi kaliyaan mat todo maalan degi gaaliyaan - 2 kachchi kaliyaan hum na tode, le jaaye pura baagicha - 2 maalan teri bagiya bhali hai, har ?? mein kaliyaan khili hai bhanvare hum prem ke pyaase, sunenge teri gaaliyaan kachchi kaliyaan mat todo maalan degi gaaliyaan - 2 kaliyon ke gaalon pe til hai, aur kaano mein baaliyaan kaliyon ki aankhein nashili par par par kaliyon ki aankhein nashili par honto pe gaaliyaan bhanware hai ya bhais hai yeh, gaate sunlo kaise hai yeh apane toh ?? mein khuti se inako hai baandhana kachchi kaliyaan mat todo maalan degi gaaliyaan hoon naar naveli, main hoon chhain chhabili, mere paas nahi tum aana mere chaksh kataari jaadu ki pitaari tumhein pad jaayega pachhtaana hat jaao hat jaao don' t ??? don' t shout mat karo jorajori hamein na ??? saiyan na marodo saiya chotiyaan ??? ??? tabla sunaaye, jo taal chhede toh bhaware toh hai matwaale, par mann ke kaale hain banate hai kitne sayaane, par akal pe chhale hain kaliyon sunlo baat khari yeh, bhavaro se yeh bagiyaan hari hai hum jo na aaye yahaan pe toh muh phir taakana kachchi kaliyaan mat todo maalan degi gaaliyaan kachchi kaliyaan hum na tode, le jaaye pura baagicha maalan teri bagiya bhali hai, har ?? mein kaliyaan khili hai bhanvare hum prem ke pyaase, sunenge teri gaaliyaan kachchi kaliyaan mat todo maalan degi gaaliyaan - 2Hindi Lyrics > Kachchi Sadak > Kachchi Sadak
Hindi Lyrics Kahi Pe Jhoot Hai kahi Pe Loot Hai kahi Pe Hai Daga toh Kahi Phoot Hai bade Kathin Hai Mod Iss Raah Ke haan Jispar Tu Naya Rang Roop Hai umeed Jis Zindagi Ki Thi kahi Dikhti Nahi Woh Kahi Goor Hai agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak kachchi Sadak... khud Ka Hi Tu Khud Hatiyaar Ban ke Ek Do Dhaari Talwaar Ban kaate Katein Nahi Maare Meeten Nahi aisa Behakta Angaar Ban chahe Ho Dosti Chahe Ho Dushmani dono Ko Tu Nibha Banke Tu Bejhijak agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak kachchi Sadak... bhatakna Nahi Behakna Nahi ke Ek Baat Samajh Le Dhyaan Se jo Tu Nikal Pade Toh Aaisa Lage ke Nikla Koi Teer Kamaan Se ke Tere Naam Ki Haan Tere Kaam Ki charcha Faili Milon Talak agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak kachchi Sadak... socha Tha Raah Mein Khilenge Phool lekin Hai Yahaan Kaanten Bichhe chaha Tha Chalna Purab Ki Aur ulta Paschhim Ki Taraf Khinche koi Bhi Ho Disha Koi Bhi Ho Jagah inn Baaton Se Padta Hai Kya Farak agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak kachchi Sadak... jo Bhi Julam Hue Jo Bhi Sitam Hue tu Yeh Soch Ke Tujhpe Hai Kam Hue rone Bilakhane Chillane Se hai Kab Durr Zamane Ke Gam Hue kitni Bhi Ho Dukhbhari Dastaan utarti Nahi Duniya Ke Halak agar Tujhmein Dam Toh Phir Kya Hai Gam ke Bas Badhta Chal Tu Bedhadak kachchi Sadak...
|

