Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Baharon Ke Sapne > Kya Janoon Sajan

Hindi Song: Kya Janoon Sajan
Movie or Album: Baharon Ke Sapne
Singer(s): Lata Mangeshkar

Hindi Lyrics

(kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam) -2
kya Jaanoon Sajan

(jabse Mili Nazar, Maathe Pe Ban Gaye
bindiya Nayan Tere Dekho Sajna) -2
dhar Li Jo Pyaar Se, Meri Kalaayiyaan
piya Teri Ungliyan Ho Gayi Kangana
kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam
kya Jaanoon Sajan

(kaanton Mein Main Khadi, Nainon Ke Dwaar Pe
nis Din Bahaar Ke Dekhoon Sapne) -2
chehre Ki Dhool Kya, Chanda Ki Chaandni
utri To Reh Gayi Mukh Pe Apne
(kya Jaanoon Sajan Hoti Hai Kya Gham Ki Shaam
jal Uthe Sau Diye Jab Liya Tera Naam) -2
kya Jaanoon Sajan

Buy DVD or CD


Google