|
Hindi Lyrics khamosh hai khewanhar mera, naiyya meri dubi jati hai khamosh hai khewanhar mera, naiyya meri dubi jati hai jinda hun magar abb jine kee, umid bhi tuti jati hai sahil kee tamanna thi mujhko majhadhar me beda ja pahoncha jine kee duayen kyun mangu, pani toh gale tak aa pahoncha dil dhundh raha hai dooniya ko, dooniya hai ke chhuti jati hai naiyya meri dubi jati hai, khamosh hai khewanhar mera...... gham apna juban tak la naa sakun, sansar ko munh dikhla naa sakun ghutata hai jo dam rukte hai kadam, badhte hai kadam rukte hai kadam ghutata hai jo dam rukte hai kadam, manjil kee taraf bhi ja naa sakun bhataka huwa rahi jan ke abb, takdir bhi ruthi jati hai naiyya meri dubi jati hai, khamosh hai khewanhar mera...... charano me tere hai laj meri, sun aaj jara fariyad meri too dur nahee, majbur nahee, nagari hai magar barbad meri kya yuhi garibo kee dooniya, sansar me luti jati hai naiyya meri dubi jati hai, khamosh hai khewanhar mera......Hindi Lyrics > One 2 Ka 4 > Khamoshiyan
Hindi Lyrics --chorus-- (khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane Lagi) - 2 --female-- (khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane Lagi sargoshi Kare Hawa, Chupke Se Mujhe Kaha dil Ka Haal Bataa, Dilbar Se Naa Chhupa sunke Baat Yeh Sharm Se Meri Aankhen Jhunk Jaane Lagi) - 2 jaag Utha Hai Sapna Kiska Meri In Aankhon Mein ek Nayi Zindagi Shaamil Ho Rahi Saanson Mein kisi Ki Aandhi Hai Sadaa Hawaaon Mein kisi Ki Baatein Hai Dabi Si Honton Mein raat Din Meri Aankhon Mein Koi Parchhaayi Lehraane Lagi --male-- khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane Lagi dil Ka Yeh Karwaan, Yunhi Tha Rawaa Dawaa manzil Na Humsafar, Lekin Main Maherbaan teri Voh Ek Nazar Kar Gayi Asar duniya Savar Jaane Lagi khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane Lagi sharmo Hayaa Se Keh Do Khuda Haafiz, O Meri Jaana hai Ghadi Milan Ki, Khudaara Laut Ke Na Aana --female-- raat Ka Parda Hamaari Hi Khaatir saje Hai Hum Bhi To Tumhaari Hi Khaatir jaise Jaise Tum Paas Aate Ho, Saansein Ruk Jaane Lagi --male-- khamoshiyan Gungunaane Lagi --female-- khamoshiyan Gungunaane Lagi --male-- tanhaaiyan Muskuraane Lagi --female-- tanhaaiyan Muskuraane Lagi --male-- dil Ka Yeh Karwaan, Yunhi Tha Rawaa Dawaa manzil Na Humsafar, Lekin Main Maherbaan teri Voh Ek Nazar Kar Gayi Asar duniya Savar Jaane Lagi --both-- khamoshiyan Gungunaane Lagi tanhaaiyan Muskuraane LagiHindi Lyrics > Dahek - A Restless Mind > Khamoshiyan Anjaan Si
Hindi Lyrics (khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin ehsaas Wo Hai Laajami gila Sa Mann, Jina Vahi kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein saanso Mein Aag Si Hain na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi) - 2 (yaadon Ke Pehare Hain, Kwabon Ke Sehare Hain, Gujare Sunehare Wo Do Pal bechain Arma Ye, Pal Bhar Ka Mehma Hain, Ye Dil Na Aise Machal) - 2 gam Ka Ye Mausam Hain, Waqt Hi To Marham Hain, Hairaan Hain Kyun Jindagi khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin apane Liye Jinewaale Kya Rakhenge Aur Ke Dil Ka Khabar hain Aaj Kal Tha Jo, Kal Phir Ye Ho Na Ho, Chalata Rahega Safar kaatil Iraade Hain, Matlab Ke Waade Hain, Majhdaar Mein Jindagi (khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin ehsaas Wo Hai Laajami gila Sa Mann, Jina Vahi kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein saanso Mein Aag Si Hain na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi) - 2 khaamoshiyaan...khaamoshiyaan...Hindi Lyrics > Dahek - A Restless Mind > Khamoshiyan Anjaan Si (club Mix)
Hindi Lyrics (khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin ehsaas Wo Hai Laajami gila Sa Mann, Jina Vahi kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein saanso Mein Aag Si Hain na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi) - 2 (yaadon Ke Pehare Hain, Kwaabon Ke Sehare Hain, Gujare Sunehare Wo Pal bechain Arma Ye, Pal Bhar Ka Mehma Hain, Ye Dil Na Aise Machal) - 2 gam Ka Ye Mausam Hain, Waqt Hi To Marham Hain, Hairaan Hain Kyun Jindagi khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin (apane Liye Jinewaale Kya Rakhenge Auron Ke Dil Ka Khabar hain Aaj Kal Tha Jo, Kal Phir Ye Ho Na Ho, Chalata Rahega Safar) - 2 kaatil Iraade Hain, Matlab Ke Waade Hain, Majhdaar Mein Jindagi khaamoshiyaan Anjaan Si thehari Nazar Lambi Kahin ehsaas Wo Hai Laajami gila Sa Mann, Jina Vahi kaisi Kasak Hain Dhadakano Mein saanso Mein Aag Si Hain na Jaane Kyon Tanha Hain Gumnaam Si Jindagi
|

