|
Hindi Lyrics --male-- main Tujhko Yaad Aaoonga, Tu Mujhko Yaad Aayegi - 2 meri Tasveer Le Jaa, Mujhe Tasveer De Jaa - 2 mohabbat Mein Kaam Aayegi --female-- main Tujhko Yaad Aaoongi, Tu Mujhko Yaad Aayega meri Tasveer Le Jaa, Mujhe Tasveer De Jaa - 2 mohabbat Mein Kaam Aayegi --male-- main Tujhko Yaad Aaoonga, Tu Mujhko Yaad Aayegi yeh Jaanegi Baatein Jaan Le Le Na Meri Jaan tera Yeh Maasoom Sa Chehra Bhi Hai Pareshaan --female-- meri Bechaini Kehti Hai Na Door Jaao aise Aalam Mein Kya Hoga, Kuch To Bataao kuch To Bataao, Kuch To Bataao --male-- mera Bhi Dil Toot Jaayega, Teri Dhadkan Rooth Jaayegi - 2 --female-- meri Tasveer Le Jaa, Mujhe Tasveer De Jaa - 2 mohabbat Mein Kaam Aayegi main Tujhko Yaad Aaoongi, Tu Mujhko Yaad Aayega --male-- ek Duje Mein Jab Na Hongi Yeh Dil Ki Baatein hum Dono Ko Tadpaayengi Yeh Tanha Raatein --female-- jab Tanhaai Mein Apne Dil Aahein Bharenge kaise Humko Chain Milega, Kya Hum Karenge kya Hum Karenge, Kya Hum Karenge --male-- main Bhi Na So Paaoonga, Tumko Bhi Na Neend Aayegi - 2 --female-- meri Tasveer Le Jaa, Mujhe Tasveer De Jaa - 2 mohabbat Mein Kaam Aayegi --male-- main Tujhko Yaad Aaoonga, Tu Mujhko Yaad Aayegi --female-- (main Tujhko Yaad Aaoongi, Tu Mujhko Yaad Aayega)
|
