|
Hindi Lyrics khaabon ki ik nili nadi mein motiyon jaisi dhadkan halke se ik baadal mein hai - 2, lipate jaise tan mann khaabon ki ik nili nadi mein motiyon jaisi dhadkan dil ke darwaaje pe koyi dastak si deta hain - 2 dil pal pal pal karwat leta hai rang hawa mein roshani mein abb khushboo hai maamuli si cheezo mein bhi jaadu hai jabse hum tum saath huye hain, resham se haalaat huye hain har lamha sachcha lagata hain, jeena abb achchha lagata hain khaabon ki ik nili nadi mein motiyon jaisi dhadkan halke se ik baadal mein hai - 2, lipate jaise tan mann khaabon ki ik nili nadi mein........Hindi Lyrics > Daasi > Khaamosh Nigaahen Yeh Sunaati Hai
Hindi Lyrics Khaamosh Nigaahen Ye Sunaati Hain Kahaani -2 lo Aaj Chali Thokaren Khaane Ko Jawaani khaamosh Nigaahen -2 ye Maan Liya Panchhi ye Maan Liya Kaat Liye Par Hain Kisi Ne par Dil Ki Kahaani To Hai Piya Ko Sunaani khaamosh Nigaahen -2 har Su Hai Andhera To Diya Ik Bhi Jale Kyon phuuti Hui Kisamat Ko Hai Ab Thokaren Khaani khaamosh Nigaahen -2 hai Raat Suhaani Diye Jalate Hain Hazaaron -2 hasarat Ke Andhere Se Bani Aaj Deewaani aaj Deewaani khaamosh Nigaahen -2 shaayad Ye Tere Ujade Hue Dil Ki Hai Tasaveer paani Ki Ravaani Mein Chiraagon Ki Ravaani khaamosh Nigaahen -2 ghar-baar Ujaada Teri Furaqat Mein Junuun Se seene Se Laga Rakhi Hai Ik Teri Nishaani ik Teri Nishaani kaamosh Nigaahen -2 baazaar Mein Dhoondha Tujhe Galiyon Mein Pukaara afasos Kisi Ne Na Suni Aur Na Maani aur Na Maani khaamosh Nigaahen -2 din-raat Tujhe Dhoondh Rahi e Din-raat Tujhe Dhoondh Rahi Hain Meri Aankhen jaayenge Jahaan Le Chale Ashqon Ki Ravaani khaamosh Nigaahen -2 taqadeer Dar-e-yaar Pe Aakhir Mujhe Laayi haan Taqadeer Dar-e-yaar Pe Aakir Mujhe Laayi sun Dil Ki Kahaani Meri Aankhon Ki Zubaani khaamosh Nigaahen -2Hindi Lyrics > Beqasoor > Khabar Kisiko Nahee Woh Kidhar Ko Dekhate Hain
Hindi Lyrics khabar kisiko nahee woh kidhar ko dekhate hain yeh kaun janey kee dil ya jigar ko dekhate hain najar bacha ke ham unaki najar ko dekhate hain jo bekhabar hai usi bekhabar ko dekhate hain duwaye mang rahe hain, hay asar ko dekhate hain suna hai unko bhee ham bekso se ulfat hai koyee batayo kee kaisi hamari kismat hai dhadak raha hai dil apni ajib halat hai woh aaye hamare ghar me khuda kee kudrat hai kabhee ham unako ko kabhee apne ghar ko dekhte hain aji yeh ishq dekhiye kya din dikhanewala hai jarur koyee naya gul khilne wala hai chaman se aur kahee le ke janewala hai jawab khat kaa mere aaj aanewala hai are bhai jarur aayega, kabhee ghadi ko kabhee namabar ko dekhte hainHindi Lyrics > Don (2006) > Khaike Paan Banaraswala
Hindi Lyrics arey tumka kaa batayee bhaiya, hamara hal kaa hai nikle the ham halwa khane, muh hee jal gaya hai hmmm.... kaa tumka batayee, abb kaa samjhay badee durghatna hai, muskil bachna hai chala aisa chakkar, uthee aisee aandhee padee humka karnee, badee kuda phandee badee lambi chodee, huyee bhaga dodee din rat jo humne jag jag, kee aisee bhagam bhag ke ham kabhee hiya gaye, kabhee huwa gaye kabhee hiya gaye, kabhee huwa gaye kabhee idhar bhage, kabhee udhar bhage, phir tumne diya yeh pan toh aayee hamri jan me jan - (3) (o khaike pan banaras wala -2 khul jaye band akal kaa tala) - (2) phir toh aisa kare dhamal sidhee kar de sabkee chal, o chhora o chora o chora ganga kinare wala - (2) khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala arey ram duhayee kaise chakkar me pad gaya hay hay hay kaha jan phasayee mai toh sulee peh chadh gaya hay hay kaisa sidha sadha mai kaisa bhola bhala ha ha arey kaisa sidha sidha mai kaisa bhola bhala janey kaun ghadee me pad gaya padhe likho sey pala mithee chhuree sey, mithee chhuree sey hua halal chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala ek nar navelee badee albelee kare atkelee uskee badee hai dhum hai aisee mann bhavan sab dekhe usko palat palat aur ghum ghum won nagar nagar jae dagar dagar aur an gang me jyotee chamke jagar jagar sundar bala palko me liye ek swapna lok adharo me liye yovan hala ithlatee hai balkhatee hai tan kaa chandan, woh chalak chalak chalkatee hai woh nain dwar sey tan me aake, mann me jwala jagatee hai woh chandramukhee hai, woh mrignainee hai – (2) woh rupvatee hai, woh madhumatee hai dhin tak dhin tak dhin tak han........ ek kanya kunwaree hamaree surat peh mar gayee hay hay hay ek mithee kataree, hamare dil me utar gayee hay hay kaisee goree goree o tikhee tikhee chhoree wah wah arey kaisee goree goree o thikhee thikhee chhoree karke jora joree kar gayee hamare dil kee choree milee chhoree toh milee chhoree toh huwa nihal chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala o khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala - (2) phir toh aisa kare dhamal, sidhee kar de sabkee chal o chora o chora, o chhora ganga kinare wala o chhora ganga kinare wala huHindi Lyrics > Don > Khaike Pan Banaras Wala
Hindi Lyrics arey bhang kaa rang jama ho chaka chak, phir lo pan chabay arey aisa jhatka, lage jiya peh punar janam hoyee jay o khaike pan banaras wala -2, khul jaye band akal kaa tala phir toh aisa kare kamal, sidhee kar de sabkee chal o chhora ganga kinare wala - (2) o khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala arey ram duhayee, kaise chakkar me pad gaya hay hay hay kaha tang fasayee, mai toh sulee peh chadh gaya hay hay kaisa sidha sadha mai kaisa bhola bhala han han arey kaisa sidha sidha mai kaisa bhola bhala janey kaun ghadee me pad gaya padhe likho sey pala mithee chhuree sey, mithee chhuree sey huwa halal chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala o khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala ek kanya kunwaree hamaree surat peh mar gayee hay hay hay ek mithee kataree, hamare dil me utar gayee hay hay kaisee goree goree o tikhee tikhee chhoree wah wah arey kaisee goree goree o thikhee theeki chhoree karke jora joree kar gayee hamare dil kee choree mili chhoree toh, mili chhoree toh huwa nihal chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala o khaike pan banaras wala, khul jaye band akal kaa tala - (2) phir toh aisa kare kamal, sidhee kar de sabkee chal o chhora ganga kinare wala, o chhora ganga kinare wala huhHindi Lyrics > Rang De Basanti > Khalbalee Hai Khalbalee
Hindi Lyrics (khalbalee hai khalbalee -3 hai khalbalee) - (2) (khalbalee hai khalbalee -3 hai khalbalee) - (3) (shola shola balkhaye, dariya dariya lehraye jarra jarra tharraye hai khalbalee) - (2) khalbalee hai khalbalee -3 hai khalbalee (khalbalee hai khalbalee -3 hai khalbalee) - (2) hone hone de nasha, khone khone ko hai kya - (2) ek sans me pee ja, jara jindagee chadha hai yeh toh ek jashan tu thirkane de kadam abhee saanso me hai dam, abhee chalane de sitam aankho me hai khalbalee, dhadkano me khalbalee mausamo me khalbalee hai khalbalee kaisee yeh tabdilee hai, shishee botal pee lee hai rat nilee nilee hai hai khalbalee (ham lapkate saye hai, ham sulagane aaye hai ghar bata ke aaye hai hai khalbalee) - (2) (khalbalee hai khalbalee -3 hai khalbalee) - (3)Hindi Lyrics > Haseen Lamhe (Album) > Khalee Hai Abhee Jam Mai Kuchh Soch Raha Hu
Hindi Lyrics khalee hai abhee jam mai kuchh soch raha hu aye gardish-e-ayyam mai kuchh soch raha hu saki tujhe ek thodee see taklif toh hogee sagar ko jara tham mai kuchh soch raha hu pahale badee ragbat thee tere nam se mujhko abb sunake teraa nam mai kuchh soch raha hu phir aaj adam sham se gamagin hai tabiyat phir aaj sar-e-sham mai kuchh soch raha huHindi Lyrics > Ijazzat > Khalee Hath Sham Aadyee Hai
Hindi Lyrics khalee hath sham aadyee hai, khalee hath jayegee aaj bhee na aaya koyee, khalee laut jayegee aaj bhee na aaye ansoo, aaj bhee na bhige naina aaj bhee yeh koree raina, koree laut jayegee rat kee siyahee koyee, aaye toh mitaye na aaj na mitayee toh yeh, kal bhee laut aayegeeHindi Lyrics > Paheli > Khali Hain Tere Bina Dono Ankhiyan
Hindi Lyrics Male: (khali Hain Tere Bina Dono Aankhiyan, tum Gaye Kahaan) - 2 aankhiyon Ke Aalon Mein, Tere Bina Raat Bhar jaalti Hain Baatiyan Yahaan khali Hain Tere Bina Dono Aankiyan, tum Gaye Kahaan doob Ta Hai Din Toh Shaam Ko saaye Udte Hain, Teri Yaadein Liye lakh Din Hue Hain Ke Raat Ko, aadhe Chand Se, Teri Baatein Kiye yaad Hai Kya Tujhe Raaha Ki Baariyan Wahaan khali Hain Tere Bina Dono Aankhiyan, tum Gaye Kahaan female: ek Ek Baat Yaad Hai, Aadhi Raat Ke poore Chand Ko, Jaagte Hue Bhi Ho Khwab Mein chehra Ek Hai, Leti Hoon Naam Do reet Ke Teeno Ki Sunti Hoon Booliyan Yahaan male: ahhh... female: khali Hain Tere Bina Dono Aankiyan, tum Gaye Kahaan aankhiyon Ke Aalon Mein, Tere Bina Raat Bhar jaalti Hain, Baatiyaan Yahaan khali Hain Tere Bina Dono Aankhiyan, tum Gaye Kahaan posted By : AkshaHindi Lyrics > Chocolate > Khalish See Hain Naa Jane Kyon
Hindi Lyrics khalish see hain naa jane kyon, naa jane kyon jane kyon hain ek saya jidhar dekhu, jaha dekhu jane kyon jari kiya jari huyee kyon koyee naa jane kyon khamoshiya jari huyee, kyon janu naa kyon khalish see hain naa jane kyon, naa jane kyon jane kyon jari kiya jari huyee, kyon koyee naa jane kyon khamoshiya jari huyee, kyon janu naa kyon woh pal mithe kaha bitey, har ek dard yeh aahate hain pucho kya har ek dil me, har ek dil me chahate hota hain hota hain jo, hone do ho jane do woh yaha khwabo ko jal jane do, jane do aankho se yeh do jaha kya sahee kya nahee, kisko pata yaha kya bhala kya bura kya khata, khalish see hain naa jane kyon naa jane kyon jane kyonHindi Lyrics > Aana Dobara > Khamakha - Dil Ki Meri Khata Yeh Toh Nahi
Hindi Lyrics Khamakha Pedo Ka Gujarna khamakha Raaston Ka Chalna kya Hain Yunhi Kahi Girna girke Phirse Sambhalna kya Hain Dil Mein Laankhon Sawalon Ka Jalna dil Ki Mere Khata Yeh Toh Nahi ke Maine Bataya Na Kabhi ke Tune Sataya Hai Mujhe Kitna tumne Bhi Toh Dikhaya Na Kabhi ya Phir Sikhaya Na Kabhi ke Pyar Jatate Hai Kaise Jaana dil Ki Mere Khata Yeh Toh Nahi ke Maine Bataya Na Kabhi ke Tune Sataya Hai Mujhe Kitna gawa Hai Yeh Asmaan Gawa Hai Hawa kisiko Na Chaha Kabhi Tumhare Siwa kyun Hain Phir Yeh Tanhaiya kaisi Yeh Saza dil Ki Mere Khata Yeh Toh Nahi ke Maine Bataya Na Kabhi ke Tune Sataya Hai Mujhe Kitna tumne Bhi Toh Dikhaya Na Kabhi ya Phir Sikhaya Na Kabhi ke Pyar Jatate Hai Kaise Jaana kya Hai Jugnuon Ka Chamakna raat Aate Shaamon Ka Dhalna patjhado Mein Phoolon Ka Khilna aankhon Ki Salakhon Ka Dam Kya Hain (dil Ki Mere Khata Yeh Toh Nahi ke Maine Bataya Na Kabhi ke Tune Sataya Hai Mujhe Kitna tumne Bhi Toh Dikhaya Na Kabhi ya Phir Sikhaya Na Kabhi ke Pyar Jatate Hai Kaise Jaana) - 2 dil Ki Mere Khata Yeh Toh Nahi ke Maine Bataya Na Kabhi ke Tune Sataya Hai Mujhe KitnaHindi Lyrics > Dil > Khambe Jaisee Khadee Hai
Hindi Lyrics (khambe jaisee khadee hai, ladkee hai ya chhadee hai shola hai phuljhadee hai pattakhe kee ladee hai aankho me ghussa hai, labo peh galee hai dekho jara dekhjo yaro, khud ko samajhatee hai kya) - (2) (gora gora yeh badan bijalee se bana 440 volt hain chhuna hai mana) - (2) isase tum takrao na, janake jan gavayon na - (2) no no no no no no...... khambe jaisee khadee hai ladkee hai ya chhadee hai shola hai phuljhadee hai pattakhe kee ladee hai aankho me ghussa hai labo peh galee hai dekho jara dekhjo yaron khudako samajhatee hai kya (aayee hai college me padhane ke liye jab dekho taiyar hai ladane ke liye) - (2) hamne khayee hai kasam todenge iska gurur ham - (2) ha ha ha ha ha ha.......... khambe jaisee khadee hai ladkee hai ya chhadee hai shola hai phuljhadee hai pattakhe kee ladee hai aankho me ghussa hai labo peh galee hai dekho jara dekhjo yaron khudako samajhatee hai kya - (2)Hindi Lyrics > Amar > Khamosh Hai Khewanhar Mera
Hindi Lyrics khamosh hai khewanhar mera, naiyya meri dubi jati hai khamosh hai khewanhar mera, naiyya meri dubi jati hai jinda hun magar abb jine kee, umid bhi tuti jati hai sahil kee tamanna thi mujhko majhadhar me beda ja pahoncha jine kee duayen kyun mangu, pani toh gale tak aa pahoncha dil dhundh raha hai dooniya ko, dooniya hai ke chhuti jati hai naiyya meri dubi jati hai, khamosh hai khewanhar mera...... gham apna juban tak la naa sakun, sansar ko munh dikhla naa sakun ghutata hai jo dam rukte hai kadam, badhte hai kadam rukte hai kadam ghutata hai jo dam rukte hai kadam, manjil kee taraf bhi ja naa sakun bhataka huwa rahi jan ke abb, takdir bhi ruthi jati hai naiyya meri dubi jati hai, khamosh hai khewanhar mera...... charano me tere hai laj meri, sun aaj jara fariyad meri too dur nahee, majbur nahee, nagari hai magar barbad meri kya yuhi garibo kee dooniya, sansar me luti jati hai naiyya meri dubi jati hai, khamosh hai khewanhar mera......Hindi Lyrics > One 2 Ka 4 > Khamoshiyan
Hindi Lyrics --chorus-- (khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane Lagi) - 2 --female-- (khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane Lagi sargoshi Kare Hawa, Chupke Se Mujhe Kaha dil Ka Haal Bataa, Dilbar Se Naa Chhupa sunke Baat Yeh Sharm Se Meri Aankhen Jhunk Jaane Lagi) - 2 jaag Utha Hai Sapna Kiska Meri In Aankhon Mein ek Nayi Zindagi Shaamil Ho Rahi Saanson Mein kisi Ki Aandhi Hai Sadaa Hawaaon Mein kisi Ki Baatein Hai Dabi Si Honton Mein raat Din Meri Aankhon Mein Koi Parchhaayi Lehraane Lagi --male-- khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane Lagi dil Ka Yeh Karwaan, Yunhi Tha Rawaa Dawaa manzil Na Humsafar, Lekin Main Maherbaan teri Voh Ek Nazar Kar Gayi Asar duniya Savar Jaane Lagi khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane Lagi sharmo Hayaa Se Keh Do Khuda Haafiz, O Meri Jaana hai Ghadi Milan Ki, Khudaara Laut Ke Na Aana --female-- raat Ka Parda Hamaari Hi Khaatir saje Hai Hum Bhi To Tumhaari Hi Khaatir jaise Jaise Tum Paas Aate Ho, Saansein Ruk Jaane Lagi --male-- khamoshiyan Gungunaane Lagi --female-- khamoshiyan Gungunaane Lagi --male-- tanhaaiyan Muskuraane Lagi --female-- tanhaaiyan Muskuraane Lagi --male-- dil Ka Yeh Karwaan, Yunhi Tha Rawaa Dawaa manzil Na Humsafar, Lekin Main Maherbaan teri Voh Ek Nazar Kar Gayi Asar duniya Savar Jaane Lagi --both-- khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane LagiHindi Lyrics > Dahek - A Restless Mind > Khamoshiyan Anjaan Si
Hindi Lyrics (khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin ehsaas Wo Hai Laajami gila Sa Mann, Jina Vahi kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein saanso Mein Aag Si Hain na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi) - 2 (yaadon Ke Pehare Hain, Kwabon Ke Sehare Hain, Gujare Sunehare Wo Do Pal bechain Arma Ye, Pal Bhar Ka Mehma Hain, Ye Dil Na Aise Machal) - 2 gam Ka Ye Mausam Hain, Waqt Hi To Marham Hain, Hairaan Hain Kyun Jindagi khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin apane Liye Jinewaale Kya Rakhenge Aur Ke Dil Ka Khabar hain Aaj Kal Tha Jo, Kal Phir Ye Ho Na Ho, Chalata Rahega Safar kaatil Iraade Hain, Matlab Ke Waade Hain, Majhdaar Mein Jindagi (khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin ehsaas Wo Hai Laajami gila Sa Mann, Jina Vahi kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein saanso Mein Aag Si Hain na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi) - 2 khaamoshiyaan...khaamoshiyaan...Hindi Lyrics > Dahek - A Restless Mind > Khamoshiyan Anjaan Si (club Mix)
Hindi Lyrics (khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin ehsaas Wo Hai Laajami gila Sa Mann, Jina Vahi kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein saanso Mein Aag Si Hain na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi) - 2 (yaadon Ke Pehare Hain, Kwaabon Ke Sehare Hain, Gujare Sunehare Wo Pal bechain Arma Ye, Pal Bhar Ka Mehma Hain, Ye Dil Na Aise Machal) - 2 gam Ka Ye Mausam Hain, Waqt Hi To Marham Hain, Hairaan Hain Kyun Jindagi khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin (apane Liye Jinewaale Kya Rakhenge Auron Ke Dil Ka Khabar hain Aaj Kal Tha Jo, Kal Phir Ye Ho Na Ho, Chalata Rahega Safar) - 2 kaatil Iraade Hain, Matlab Ke Waade Hain, Majhdaar Mein Jindagi khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin ehsaas Wo Hai Laajami gila Sa Mann, Jina Vahi kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein saanso Mein Aag Si Hain na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si JindagiHindi Lyrics > Dr. Vidya > Khanake Kangana Bindiya Hanse
Hindi Lyrics khanake kangana bindiya hanse, aayenge sajana hamare angana khanake kangana......... aayee mai saj ke unake liye, jhume yeh jhumaka jinake liye baje rey bichhua kehana mane naa, khanake kangana........ sainya ne ulata ghunghata mera, maine bhee hans ke mukhada phera jagatee ankhiya dekhe yeh sapna, khanake kangana.......... thamenge jab woh bainya moree, darungee ankhiya kajara bharee kahungeei balama hamko chhuo naa, khanake kangana...........Hindi Lyrics > Dil Kahin Hosh Kahin > Khanakee Hain Chudiya Chunaree Laherayee
Hindi Lyrics (khanakee hain chudiya chunaree laherayee, unse najar meree milke jo aayee khud se hee mai sharma gayee, kya bekhudee chha gayee abb kya hoga -2, jab yeh socha toh ghabra gayee - (2)) - (2) sara sansara, sara sansara - (3) samne jab aa jaye woh, hosh meraa kho jaye - (2) bat dil kee keh naa pau, jane kya ho jaye behka naa tha meraa yeh dil, pehle kabhee iss tarah janu naa mai dil peh mere, jadu chala kis tarah dhadkano ne chupke chupke, dil me li angdayee khanakee hain chudiya, chunaree laherayee unse najar meree milke jo aayee khud se hee mai sharma gayee, kya bekhudee chha gayee abb kya hoga -2, jab yeh socha toh ghabra gayee - (2) sara sansara, sara sansara - (3) usake dil me rehna mujhko, uske rang me rangna - (2) usane ek din pehenaye the pyar se mujhko kangna usake liye sajne lagee, harpal meree jindagee usakee hee toh chahat se hai, abb toh meree har khushee uski yado se mahekee hai, abb meree tanhayee khanakee hain chudiya, chunaree laherayee unse najar meree milke jo aayee khud se hee mai sharma gayee, kya bekhudee chha gayee abb kya hoga -2, jab yeh socha toh ghabra gayee - (2)Hindi Lyrics > Khanki Hain Chudiyan (album) > Khanki Hain Chudiyaan
Hindi Lyrics Khanki Hain Chudiyaan, Chunri Laheraayi unse Nazar Meri Milke Jo Aayi khud Se Hi Main Sharma Gayi kya Bekhudi Chhaa Gayi (ab Kya Hoga, Ab Kya Hoga jab Yeh Socha To Ghabra Gayi) -2 khanki Hain Chudiyaan, Chunri Laheraayi unse Nazar Meri Milke Jo Aayi khud Se Hi Main Sharma Gayi kya Bekhudi Chhaa Gayi (ab Kya Hoga, Ab Kya Hoga jab Yeh Socha To Ghabra Gayi) -2 chorus: saara Sansaara, Saara Sansaara -3 (saamne Jab Aa Jaaye Voh hosh Mera Kho Jaaye) -2 baat Dil Ki Keh Na Paaoon jaane Kya Ho Jaaye baheka Na Tha Mera Yeh Dil pehle Kabhi Is Tarah jaanoon Na Main Dil Pe Mere jaadu Chala Kis Tarah dhadkanon Ne Chupke Chupke dil Mein Li Angdaayi khanki Hain Chudiyaan, Chunri Laheraayi unse Nazar Meri Milke Jo Aayi khud Se Hi Main Sharma Gayi kya Bekhudi Chhaa Gayi (ab Kya Hoga, Ab Kya Hoga jab Yeh Socha To Ghabra Gayi) -2 chorus: saara Sansaara, Saara Sansaara -3 (uske Dil Mein Rehna Mujhko uske Rang Mein Rangna) -2 usne Ek Din Pehenaaye The pyaar Se Mujhko Kangna uske Liye Sajne Lagi harpal Meri Zindagi uski Hi To Chaahat Se Hai ab To Meri Har Khushi uski Yaadon Se Maheki Hai ab Meri Tanhaai khanki Hain Chudiyaan, Chunri Laheraayi unse Nazar Meri Milke Jo Aayi khud Se Hi Main Sharma Gayi kya Bekhudi Chhaa Gayi (ab Kya Hoga, Ab Kya Hoga jab Yeh Socha To Ghabra Gayi) -2Hindi Lyrics > Aaye Din Bahar Ke > Khat Likh De Sanwariya Ke Nam Babu
Hindi Lyrics abb ke baras bhi bit na jaye yeh sawan ki rate dekh le meri ye bechaini aur likh de do bate khat likh de sanwariya ke nam babu kore kagaj pe likh de salam babu woh jan jayenge, pahachan jayenge kaise hoti hai subah se sham babu - (2) woh jan jayenge, pahachan jayenge khat likh de....... sare wade nikle jhuthe samane ho toh koyi unase ruthe - (2) le gayi bairan shahar piya ko ram kare ke aaisi naukri chhute unhe jisne jisne unhe jisne banaya gulam babu kore kagaj pe likh de salam babu woh jan jayenge, pahachan jayenge kaise hoti hai subah se sham babu khat likh de....... jab aayenge sajna mere khan khan khanakenge kangana mere - (2) pas gali me ghar hai mera, us din tu bhi ana angana mere kuchh tujhako tujhako kutch tujhako main dungi inam babu kore kagaj pe likh de salam babu woh jan jayenge, pahachan jayenge khat likh de............. aur bahut kuchh hai likhawana kaise batau tujhe tu begana - (2) sharm se aankhiya jhuk jayengi dhadak uthega mora dil deewana bas aage aage bas aage nahi tera kam babu kore kagaj pe likh de salam babu woh jan jayenge, pahachan jayenge kaise hoti hai subah se sham babu - (2) woh jan jayenge, pahachan jayenge khat likh de.......Hindi Lyrics > I - Proud To Be An Indian > Khata Nahee Be Khata Nahee
Hindi Lyrics iss asaman kee thah nahee kitne hain jahan yeh pata nahee (ni da re sa re sa re sa re sa re ni da re sa re sa re sa) - (2) (iss asaman kee thah nahee, thah nahee be thah nahee kitne hain jahan yeh pata nahee, pata nahee be pata nahee) - (2) shiddat se uda jiddee thee hava, panchhee teree kuchh khata nahee be khata nahee, be khata nahee be khata nahee - (2) ho yeh nafa jafa kuchh jane nahee, tufan ko bhee pahachane nahee - (2) aanchal kee phirak me phirata hai, yeh aap hee aag me jalata hai khata nahee be khata nahee, be khata nahee be khata nahee - (2) iss asaman kee thah nahee, thah nahee be thah nahee kitne hain jahan yeh pata nahee, pata nahee be pata nahee (ni ga re ma re ma re ma -3, pa ma ma ma re re sa) - (2) par bandhe huye janjiro se, risata hai dard lakiro se - (2) chhalo kaa lahu hai tera vaju, kya mang raha takadiro se khata nahee be khata nahee, be khata nahee be khata nahee - (2) aasman kee thah nahee, thah nahee be thah nahee kitne hain jahan yeh pata nahee, pata nahee be pata nahee shiddat se uda jiddee thee hava, panchhee teree kuchh khata nahee be khata nahee, kuchh pata nahee abb sata nahee - (2) khata nahee be khata nahee, be khata nahee be khata nahee - (3)Hindi Lyrics > I - Proud To Be An Indian > Khayalan Wich - Film Version
Hindi Lyrics Jab Sapanon Men Aa Ve Tu Jaanaan main Ghabaraa Ke Uth Jaaneyaa e Ki Hoyaa Hunn Ki Hoyaa Si ye Soch-soch Mar Jaaneyaa kabhi Hir Banaa Sharmaandaa E kabhi Dil Raanjhan Ban Jaandaa E kabhi Hir Banaa Sharmaandaa E kabhi Dil Raanjhan Ban Jaandaa E dil Jan Mere Muskaandaa E jab Saamane Tu Aa Jaandaa E khayaalaan Wich Jab Tu Aandaa Hai palake Bhi Main Jhapakaandi Naa khayaalaan Wich Jab Tu Aandaa Hai dholaa Meri Saari Sawaa Nun Tu Mahakaa De palake Bhi Main Jhapakaandi Naa e Tu Meri Nazaron Ko Kar Dur Naa jaa Ve khayaalaan Wich Jab Tu Aandaa Hai dholaa Meri Saari Sawaa Mahakaa De palake Bhi Main Jhapakaandi Naa e Tu Nazaron Ko Dur Naa jaa Ve naa Jaa Ve naa Jaa Ve naahaq Kisi Hor De Aandaa Hai dil Laakkhaan Qasamaan Khaandaa Hai ai Dil ai Dil Tare Tare Aandaa HaiHindi Lyrics > Shaukeen > Khayalo Ko Jara Sajaye
Hindi Lyrics (chalo Hasin Geet Ek Banaye wo Geet Phir Bana Ke Gungunaye khayalo Ko Jara Sajaye nase Mein Kyun Na Jhoom Jhoom Jaye)-2 aishe Yeh Mauke Masti Ke Jhauke Aate Hai Roz Kab Yahan armaan Dil Ke Phoolo Se Khil Ke Hote Hai Roz Kab Jawan to Mil Ke Aao Rang Hum Jamaye nashili Dhun Pe Nache Khub Gaye khayalo Ko Jara Sajaye nase Mein Kyun Na Jhoom Jhoom Jaye turu....... yeh Rangraliyan Sapno Ki Galyan Mehki Hui Hai Aaj To dekho Yeh Sara Badla Nazara Tumne Jo Cheda Saaz To jo Ho Raha Hai Dil Mein Kya Bataye khushi Yeh Aaj Ki Kahan Chupaye khayalo Ko Jara Sajaye nase Mein Kyun Na Jhoom Jhoom Jaye chalo Hasin Geet Ek Banaye wo Geet Phir Bana Ke Gungunaye khayalo Ko Jara Sajaye nase Mein Kyun Na Jhoom Jhoom JayeHindi Lyrics > Baanwre Nain > Khayalo Mein Kisi Ke
Hindi Lyrics Geetaa: Kayaalon Mein Kisi Ke, Is Tarah Aaya Nahi Karate kisi Ko Bevafa A A Ke Tadapaaya Nahi Karate mukesh: Dilon Ko Raund Kar Dil Apana Bahalaaya Nahi Karate jo Thukaraae Gae Hon Unako Thukaraaya Nahi Karate geetaa: Hansi Phuulon Ki Do Din Chaandani Bhi Chaar Din Ki Hai chaandani Chaar Din Ki Hai mili Ho Chaand Si Suurat To Itaraaya Nahi Karate kisi Ko .. geetaa: Jinhen Mitana Ho Vo Mitane Se Dar Jaaya Nahi Karate vo Dar Jaaya Nahi Karate muhabbat Karane Vaale Gam Se Ghabaraaya Nahi Karate kisi Ko .. mukesh: Muhabbat Ka Sabak Siikho, Ye Jaakar Jalanevaalon Se ye Jaakar Jalanevaalon Se ke Dil Ki Baat Bhi Lab Tak Kabhi Laaya Nahi Karate jo Thukaraaye ..Hindi Lyrics > Bawre Nain > Khayalon Mein Kisi Ke
Hindi Lyrics Geeta: (khayalon Mein Kisi Ke, Is Tarah Aaya Nahin Karte kisi Ko Bewafa Ke Tadpaya Nahin Karte) 2 mukesh: dilon Ko Raund Kar Dil Apna Behlaya Nahin Karte jo Thukraye Gaye Ho Unko Thukraya Nahin Karte dilon Ko Raund Kar geeta: (hansi Phoolon Ki Do Din Chandni Bhi Chaar Din Ki Hai chandni Chaar Din Ki Hai) 2 mili Ho Chand Si Soorat To Itraya Nahin Karte kisi Ko Bewafa Ke Tadpaya Nahin Karte khayalon Mein Kisi Ke geeta: (jinhe Mitna Ho Woh Mitne Se Dar Jaaya Nahin Karte woh Dar Jaaya Nahin Karte) 2 mohabbat Karnewale Gham Se Ghabraya Nahin Karte kisi Ko Bewafa Ke Tadpaya Nahin Karte khayalon Mein Kisi Ke mukesh: (mohabbat Ka Sabak Seekho, Yeh Jaakar Jalnewalon Se yeh Jaakar Jalnewalon Se) 2 ke Dil Ki Baat Bhi Lab Tak Kabhi Laaya Nahin Karte jo Thukraye Gaye Ho Unko Thukraya Nahin Karte geeta: khayalon Mein Kisi Ke, Is Tarah Aaya Nahin Karte kisi Ko Bewafa Ke Tadpaya Nahin Karte khayalon Mein Kisi Ke
|






