|
Hindi Lyrics Khud Ko Maar Dala Re Khud Ko Maar Dala - 2 deemag Tha Mere Paas Phir Bhi Na Chala Saala khud Ko Maar Dala Re Khud Ko Maar Dala - 2 deemag Tha Mere Paas Phir Bhi Na Chala Saala khud Ko Maar Dala Re Khud Ko Maar Dala (bhid Baad Main Kati Patang Ho Gaya jeene Ka Dhang Bedhang Ho Gaya) - 2 samundar Main Aake Mil Gaya Gali Ka Nala Re khud Ko Maar Dala Re Khud Ko Maar Dala - 3 Saala (kal Chala Gaya Kal Ka Kya Pata aaine Main Bhi Arey Tu Hain Lapata) - 2 ban Gaya Tu Ban Gaya Tu Bina Chavi Ka Taala Re khud Ko Maar Dala Re Khud Ko Maar Dala - 3 Saala noch Noch Ke Dost Chal Diye kutch Nahi Bachaya Sab Nigal Gaye haath Phas Gaya Haath Peetche Kab Daala Re khud Ko Maar Dala Re Khud Ko Maar Dala - 3 deemag Tha Mere Paas Phir Bhi Na Chala Saala khud Ko Khud Ko khud Ko Maar Dala Re SaalaHindi Lyrics > Dharti > Khuda Bhee Aasman Se Jab
Hindi Lyrics khuda bhee aasman se jab jamin par dekhta hoga -(2) mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga khuda bhee aasman se jab jamin par dekhta hoga mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga khuda bhee aasman se....... mussbir khud pareshan hai ke yeh tasvir kiskee hai banogee jisakee tum aisee hasin takdir kiskee hai kabhee woh jal raha hoga kabhee khush ho raha hoga khuda bhee aasman se jab jamin par dekhta hoga mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga khuda bhee aasman se....... jamane bhar kee mastee ko nigaho me sameta hai kalee se jism ko kitni baharo me lapeta hai huwa tumsa koyee pehle naa koyee dusra hoga khuda bhee aasman se jab jamin par dekhta hoga mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga khuda bhee aasman se....... farishte bhee yaha rato ko aa kar ghumte honge jahan rakhtee ho tum panv jageh woh chumte honge kiske dil peh kya gujree yeh wohee janta hoga khuda bhee aasman se jab jamin par dekhta hoga mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga khuda bhee aasman se.......Hindi Lyrics > Aap To Aise Na The > Khuda Hi Juda Kare Toh Kare
Hindi Lyrics khuda hi juda kare toh kare koyi taakad juda hamko nahi kar payegi kamsin ho hasina ho, woh husn ka chahe nagina ho ho koi surat juda hamko nahi kar payegi khuda hi juda kare toh kare........... ham khubiyo ke bhi aashiq, ham goriya ke bhi shaida ek dusare ke liye hi hame rabne kiya jaise paida woh chahe rakhe amiri me, woh chahe rakhe fakiri me ho koyi halat juda hamko nahi kar payegi khuda hi juda kare toh kare........... bhule se koyi pari jo, ham dono ko bhane lagegi woh bich me do dilo ke, kabhi deewar ban na sakegi ham tere liye toh jahan chhod de, pariya toh kya ham jan chhod de ho puri jannat juda hamako nahi kar payegi khuda hi juda kare toh kare........... hamapyaala aur hamaniwalaa, hamarahi hamaraaz hamadam ham jo gire thamana tum, tum jo giro thamenge ham tufan ho chahe kinara ho, ek dusare ka sahara ho ho koyi aagat juda hamako nahi kar payegi khuda hi juda kare toh kare...........Hindi Lyrics > Bachna Ae Haseeno > Khuda Jaane Ke Main Fida Hu
Hindi Lyrics (sajde mein yun hi jhukta hu, tum pe hi aake rukata hu kya yeh sabko hota hai humko kya lena hai sab se, tum se hi sab baate abb se ban gaye ho tum meri duwa) - (2) khuda jaane ke main fida hu, khuda jaane main mitt gaya khuda jaane yeh kyun huwa hai, ke ban gaye ho tum mere khuda tu kahe to tere hi kadam ke main nishano pe chalu ruku ishaare pe tu kahe to khwabon ka bana ke main bahana sa mila karu sirhaane pe ho tum pe dil ki baate sikhee, tum se hi yeh raahe sikhee tum pe mar ke main to jee gaaya khuda jaane ke main fida hu, khuda jaane main mitt gaya khuda jaane yeh kyun huwa hai, ke ban gaye ho tum mere khuda dil kahe ke aaj to chupa lo tum panaho mein ke darr hai tum ko kha dunga dil kahe sambhal jara khushi ko na najar laga ke darr hai mein to ro dunga o karti hu sau vaade tum se, baandhe dil ke dhaage tum se yeh tumhe na jaane kya huwa khuda jaane ke main fida hu, khuda jaane main mitt gaya khuda jaane yeh kyun huwa hai, ke ban gaye ho tum mere khuda sajde mein yu hi jhukta hu, tum pe hi aake rukata hu kya yeh sab ko hota hai hum ko kya lena hai sab se, tum se hi sab baatein abb se ban gaye ho tum meri duwa khuda jaane ke main fida hu, khuda jaane main mitt gaya khuda jaane yeh kyun huwa hai, (ke ban gaye ho tum mere khuda -2)Hindi Lyrics > Haseena > Khuda Jaanta Hai
Hindi Lyrics Khuda Jaanta Hai, Khuda Jaanta Hai mere Dil Ki Haalat Khuda Jaanta Hai kahan Maanta Hai, Kahan Maanta Hai yeh Dil Hai Deewana Kahan Maanta Hai khuda Jaanta Hai, Khuda Jaanta Hai mere Dil Ki Haalat Khuda Jaanta Hai yeh Baatein Dilon Ki Dilon Ke Fasaane mohabbat Mein Ho Jaate Hain Dil Deewane yeh Baatein Dilon Ki Dilon Ke Fasaane mohabbat Mein Ho Jaate Hain Dil Deewane teri Maang Se Meri Chalti Hain Saansein yeh Deewangee Gar Nahi Hai To Kya Hai khuda Jaanta Hai, Khuda Jaanta Hai mere Dil Ki Haalat Khuda Jaanta Hai kahan Maanta Hai, Kahan Maanta Hai yeh Dil Hai Deewana Kahan Maanta Hai mere Dil Mein Teri Wafa Pal Rahi Hai mohabbat Ki Anbujh Shama Jal Rahi Hai mere Dil Mein Teri Wafa Pal Rahi Hai mohabbat Ki Anbujh Shama Jal Rahi Hai ghari Do Ghari Ka Yeh Naata Nahi Hai shuru Aasmaanon Se Yeh Silsila Hai khuda Jaanta Hai, Khuda Jaanta Hai mere Dil Ki Haalat Khuda Jaanta Hai kahan Maanta Hai, Kahan Maanta Hai yeh Dil Hai Deewana Kahan Maanta Hai posted By : Mastani LailaHindi Lyrics > Joru Ka Ghulaam (2000) > Khula Hai Meraa Pinjara Aa Meree Maina
Hindi Lyrics khula hai meraa pinjara -2 aa meree maina chura na aise akhiya ladane de naina tu hai shikaree mujhe hai pata, julmee tu apna irada bata han khula hai meraa pinjara maine dekha tune dekha mai mar gayee are jadu koyee dil pe mere tu kar gayee tujhe palako me mai band karake rakhu mai tujhe apni baaho me bharake rakhu na yun jhuthe muthe bahane bana mujhe yar hai teree marjee pata khula hai meraa pinjara tune mere dil ko chhina tu man le are mai hu tere dil ka raja tu jan le tere pahalu me jine me aaye maja teree aankho se pine me aaye maja mujhe pine vala mahakata rahe muhabbat me hai meree aisa nasha khula hai meraa pinjaraHindi Lyrics > Kehna Usey (Album) > Khulee Jo Aankh Toh Woh Tha Naa Woh Jamana Tha
Hindi Lyrics khulee jo aankh toh woh tha naa woh jamana tha dehakatee aag thee tanhayee thee fasana tha gamo ne baant liya hai mujhe yu aapas me kee jaise mai koyee luta huwa kajana tha juda hai shak se gul rut se aashiyane se kalee kaa jurm ghadee bhar kaa muskurana tha yeh kya kee chand hee kadamo me thak ke baith gaye tumhe toh sath meraa dur tak nibhana tha mujhe jo mere lahu me dabo ke gujara hai woh koyee gair nahee yar ek purana tha kud apne hath se shehajad usako kat diya kee jis darakt kee tahanee pe aashiyana thaHindi Lyrics > Banarasi Thug > Khuli Khuli Julfo Ko Bandh Bhi Lo
Hindi Lyrics khuli khuli julfo ko bandh bhi lo ho jaye naa dooniya me sham kahi yu naa dekho, yu naa dekho tum mujhko ho jaye naa ham badnam kahi aankhe kyon jhukane lagi hain, aanchal kyon dhal jata hai kuchh toh batao ai jadugar, yeh jadu kyon chal jata hai bholi, bholi, bholi bate chhod bhi do ho jaye naa bate yeh aam kahi, yu naa dekho jam churakar inn aankho ke aaj nashe me chur hu mai chor nahi mai jane tamanna aadat se majbur hu mai chori, chori, chori ki yeh bat karo naa aa jaye naa koyi iljam kahi, khuli khuli julfo.......... jan tumhare bas me kar di dil najarana de dala tum bhi sanam kya yad karoge, hamne kya kya de dala ai ji ham pe naa ehsan karo, ho jaye naa ham nilam kahi yu naa dekhoHindi Lyrics > Khullam Khulla Pyaar Karen > Khullam Khulla Pyaar Karen
Hindi Lyrics Tere Mere Dil Mein Jo Hai Voh Kehna Hai tere Bina Ab Kahin Bhi Na Rehna Hai oh, Tere Mere Dil Mein Jo Hai Voh Kehna Hai tere Bina Ab Kahin Bhi Na Rehna Hai duniya Se Hum Kyoon Darre khullam Khulla Pyaar Kare, Pyaar Kare - 2 --female-- tere Mere Dil Mein Jo Hai Voh Kehna Hai tere Bina Ab Kahin Bhi Na Rehna Hai oh, Tere Mere Dil Mein Jo Hai Voh Kehna Hai tere Bina Ab Kahin Bhi Na Rehna Hai duniya Se Hum Kyoon Darre khullam Khulla Pyaar Kare, Pyaar Kare - 2 --male-- aankhon Mein Teri Aankhon Ka Nasha --female-- baaton Mein Tere Baaton Ka Nasha --male-- haai, Aankhon Mein Teri Aankhon Ka Nasha --female-- oh, Baaton Mein Tere Baaton Ka Nasha --male-- tere Ishq Ne Mujhko Maara --female-- samjhoon Main Tera Ishaara kyoon Milke Aahen Bhare khullam Khulla Pyaar Karen, Pyaar Karen --male-- khullam Khulla Pyaar Karen, Pyaar Karen --female-- maine Voh Suna Tune Jo Kaha --male-- achha Na Lage Ab Yeh Faasla --female-- oh, Maine Voh Suna Tune Jo Kaha --male-- achha Na Lage Ab Yeh Faasla --female-- mera Husn Hai Aashiqaana --male-- mera Ishq Bhi Hai Deewana kyoon Milke Tanha Jale khullam Khulla Pyaar Karen, Pyaar Karen --female-- khullam Khulla Pyaar Karen, Pyaar Karen --male-- tere Mere Dil Mein Jo Hai Voh Kehna Hai tere Bina Ab Kahin Bhi Na Rehna Hai --female-- tere Mere Dil Mein Jo Hai Voh Kehna Hai tere Bina Ab Kahin Bhi Na Rehna Hai --both-- duniya Se Hum Kyoon Darre --male-- khullam Khulla Pyaar Karen, Pyaar Karen --female-- khullam Khulla Pyaar Karen, Pyaar Karen --both-- khullam Khulla Pyaar Karen, Pyaar Karen - 2Hindi Lyrics > Umar > Khumari Chadh Ke Utar Gayi
Hindi Lyrics (khumari Chadh Ke Utar Gayi zindagi Yun Hi Gujar Gayi) - 2 kabhi Sote Sote Kabhi Jaagte khwaabon Ke Pichhe Yu Hi Bhaagte apni Toh Saari Umar Gayi - 2 khumari Chadh Ke Utar Gayi zindagi Yun Hi Gujar Gayi (rangeen Bahaaron Ki Khwaahish Rahi haath Magar Kutch Aaya Nahi) - 2 kehne Ko Apne The Saathi Kai saath Kisine Nibhaya Nahi - 2 koi Bhi Hamsafar Nahi kho Gayi Har Dagar Kahi kabhi Sote Sote Kabhi Jaagte khwaabon Ke Pichhe Yu Hi Bhaagte apni Toh Saari Umar Gayi - 2 khumari Chadh Ke Utar Gayi zindagi Yun Hi Gujar Gayi (logon Ko Aksar Dekha Hai ghar Ke Liye Rote Hue) - 2 ham Toh Magar Beghar Hi Rahe gharwalon Ke Hote Hue - 2 aaya Apna Nazar Nahi - 2 apni Jahaa Tak Nazar Gayi kabhi Sote Sote Kabhi Jaagte khwaabon Ke Pichhe Yu Hi Bhaagte apni Toh Saari Umar Gayi - 2 khumari Chadh Ke Utar Gayi zindagi Yun Hi Gujar Gayi (pehle Toh Ham Sun Lete The shor Mein Bhi Shehnaaiya) - 2 ab Toh Hamko Lagti Hai bheed Mein Bhi Tanhaaiya jeene Ki Hasrat Kidhar Gayi - 2 dil Ki Kali Bikhar Gayi kabhi Sote Sote Kabhi Jaagte khwaabon Ke Pichhe Yu Hi Bhaagte apni Toh Saari Umar Gayi - 2 khumari Chadh Ke Utar Gayi zindagi Yun Hi Gujar GayiHindi Lyrics > Khilona > Khush Rahe Tu Sada
Hindi Lyrics Teri Shaadi Pe Dun Tujhko, Tohfa Mein Kya, pesh Karta Hun Dil Ek, Toota Huva, khush Rahe Tu Sada, Yeh Duva Hai Meri, bewafa Hi Sahi, Dilruba Hai Meri, khush Rahe.. jaa Mein Tanha Rahun Tuj Ko, Mehefil Mile, ooo.. jaa Mein Tanha Rahun, Tuj Ko, Mehefil Mile, doobne De Mujeh, Tujhko Saahil Mile, aaj Marzi Yahi, (2), naa Khuda Hai Meri, Khush Rahe Tu Sada, yeh Duva Hai Meri, Khush Rahe.. umr Bhar Yeh Mere Dil Ko, Tadapaayega, ooo... umr Bhar Yeh Mere, Dil Ko, Tadapaayega, dard-e-dil, Ab Mere, Saath Hi, Jaayega, maut Hi Aakhri, (2), bas Dava Hai Meri, Maut Hi Aakhri, Bas Dava Hai Meri, khush Rahe Tu Sada, Yeh Duva Hai Meri, khush Rahe..khush Rahe..Hindi Lyrics > Tum Toh Nahin Ho (album) > Khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe
Hindi Lyrics Khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe khush Rahe Ya Bahut Udas Rahe zindagi Tere Aas Paas Rahe khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe zindagi Tere Aas Paas Rahe khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe aaj Ham Sab Ke Saath Khoob Hase aaj Ham Sab Ke Saath Khoob Hase aur Phir Der Tak Udaas Rahe aur Phir Der Tak Udaas Rahe zindagi Tere Aas Paas Rahe khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe raat Ke Raaste Bhi Roshan Ho raat Ke Raaste Bhi Roshan Ho haath Mein Chaand Ka Gilaas Rahe haath Mein Chaand Ka Gilaas Rahe aadmi Ke Liye Jaroori Hai aadmi Ke Liye Jaroori Hai koi Umeed Koi Aas Rahe koi Umeed Koi Aas Rahe zindagi Tere Aas Paas Rahe khush Rahe Ya Bahut Udaas Rahe zindagi Tere Aas Paas RaheHindi Lyrics > King Uncle > Khush Rehane Ko Jaruree Kya Hai
Hindi Lyrics khush rehane ko jaruree kya hai bolo yar khushee toh milatee hai jab mile kiseeka pyar o hu iss duneeya me bolo kab milta hai pyar koyee kiseeko pehle jab deta hai pyar khush rehane ko jaruree jis ne apni khushee ko mitaya, dusaro par sabhee kuchh lutaya pyar karna us ko hee aaya sachhee chahat me toh hotee nahee saudebajee kurbanee dene ko rehate do dil rajee kurbanee kehte hain kisko bolo sarkar yar pe jo kar de yeh jindagee nisar khush rehane ko jaruree khushee hotee nahee bahar, woh toh hotee hai dil ke hee andar dil toh hai pyar ka samundar ik duje se kabhee ham abb toh khafa na honge khafa bhale ho jayen lekin juda na honge hote hain log juda kyon bolo mere dildar log juda hote hain jab kam hota hai pyar khush rehane ko jarureeHindi Lyrics > Khoya Khoya Chand > Khushboo Sa Woh Meri Saason Mein
Hindi Lyrics khushboo sa woh meri saason mein bas jaayega ek nasha sa banke meri jindagi pe chha jaayega karuun intzaar, mera yaar kab aayega yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega bujh gayi hai shama, aake phir jalaayega kab talak mere bin kaho use raha jaayega husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega karuun intzaar, mera yaar kab aayega woh julmi sitamgar kab pachhtaayega yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayega aaja aaja woh deewaane aaja, ek duje mein kho jaaye hum duniya mein jitne ghum hai pyaare, hai sabse pyaara muhabbat ka ghum jindagi bewafa aaj hai kal nahi raat jo dhal gayi, tum nahi aur hum bhi nahi husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega karuun intzaar, mera yaar kab aayega woh julmi sitamgar kab pachhtaayega yaadon mein woh rootha tha, khwaabon mein maan jaayegaHindi Lyrics > Home Delivery > Khushbu Churati Hawa Chalengi
Hindi Lyrics (khushbu Churati Yeh Hawa Chalengi mere Bina Bhi Shaam Dhalegi jo Bhi Hota Hain Jahaan Mein woh Hi Hota Jaayega kabhi Koi Hus Dega koi Rota Jaayega ) - 2 khushbu Churati Yeh Hawa Chalengi na Kisise Kutch Lena na Kutch Dena Hai Mujhe yahaan Meri Heesaab Kitaab Puure Hue na Kisika Kutch Mere Pass Hain na Mera Kutch Reh Jaayega khushbu Churati Yeh Hawa Chalengi mere Bina Bhi Shaam Dhalegi aaj Se Kal Hoga Haseen log Naye Baatein Nayi phir Koi Kyun Mujhe ek Pal Bhi Yaad Kare keemti Lamhe Bhala mujhpe Woh Kyu Barbaad Kare khushbu Churati Yeh Hawa Chalengi mere Bina Bhi Shaam Dhalegi jo Bhi Hota Hain Jahaan Mein woh Hi Hota Jaayega kabhi Koi Hus Dega koi Rota Jaayega khushbu Churati Yeh Hawa ChalengiHindi Lyrics > Aaghaaz > Khushbu Mehakana Bhul Jaaye
Hindi Lyrics khushbu mehakana bhul jaaye, panchhi chahakana bhul jaaye chaand nikalana bhul jaaye, suraj dhalna bhul jaaye saansein chalna bhul jaaye, shama jalana bhul jaaye dhadkan dhadakana bhul jaaye, mausam badalana bhul jaaye (dil ko patthar bana nahi sakta aapako main bhula nahi sakta) - 2 main jo tujhase kahun de de tu mujhko jaan itani chaahat mujhe kaun dega yaha sau janam tak tujhe pyaar karati rahu teri palkon tale jiti marti rahu ye haqiqat chhupa nahi sakta aapako main bhula nahi sakta ishq mein toh mili mujhko tanhaayiya saath chalti rahi meri parachhaayiya ho maine jo maangi duwa sirf maanga tujhe yeh jo hai deewaanagi tujhse mili hai mujhe dard dil ka bata nahi sakti aapako main bhula nahi saktaHindi Lyrics > Door Ka Rahi > Khushee Do Ghadee Kee Mile Naa Mile
Hindi Lyrics khushee do ghadee kee mile naa mile shama aarju kee jale naa jale khushee do ghadee kee........ rehgujar me kayee manjile bhee mile - (2) dekh kar ek pal, dam liya phir chale khushee do ghadee kee........ har kadam par nae marhale the khade -(2) ham chale dil chala, dil chala ham chale khushee do ghadee kee........Hindi Lyrics > Drona > Khushi
Hindi Lyrics raat aur hum saath mein ro liye, hans diye aur gun-gunaane lage kabhi tham tham ke wo chalati hai kabhi sharma ke bachake nikalati hai kabhi chhup chhup ke bulaati hai kabhi milati hai toh sabko bataati hai ye tujhko kya huwa hai, kya jaadu huwa tujhe koi mil gaya, toh humko bhi bata (humko mil gayi raaste mein wo khushi jo karati rahi humse abb tak dillagi) - (2) hansi ki dhup faili toh mehka mann utar ke aa gaya phir aankho mein saawan dukha ke dil ye tera, yeh kya kiya haal kabhi mil jaaye toh, toh puchhenge hum sawaal na na nahi nahi, baat hai uski sahi chhaayi hai kaali ghata, toh mil jayegi dhup bhi pyari pyari baatein kar ke kehne lagi kal shayad mil jaau phir, par abhi toh main chali humko mil gayi raaste mein wo khushi jo karati rahi humse abb tak dillagi humko mil gayi raaste mein woh khushi yeh toh puchhiye kaise mili, kaha pe mili phir kab milegi khushiHindi Lyrics > Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye > Khushiya Hee Khushiya Ho Daman Me Jiske
Hindi Lyrics khushiya hee khushiya ho daman me jiske kyun naa khushee sey woh divana ho jaye aise mubarak mauke par sathee pesh duwao kaa najrana ho jaye der sey samjha hamko jamana, shukar karo samajh toh gaya sang rahneka khwab suhana, ban ke hakikat saj toh gaya tum jo kaho toh saree mehfil sey keh de palbhar me mashhur afsana ho jaye khushiya hee khushiya........ koyee kya janey hamne kya kya khel rachaye tumhare liye ham bhee kaisee kaisee manjil chhod ke aaye tumhare liye kaliya hee kaliya mehka do aise, ke abad dil kaa virana ho jaye khushiya hee khushiya........ hans ke humri har bhul bhula dena ham hai tumhre jab chahe bula lena apno kee iss mehfil me abb, kam hai kya begano kaa yeh duniya kya mol karegee, ek muflis ke armano kaa itnee see hai bas apnee tamanna dil teree khushiyo kaa parwana ho jaye khushiya hee khushiya........Hindi Lyrics > Mann > Khushiyan Aur Gham
Hindi Lyrics --female-- khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai phir Bhi Ye Chup Rehati Hai, abtak Kisi Ne Na Jaana, zindagi Kya Kehti Hai -- (2) apni Khabhi To Khabhi Ajanebi, aasoo.n Khabhi To Khabhi Hai Hasi.n, darr Ya Khabhi To Khabhi Tishnegi Lageti Hai Ye To, khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai phir Bhi Ye Chup Rehati Hai, abtak Kisi Ne Na Jaana, zindagi Kya Kehti Hai. khamoshiyo.n Ki Dheemee Sada Hai, ye Zindagi To Rab Ki Duaa Hai, chud Ke Kisi Ne Isko Dekha Khabhi Na, ehsaas Ki Hai Khushbhoo Mehki Hawa Hai. --male-- khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai phir Bhi Ye Chup Rehati Hai, abtak Kisi Ne Na Jaana, zindegi Kya Kehti Hai. ha Ha Ha Haa Mm Mm Mm Mmm mann Se Kaho.n Tum, mann Ki Suno Tum, mann Meet Koi Mann Ka Suno Tum, kuch Bhi Kahegi Duniya, duniya Ki Chudo. palko Mei.n Sajaake Jhilmil, sapane Bano.n Tum. --female-- khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai phir Bhi Ye Chup Rehati Hai, abtak Kisi Ne Na Jaana, zindegi Kya Kehti Hai. --male-- apni Khabhi To Khabhi Ajanebi, --female-- aasoo.n Khabhi To Khabhi Hai Hasi, --male-- darr Ya Khabhi To Khabhi Tishnegi --female-- lageti Hai Ye To. --both-- khushiya.n Aur Ghum Sehte Hai, phir Bhi Ye Chup Rehati Hai, abtak Kisi Ne Na Jaana, zindegi Kya Kehti Hai.Hindi Lyrics > Beta > Khushiyo Kaa Din Aaya Hai
Hindi Lyrics (khushiyo kaa din aaya hai, jo manga woh paya hai - (2) aaj mujhe meree maa ne beta kehke bulaya hai) - (2) maa meree maa, maa meree maa - (2) (puchh naa mujhko kitna rulati thee har ghadi har pal teree yad aatee thee) - (2) sine se aake tune lagaya, sare dukho ko pal me mitaya tu naa janey bin tere maine kitna dard uthaya hai khushiyo kaa din aaya hai, jo manga woh paya hai aaj mujhe meree maa ne beta kehke bulaya hai maa meree maa, maa meree maa - (2) (ma mujhe tere aanchal me palna hai thamke ungli tere sath chalna hai) - (2) puja kaa meree wardan hai tu, mere liye toh bhagwan hai tu har mandir har murat me bas teraa rup samaya hai khushiyo kaa din aaya hai, jo manga woh paya hai - (2) aaj mujhe meree maa ne beta kehke bulaya hai maa meree maa, maa meree maa.......Hindi Lyrics > Mayur Pankh > Khushiyon Ke Chaand
Hindi Lyrics Mubaarakabaad Dene Ko Hawaa Baaghon Se Aai Hai bahaaren Saari Duniyaa Ki, Wo Apane Saath Laai Hai khushiyon Ke Chaand Muskuraye Re O khushiyon Ke Chaand Muskuraye Re dekho Mast Zamaane Aaye Re Haaye Re khushiyon Ke Chaand Muskuraye Re nasheeli Bahaaron Men Dil Kho Rahaa Hai, jee, Dil Kho Rahaa Hai nigaahon Se Matalab Adaa Ho Rahaa Hai - 2 adaa Ho Rahaa Hai honthon Pe Baat Dil Ki Aaye Re O O O - 2 dekho Mast Zamaane Aaye Re, Haaye Re khushiyon Ke Chaand Muskuraye Re khushi Pyaar Ban Ke Jhuki Jaa Rahi Hai jhuki Jaa Rahi Hai mohabbat Ki Mahafil Looti Jaa Rahi Hai - 2 looti Jaa Rahi Hai aankhon Men Raat Jhoome Jaaye Re dekho Mast Zamaane Aaye Re, Haaye Re khushiyon Ke Chaand Muskuraye Re muhabbat Kaa In Pe Asar Ho Gayaa Hai asar Ho Gayaa Hai udhar Ho Chukaa Hai, Idhar Ho Rahaa Hai - 2 idhar Ho Rahaa Hai in Se Na Aaj Rahaa Jaaye Re - 2 dekho Mast Zamaane Aaye Re Haaye Re khushiyon Ke Chaand Muskuraye Re O O O khushiyon Ke Chaand Muskuraye Re dekho Mast Zamaane Aaye Re, Haaye Re khushiyon Ke Chaand Muskuraye Re posted By: P U R N I M A
|






