|
Hindi Lyrics manabhawan sawan aaya rang jamaya - (3) kyon kalee kalee musakayee, kyon chalee hawa purawayee - (2) sansar yahee hai kya woh - (2) naya rang laya hai -2, naya rang laya manabhawan sawan aaya rang jamaya - (2) koyaliya meree sahelee, abb mat ga git akelee - (2) mere madhur madhur hotho ne - (2) naya git paya hai -2, naya git paya manabhawan sawan aaya rang jamaya - (2) meree bhar gayee nain nagariya meree bhar gayee nain nagariya, chahe bhare naa bhare gagariya - (2) meree haree haree bagiya me - (2) naya phul aaya hai -2, naya phul aaya manabhawan sawan aaya rang jamaya - (2)
|
