|
Hindi Lyrics allah allah...... (gumsum chaandani ho, naajani ho, ya koi hoor ho dilnashi ho, dilkashi ho ya jannat ka noor ho maasha allah, maasha allah, maasha allah.....) - 2 tum saba ho ya ghata ho kehkasha ho saayba ho subah ki pehali kiran ki jaisi, bebaak alhad pawan ki jaise khushbuyein tum lutaati ho masti mein chur chur maasha allah, maasha allah, maasha allah..... tum haya ho, tum rida ho, tum wafa ho, tum nasha ho khaamosh nazarein sada jaisi tumhaari baatein duwaayon jaisi har nafas mein tum samaayi ho phit bh ho itani door maasha allah, maasha allah, maasha allah..... gumsum chaandani ho, naajani ho, ya koi hoor ho dilnashi ho, dilkashi ho ya jannat ka noor ho maasha allah, maasha allah, maasha allah.....Hindi Lyrics > Asambhav > Mashuka Rubi Mehbuba Mehbubi
Hindi Lyrics mashuka rubi mehbuba mehbubi dekhoji dekho mujhe mai toh hu ajubi sabki jawani meri najro me dubi koyi naa janey aisi mujhme hai khubi behke shikariyo se bachna bachana hoto ke pyalo se angoori chhalkana pyasi dilo ko aaye mujhe tadpana (palko ke saye saye, koyi toh aaye jayey yeh mera dil ghabraye, kya hai mushkil) - (2) koyi diwana lagta, koyi anjana lagta koyi parwana lagta, koyi katil mashuqa rubi... aaye mujhe tadpana (koyi hai jaga jaga, koyi hai soya soya koyi hai khoya khoya, hain naa hai naa kehta hai yeh ujala, kuchh toh hai honewala rato ne jadu dala, bach ke reh naa ) - (2) mashuqa rubi... mujhe tadpanaHindi Lyrics > Talaash > Masoom Chehra
Hindi Lyrics (masoom Chehra Nigaahen Farebi labon Pe Hasni Aur Dil Mein Daga Hai)..(2) mile Dost Jisko Yahan Tere Jaisa..(2) use Dushmanon Ki Zaroorat Hai Kya Hai masoom Chehra … Daga Hai (dil Tod Diya, Kyon Itna Bata De phir Baad Mein Bewafa Jo Chaahe Mujhko Saza De)..(2) teri Berukhi Se Pareshaan Hoon Mein ..(2) na Aaye Samajh Mein Yeh Kya Maajra Hai masoom Chehra … Daga Hai kya Usko Kahen Jo Kasmon Ko Bhoole apno Se Karke Jafa, Gairon Ki Baahon Mein Jhoole nazar Mein Basa Ke Nazar Pher Lena..(2) yeh Kaisi Mohabbat Yeh Kaisi Wafa Hai masoom Chehra … Daga Hai jo Bharta Nahin Woh Zakhm Diya Hai mujhko Nahin Pyar Ko, Badnaam Tune Kiya Hai..(2) jise Maine Pooja Maseeha Bana Ke..(2) na Tha Yeh Pata Pattharo Ka Bana Hai masoom … Daga Hai mile Dost Jisko Yahan Tere Jaisa use Dushmanon Ki Zaroorat Hai Kya Hai masoom Chehra … Daga HaiHindi Lyrics > Farz (1967) > Mast Baharo Kaa Mai Ashik
Hindi Lyrics (mast baharo kaa mai ashik, mai jo chahu yar karu chahe gulo ke saye se khelu, chahe kalee se pyar karu sara jahan hai mere liye, mere liye) - (2) me hu woh divana, jisake sab dewane hai - (2) kisko hai jarurat teree ai jamane ha meraa apna rasta, duniya se kya wasta mere dil me tamanao kee duniya jawan hai mere liye, mere liye mast baharo kaa mai ashik, mai jo chahu yar karu chahe gulo ke saye se khelu, chahe kalee se pyar karu sara jahan hai mere liye, mere liye meree aankho se jara, aankhe toh mila de ha - (2) meree rahe rok le, najare toh bicha de ha tere sar kee hai kasam, mai jo chala gaya sanam toh yeh rut bhee chalee jayegee yeh toh yaha hai mere liye, mere liye mast baharo kaa mai ashik, mai jo chahu yar karu chahe gulo ke saye se khelu, chahe kalee se pyar karu sara jahan hai mere liye, mere liye sabko yeh bata do, kah do har najar se ha - (2) koyee bhee mere siwa, gujre naa idhar se ha batla do iss jahan ko, samjha do khija ko aaye jaye yaha naa koyee, yeh gulsitan hai mere liye, mere liye mast baharo kaa mai ashik, mai jo chahu yar karu chahe gulo ke saye se khelu, chahe kalee se pyar karu sara jahan hai mere liye, mere liyeHindi Lyrics > Heyy Babyy > Mast Kalandar
Hindi Lyrics dil da mamla hai dilbar, hun naa jor hai iss dil par khalbalee hai dil ke andar, ho mast ae mast kalandar one, two, three, four dil da mamla hai dilbar, hun naa jor hai iss dil par khalbalee hai dil ke andar, ho mast ae mast kalandar mast, mast, mast, mast, mast kalandar - (4) dil da mamla hai dilbar, hun naa jor hai iss dil par khalbalee hai dil ke andar, ho mast ae mast kalandar mast, mast, mast, mast, mast kalandar - (4) meree najar jo tujhpe padee toh ban baitha teraa saedayee betabiyo ko rahat milee toh dur huyee meree tanhayee tere nur da -2, hai asar tere hee surur da mere hal se, mere dard se, too hai bekhabar dil da mamla hai dilbar, hun naa jor hai iss dil par khalbalee hai dil ke andar, ho mast ae mast kalandar mast, mast, mast, mast, mast kalandar - (4) kalandar, kalandar, kalandar mast kalandar kalandar, kalandar, kalandar mast kalandar teree ada me jadu hai jadu karta hai mujhko divana meree tammana kehatee hai mujhko sirf mujhe hai tujhe pana meree aarju, meree guftagu too hee too hai bas meree justaju kya bataun tere bagair mai kitna besabar dil da mamla hun naa jor hai dil da mamla hai dilbar, hun naa jor hai iss dil par khalbalee hai dil ke andar, ho mast ae mast kalandar aaya mai aaya leke mohabbat anjano mujhko pehchano meree najar me hai ik chehra mano tum chaho naa mano meree chahate meree rahate, badee manchalee meree hasrate mere khwab me koyee rat din rehta humsafar dil da mamla dil da mamla hai dilbar, hun naa jor hai iss dil par khalbalee hai dil ke andar, ho mast ae mast kalandar mast, mast, mast, mast, mast kalandar - (4)Hindi Lyrics > Golmaal - Fun Unlimited > Mast Malang
Hindi Lyrics Mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O bhul Ke Din Purane Jeene Lage Hai Pal Naye bhar Gaye Zindagi Mein Rang mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O rokna Aye Zamane Hum Na Rukenge aa Zara Ho Jaa Tu Bhi Apane Sang mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O hum Toh Yahaan Bewaraha Humko Toh Lagta Hai ab Thode Hum Bhi Deewane Ho Gaye kya Darna Kya Karna Apni Hi Dhun Mein hum Saari Duniya Se Anjaane Ho Gaye yeh Jahaan Hai Wahaan Thaa Jahaan apna Toh Badla Hai Dhang mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O jo Ab Hai Woh Sab Hai Kehti Hai Dhadkan Yeh iss Pal Mein Hai Khushiyaan Hai Kal Ka Kya Pata hai Apane Sau Sapne Armaan Bhi Hai Kitne bas Ab Hi Se Toh Hai Apana Waastaa hum Kahi Gam Kahi Hai Khushi dil Mein Uthti Hai Tarang mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O bhul Ke Din Purane Jeene Lage Hai Pal Naye bhar Gaye Zindagi Mein Rang mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O O mast Malang Mast Malang O O - 2 mast Malang Mast Malang O O O OHindi Lyrics > Ek Dil Sau Afsane > Mast Najar Dekh Idhar
Hindi Lyrics mast najar dekh idhar ham hain vahee dilwale ishk me jo dete hain jan ham hain vahee matwale mast najar dekh dekha yeh husn jab se meraa dil hee kho gaya hai mere dost puchhate hain kya tumako ho gaya hai mast najar dekh gairo se hans ke bate hamase najar churana mujhe mar hee na dale teraa ruk yeh qatilana mast najar dekh teree ek najar pe jalim kismat ka faisala hai jine kee aarju hai marne ka hausala hai mast najar dekhHindi Lyrics > Haar Jeet > Mast Pawan Shake Laharaye
Hindi Lyrics mast pawan shake laharaye, ban ban mor papihe gaye - (2) he mast pawan shake laharaye....... phul phul phul phul par bhanware jaye, jakar prit ke git sunaye - (2) phul phul par bhanware jaye, jakar prit ke git sunaye jo hriday me git hai vyakul, too bhee use suna suna - (2) ga sajanawa ga sanawa, ga sajanawa ga....... mast pawan shake laharaye, ban ban mor papihe gaye he mast pawan shake.........Hindi Lyrics > Tahaan > Mastaan Mastaan Rabi Rabi (Modern)
Hindi Lyrics (din hai naye, par hai yaadein puraani yaadon mein teri bhi hai ek kahaani) - (2) kya kya hamaare bhi kisse huye the hum tum mohbbat ke hisse huye the jaane kahaan jaate hai din rulaake mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi - (2) abb bhi mere dil ke iss aayine mein tasveer teri saji hai tabhi se koyi mitaa paaya hai na use har pal teri yaad aati hai maasumiya mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi - (2) meri ummidein yeh maange duwaayein yaaro ke dhalane se pehale woh aaye ?? kabhi apani kasame nibhaaye manjil toh paa le jara yaadon ka kaarwa mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi - (2) (mastaan mastaan rabi rabi yaadein ajaadi rabi rabi) - (2)Hindi Lyrics > Chhaila > Mastana Mastana Yeh Dil Mera Mastana
Hindi Lyrics mastana mastana yeh dil mera mastana aa jana, aa jana yeh dil mera ley jana mil jana, mil jana mandir me mil jana dipak jalta ho toh aata hai parvana aana mere raja aa jana, mastana, mastana bhola sa dil yeh mera lut ley han aaja lut ley aankho key tir tere hey hey hey tir tere, chubh gaye hain dil me chubhane dey, chubhane dey dil me tir chubhane dey hone dey, hone dey ghayal dil ko hone dey mai toh tha manmauji kyun luta tune khilati javanee meree hey hey hey hey ho gayee teree nachenge nachenge duneeya ko batalayenge, hota hai pyar kyaHindi Lyrics > Dil Hai Tumhaara > Mastana Mausam Hai, Rangin Najara
Hindi Lyrics (mastana mausam hai, rangin najara dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara aaj se janeman dil hai tumhara - 2) - (2) choree choree maine tumse pyar kiya hai, mano o jana tumne mujhko kitna bekarar kiya hai, mushkil batana koyee bhee toh naa jane ham kaise divane huye duniya me naa koyee tumse hai pyara dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara aaj se janeman dil hai tumhara - (2) ho chahat kaa mausam hai jawan, khoye khoye se ham yaha khwabo me mai toh kho gayee, divanee see mai ho gayee lagta hai hoga nahee tum bin gujara mm dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara aaj se janeman dil hai tumhara - (2) mastana mausam hai, rangin najara dhadkan kya kehtee hai, samjho ishara aaj se janeman dil hai tumhara - (2) dil hai tumhara........ - (4)Hindi Lyrics > Kitaab > Mastarjee Kee Aa Gayee Chitthee
Hindi Lyrics din tak tak din - (2) (a a i ee, a a i i, mastarjee kee aa gayee chitthee chitthee me se nikalee billee, chitthee me se nikalee billee) - (2) billee khay jarda pan, kala chashma pilee kan - (2) aaha a a i ee, a a i i, mastarjee kee a gayee chitthee chitthee me se nikalee billee, chitthee me se nikalee billee din tak tak din - (2) kan me jhumka, nak me battee -2, hath me jaise agarbattee nahee magarbattee agarbattee, magarbattee agar agarbattee agar ho battee kachhua chap, aag pe baitha panee tap - (2) tap chadhe toh kambal tan vi aayee pee, (vi aayee pee underwear baniyan -2) din tak tak din - (2) (a a i ee, a a i i, mastarjee kee a gayee chitthee chitthee me se nikla machhar, chitthee me se nikla machhar) - (2) machhar kee do lambee munchhe, munch pe bandhe do do patthar - (2) patthar pe ek aam ka jhad, munch pe lekar chala pahad pahad pe baitha budha jogee, jogee kee ek jogan hogee gatharee me laga chor, musafir dekh chand kee or pahad pe baitha budha jogee, jogee kee ek jogan hogee jogan koote kacha dhan vi aayee pee, (vi aayee pee underwear baniyan -2) din tak tak din - (2) (a a i ee, a a i i, mastarjee kee a gayee chitthee chitthee me se nikla chita, chitthee me se nikla chita) - (2) thoda kala thoda pila, chita nikla hai sharmila thoda thoda kala thoda thoda pila, chita nikla hai sharmila are wa wa chal dekho ghunghat dal ke chalta hai, mang me sindur bharta hai mathe roj lagaye bindee, english bole matlab hindi if agar iss hai but par what matalab kya mathe roj lagaye bindee, english bole matalab hindi hindi me algebra chan vi aayee pee underwear baniyan - (2) sawadhanHindi Lyrics > Dhaani (Non-Film) > Mastee Kaa Hai Sama Jhumenge Jaha
Hindi Lyrics every body now stand up on ur feet a o a o a o aa aale aale aale o..... hai koyee ham jaisa mastee kaa hai sama jhumenge jaha, hai sitaro kaa yeh imnteha jajba dastan himmat hai jawa, abb ke jite ga kaun yaha josh kitna hai jor kitna hai kaun chaye yaha hosh udane ko jan ladane ko sare aaye yaha a o a o a o aa aale aale aale o.......... dharatee aasaman honge meharban, badhate jao ai jawa tum ho roshanee tum hee jindagee, naa koyee tumsa hai yaha josh kitna hai jor kitna hai aur chaye yaha hosh udane ko jan ladane ko sare aaye yaha a o a o a o aa aale aale aale o..... jitna gum hai jor laga do, ek duje kaa sath nibha do raste kee divar gira do, tum kya ho duniya ko bata do a o a o a o aa aale aale aale o..... mastee kaa hai sama jhume yeh jahan, jaise sitaro kaa yeh imnteha jajba dasta himmat hai jawa, abb ke jite ga kaun yaha josh kitna hai jor kitna hai kaun chaye yaha hosh udane ko jan ladane ko sare aaye yahaHindi Lyrics > Chalo Ishq Ladaye > Mastee Mastee Mastee Remix
Hindi Lyrics (are o ranee, o meree janeman suno divanee, bole yeh mera mann -2 mujhpe toh chayee tere pyar kee mastee mastee mastee mastee....) - (2) tere rang me bhee mastee bharee hai, tere ang me bhee mastee bharee hai teree bat me bhee mastee bharee hai, mulakat me bhee mastee bharee hai bechain mai ho gayee janey kaha kho gayee, dekha tera jo yeh divanapan mastee mastee mastee mastee................ are o ranee o meree janeman suno divanee, bole yeh mera mann mujhpe toh chayee tere pyar kee mastee mastee mastee mastee......... teree chah me bhee mastee bharee hai, gore gal me bhee mastee bharee hai tere pyar me bhee mastee bharee hai, takrar me bhee mastee bharee hai jadu tera chal gaya sab kuchh lage hai naya, sajni teree too mera sajan mastee mastee mastee mastee................ are oh ranee oh meree janeman suno divanee, bole yeh mera mann mujhpe toh chayee tere pyar kee mastee mastee mastee mastee..... are o raja o mere janeman baho me aaja, bole yeh mera mann mujhpe bhee chhayee tere pyar kee mastee mastee mastee mastee mastee mastee................ chalo ishk ladaye - (3)Hindi Lyrics > Haqeeqat > Mastee Me Chhedke Tarana Koyee Dil Kaa
Hindi Lyrics ho ho o ho ho ho ho....... la la la la la la la..... o ho ho ho ho........ (mastee me chhedke tarana koyee dil kaa aaj lutayega khajana koyee dil kaa) - (2) pyar bahalta nahee bahlane se - (2) lo mai chaman ko chala virane se shama hai kab se juda parvane se ashk thamenge najar mil jane se dil se milega divana koyee dil kaa aaj lutayega khajana koyee dil kaa mastee me chhedke...... milke woh pahle bahut sharmayegi - (2) aage badhegee magar ruk jayegee hoke kareeb kabhee ghabrayegee aur kareeb kabhee khinch aayegee khel nahee hai manana koyee dil kaa aaj lutayega khajana koyee dil kaa mastee me chhedke...... mukhde se julf jara sarkaunga hay mukhde se julf jara sarkaunga suljhega pyar ulajh mai jaunga pake bhee hay bahut pachhtaunga aisa sukun kahan phir paunga aur nahee hai thikana koyee dil kaa aaj lutayega khajana koyee dil kaa mastee me chhedke....... aa ha ha ha ha ha ha..... o ho ho ho ho ho ho........Hindi Lyrics > Chalo Ishq Ladaye > Masti Masti
Hindi Lyrics Are O Rani O Meri Jaaneman Suno Deewani bole Yeh Mera Mann are O Rani O Meri Jaaneman Suno Deewani bole Yeh Mera Mann mujhpe To Chaayi Tere Pyaar Ki Masti Masti masti Masti Masti Masti are O Raja O Mere Jaaneman Baahon Mein Aaja bole Yeh Mera Mann are O Raja O Mere Jaaneman Baahon Mein Aaja bole Yeh Mera Mann mujhpe Bhi Chhayi Tere Pyaar Ki Masti Masti masti Masti Masti Masti tere Rang Mein Bhi Masti Bhari Hai tere Ang Mein Bhi Masti Bhari Hai teri Baat Mein Bhi Masti Bhari Hai mulaakaat Mein Bhi Masti Bhari Hai bechain Main Ho Gayi Jaane Kahan Kho Gayi dekha Tera Jo Yeh Deewanapan masti Masti Masti Masti Masti Masti masti Masti Masti Masti Masti Masti are O Rani O Meri Jaaneman Suno Deewani bole Yeh Mera Mann mujhpe To Chaayi Tere Pyaar Ki Masti Masti masti Masti Masti Masti teri Chaah Mein Bhi Masti Bhari Hai gore Gaal Mein Bhi Masti Bhari Hai tere Pyaar Mein Bhi Masti Bhari Hai takraar Mein Bhi Masti Bhari Hai jaadoo Tera Chal Gaya Sab Kuch Lage Hai Naya sajni Teri Tu Mera Sajan masti Masti Masti Masti Masti Masti Masti are Oh Rani Oh Meri Jaaneman Suno Deewani bole Yeh Mera Mann mujhpe To Chaayi Tere Pyaar Ki Masti Masti masti Masti Masti Masti are O Raja O Mere Jaaneman Baahon Mein Aaja bole Yeh Mera Mann mujhpe Bhi Chhayi Tere Pyaar Ki Masti Masti masti Masti Masti Masti masti Masti Masti Masti masti Masti Masti Masti chalo Ishq Ladaye Chalo Ishq Ladaye chalo Ishq LadayeHindi Lyrics > Band Of Doon - Jeet Jayenge > Masti Me Yu Jhum Jhum
Hindi Lyrics masti me yu jhum jhum, chal pada hai ? too - (3) hausala sath leke hausala - (2) aankno me sapno ki basti, dil me leke hausala hausala sath leke hausala aankno me sapno ki basti, dil me leke hausala manjilo ki justju me jindagi kaa kafila josh me masti me behke, alwida rato ko kehke - (2) jhuk ke dete hai salami good morning bombay bombay bombay............ - (4) badlega manjar chhu lenge ambar thani hai dil me lekar aayega ek naya sabera mushkil nahi hai, hamko yakin hai tik naa sakega aage hausalo ke yeh andhera tay kar? hasake rasta, tujhko sapno kaa wasta dhundati ? rato ? good morning bombay bombay bombay............ - (4) khwabo ki manjil kar lege hasil roshan ummido kaa hoga sitara chalate rehana himmat naa kam ho, aankhe naa nam ho sabki jaban pe hoga nam hamara chalate rehna milkar jo sang chal pade, sabse aage nikal pade - (2) git khushiyo ka? aayegi subah woh woh woh.... good morning bombay bombay bombay............ - (4)Hindi Lyrics > Humsafar (K.K.) > Masti, Masti, Masti Aa Karle Masti
Hindi Lyrics banda hu main jaise ho tum bhi yaaro koyi khata ho toh paththar na maaro ho na khata toh jine ka bol maja bhi kya hai masti bina yahaan jine mein yaar rakha bhi kya hai (masti, masti, masti aa karle masti hasate hasate basti dilon ki basti) - (2) masti, masti, masti.... masti... karle masti... masti... karle masti masti, masti, masti.... sabse milu julu, hai sabko salaam husnwaalo le lo aankhon ka payaam hum pe jo waqt hai woh sakht hai, saanse hai ruki de de woh dil sanam ya kamse kam aa karle dosti (masti, masti, masti aa karle masti hasate hasate basti dilon ki basti) - (2) masti, masti, masti aa karle masti masti... karle masti...
|





