|
Hindi Lyrics baby when i look into you eyes i see the stars shine baby here you shout, your love has made me so choosy, cooll! jag jag sara jag sara nikhar gaya hud pyar ka hawadevich bikhar gaya-4 dil tera hoi jaye apran jul jaye, mar udhle dekho zikhar gaya (hud mauja hi mauja, sham savere, hud mauja hi mauja pyar se tere, hud mauja hi mauja, udthe badi hud, mauja hi mauja) - 2 (oh mahi mera sharwat varga, oh mahi tenu gat gat peela oh mahi mera dil menu dei de dil menu dei de, khul ke jeela)- 2 mitide ha se, oh mahi mere aase pase oh mahi mere haad beram huye, dil sare rang huye dil mahi sang huye jidhar gaya hud mauja hi mauja, tera sahare, hud mauja hi mauja hul hulare ud, hud mauja hi mauja, jaan huwa re hud, mauja hi mauja mauja hi mauja, sham savere, hud mauja hi mauja pyar se tere, hud mauja hi mauja, udthe bhadi hud, mauja hi mauja (oh mahi mera sone varga, oh mahi tenu cham cham rakna oh mahi mera dil menu dei de dil menu dei de, rajke takna)- 2 kol bhithake, oh mahi tere, sej sajake oh mahi, tere sang mere gal huye, har ek pal huye dil be hal dehko bikhar gaya jag jag sara jag sara nikhar gaya hud pyar ka hawadevich bikhar gaya-4 dil tera hoi jaye apran jul jaye, mar udhle dekho zikhar gaya hud mauja hi mauja, pyar pake, hud mauja hi mauja gul milake, hud mauja hi mauja, everybody now, mauja hi mauja mauja hi mauja, pyar pake, hud mauja hi mauja gul milake, hud mauja hi mauja, everybody now, mauja hi maujaHindi Lyrics > Jeevan Jyoti (1976) > Maujo Kee Dolee Chalee Re
Hindi Lyrics (maujo kee dolee chalee re, chalee parades chalee bagiya se babul kee, tod ke piya le chala premkalee re) - (2) maujo kee dolee chalee re....... panaghat tak aayee sakhiya saheliya - (2) rah gayee pipal kee chhanv me sab paheliya chhut gayee woh galee re, maujo kee dolee chalee re nadiya dhire baho dulhan sharamaye - (2) mann hichakole khaye ghunghat na khul jaye pavan badee manachalee re, maujo kee dolee chalee reHindi Lyrics > Dilwale > Mauka Milega Toh Ham Bata Denge
Hindi Lyrics (mauka milega toh ham bata denge - (2) tumhe kitna pyar karte hai sanam) - (2) dil apna chir ke ham dikha denge tumhe kitna pyar karte hai sanam mauka milega toh ham bata denge tumhe kitna pyar karte hai sanam vade vafa peh too kar le yakin, aa pas jane bahar - (2) sachhee mohabbat usiko kahe, mane kabhee jo na har aa meree baho me dil kee panaho me, keh de jo hai kehna mauka milega toh ham bata denge tumhe kitna pyar karte hai sanam dil apna chir ke ham dikha denge tumhe kitna pyar karte hai sanam honge tere bade chahanewale, aasheek aaisa kaha - (2) ishk kee bazi na harenge aaise, denge sanam imtehan ham toh divane hai hamko jamane se, aur nahee darna (mauka milega toh ham bata denge tumhe kitna pyar karte hai sanam dil apna chir ke ham dikha denge tumhe kitna pyar karte hai sanam) - (2)Hindi Lyrics > Jahan-E-Khusrau (The Realm Of The Heart - Live) > Maula Ali Ho.........
Hindi Lyrics maula ali, maula ali ho maula ali, maula ali maula ali, maula maula ali, maula ali maula ali, maula ali maula ali ho karmava banaye devo maula ali ho -2 karmava banaye devo maula ali -2 karmava banaye devo maula ali karmava banaye devo banaye devo maula maula ali -2 ho karmava banaye devo maula ali karmava banaye devo maula ali nabhiji nabhiji hamaree, nabhiji hamaree madhayya chabaye devo nabhiji hamaree madhayya chabaye devo - (2) dar badari hai -3, ke maula basaye devo maula ali ho, maula ali ho maula ali, maula ali, maula ali.......... maula ali ho karmava banaye devo humse garibvan ke - (2) han (hamse garibvan ke -2) sudh levo aaka aaka aaka sudh levo aaka, sudh levo aaka (humse garibvan ke sudh levo aaka ke dar par tumhare jo sar hai jhukata) - (2) kabhee bhee woh mayus wapas na jata - (2) ke mangata ? tumhare, ke mangata ? tumhare ke mangata tumhare sahare hai data maula ali ho, maula ali ho hey maula ali ho, maula ali ho...... maula ali ho, maula ali ho karmava banaye devo maula ali ho karmava banaye devo - (2) maula ali ho karam aashana, karam aashana karam aashana jindagee ho hamaree hamaree hamaree, karam aashana jindagee ho hamaree karam aashana jindagee ho hamaree - (2) hamesha rahe yeh muhabbat pujaree - (2) karam aashana jindagee ho hamaree, hamesha rahe yeh muhabbat pujaree hame rakhana apane hi dar kaa bhikaree, dar kaa bhikari, dar kaa bhikaree dar kaa bhikaree, dar kaa bhikaree hame rakhana apane hi dar kaa bhikaree ke yeh aasmano jamin hai tumharee maula ali ho, maula ali ho karmava banaye devo maula ali ho karmava banaye devo, karmava banaye devo maula ali ho karmava banaye devo maula ali karmava banaye devo maula ali, maula ali, maula ali..........Hindi Lyrics > Rudali > Maula Ho Maula
Hindi Lyrics Maula Ho Maula (2) zindagi Ki Aag Mein Kaahe Ko Jalaate Ho kaagazi Shariir Ka Jhola bhuukh Mitaaye Re, Pyaas Bujhaaye Re pani Priit Ka Ghola haiyya Naa, Haiyya Naa, Haiyya Naa, Haiyya gol Hain Mol Hain, Raasate Ke Pahiye gire Na Shariir Ka Dolaa, Ho Dola kal Se Bukhaar Hai, Sar Pe Savaar Hai suuraj Aag Ka Golaa, Golaa, Golaa, Gola haiyya Naa, Haiyya Naa, Haiyya Naa, Haiyya (2) aankhe.n Hain Kaajal Hain, Zulfon Ke Baadal Hain lagate Hain Din Raat Bhaav, Bhaav baazaari Kismon Kii, Kitane Kismon Ki aao Kariidaron Aao suukhi Ye Fasalen, Aadami Ki Nasalen maula Ho Maula Ho Maula zindagi Ki Aag Se Mukti Dilaaye Re maange Bhikhaariyon Ka Tola (2) bhuukhe Bhikhaariyon Ka Tolaa, Tolaa, Tolaa, Tola bhuukh Mitaaye Re, Pyaas Bujhaaye Re pani Priit Ka Gholaa haiyya Naa, Haiyya Naa, Haiyya Naa, Haiyya (2)Hindi Lyrics > Contract > Maula Khair Kare, Ho Rabba Khair Kare
Hindi Lyrics ho maula (aag aag se dil darr jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave - (2) maula khair kare, ho rabba khair kare - (4)) - (2) na jubaan na ?? aankh khule, na shankh ?? jagaave par saari raat nahi sove woh -2 nain mein jab koyi bas jaave maula khair kare, ho rabba khair kare - (2) ho maula, ho rabaa maula khair kare, ho rabba khair kare udankhatola na udd paave, khayaal yu udd jaave - (2) subah shaam woh aanan paanan yaar se ja mil aave - (2) maula khair kare, ho rabba khair kare maula khair kare, ho rabba maula khair kare, ho rabba khair kare - (2) aag aag se dil darr jaave, ishq ki aag mein phir jal jaave - (2) maula khair kare, ho rabba khair kare.......Hindi Lyrics > Doorie - Album > Maula Maula
Hindi Lyrics maula........ maula........ oooo........... (mujko bata mera ghar hai kaha maula - (2) jogee bada mai phirta rawa kinna - (2)) - (2) ruh ko too hawa bas too hee aab hai - (2) iss najar ko toh sirf tera hee kwab hai - (2) mujko bata mera ghar hai kaha maula - (2) jogee bada mai phirta rawa kinna - (2) jogee bada aa aa aa...... shor kyun kar rahee yaha har ek juba - (2) nam tera kaa gumshuda gumshuda - (2) mujko bata mera ghar hai kaha maula - (2) jogee bada mai phirta rawa kinna - (2) jogee bada maula - (4) jogee bada mai phirta rawa kinna - (2) mujko bata mera ghar hai kaha maula - (2) jogee bada mai phirta rawa kinna - (2)Hindi Lyrics > Chak De India > Maula Mere Ley Ley Meree Jan
Hindi Lyrics (tija tera rang tha mai toh -2 jiya tere dhang se mai toh, too hee tha maula too hee aan maula mere ley ley meree jan -2) - (2) tere sang kheli holee, tere sang kee diwalee tere angano kee chhaya, tere sang sawan aaya pher ley too chahe najre chahe chura ley laut key too aayega rey shart laga ley tija tera rang tha mai toh - (2) jiya tere dhang se mai toh, too hee tha maula too hee aan maula mere ley ley meree jan - (2) mittee meree thee bhuree , wahee mere ghi aur churee wahee ranjhe mere woh hir, wahee sevaiya wahee khir tujhse hee ruthana rey, tujhe hee manana tera mera nata koyee duja naa jana tija tera rang tha mai toh - (2) jiya tere dhang se mai toh, too hee tha maula too hee aan maula mere ley ley meree jan - (4)Hindi Lyrics > Anwar > Maula Mere Maula
Hindi Lyrics maula mere, maula mere, maula mere, maula mere..... - (4) aankhen teri.... aankhen teri kitni hasin kee inka aasheek mai ban gaya hu mujhko basa le iname too (ishq hai......... maula mere, maula mere, maula mere, maula mere...... -2) - (3) kee inka aasheek mai ban gaya hu mujhko basa le iname too mujhse yeh har ghadi mera dil kahe, tum hee ho usaki aarjoo mujhse yeh har ghadi mere lab kahe, teri hee ho sab guftgu baten teri itni hasin mai yad inko jab karta hu phulo si aaye khushbu rakh lu chhupa ke mai kahee tujhko, saya bhi tera naa mai du rakh lu bana ke kahee ghar mai tujhe, sath tere mai hee rahu julfen teri itni ghani, dekh ke inako yeh sochata hu saye me inake mai jiyu (ishq hai......... maula mere, maula mere, maula mere, maula mere...... -2) - (3) (mera dil yahi bola -2, yara raj yeh usane hai mujh par khola kee hai ishq mohabbat jiske dil me, usako pasand karta hai maula) - (3)Hindi Lyrics > Garm Hawa > Maula Salim Chishti, Aaqa Salim Chishti
Hindi Lyrics Suukhi Rut Mein Chhaai Badariya, Chamaki Bijuriya Saath duubo Tum Bhi Sang Mere, Ya Thaamo Mera Haath maula Salim Chishti, Aaqa Salim Chishti - 2 aabaad Kar Do Dil Ki Duniya Salim Chishti - 2 jitani Balaayein Aai, Sab Ko Gale Lagaaya - 2 khuun Ho Gaya Kaleja, Shikava Na Lab Pe Aaya - 2 har Dard Ham Ne Apana, Apane Se Bhi Chhupaaya har Dard Ham Ne Apana, Ha har Dard Ham Ne Apana, Apane Se Bhi Chhupaaya - 2 tum Se Nahin Hai Koi Parda Salim Chishti maula Salim Chishti jaaega Kaun Aake, Pyaasa Tumhaare Dar Se - 2 kuchh Jaam Se Pienge, Kuchh Maharbaan Nazar Se - 2 kuchh Jaam Se Pienge, Ha kuchh Jaam Se Pienge, Kuchh Maharbaan Nazar Se - 2 ek Pyaali Bhar Ke De Saaqi Mai-e-gulafaam Ki ek Apane Naam Pi, Aur Ek Allaah Naam Pi met De Puuri Meri Hasarat Dil-e-naakaam Ki dede Dede Dard Mein Koi Suurat Aaraam Ki ghuunt Hi Pila Magar Josh-e-tamanna Daal Kar ek Qatara De Magar Qatare Mein Dariya Daal Kar kuchh Jaam Se Pienge, Kuchh Maharbaan Nazar Se ye Sang-e-dar Tumhaara, Todenge Apane Sar Se - 2 ye Sang-e-dar Tumhaara, Ha ye Sang-e-dar Tumhaara, Todenge Apane Sar Se - 2 ye Dil Agar Tumhaara Tuuta Salim Chishti - 2 maula Salim Chishti is Sang-e-dar Ke Sadaqe, Is Rahaguzar Ke Sadaqe bhatake Hue Musaafir, Manzil Pe Pahunche Aakir ujade Hue Chaman Mein, Ye Rang-e-pairahan Mein sau Rang Muskuraae, Sau Phuul Lailahaae aai Nayi Bahaarein, Pahalane Lagi Phuaarein ghuunghat Ki Laaj Rakhana, Is Sar Pe Taaj Rakhana is Sar Pe Taaj Rakhana aaqa Salim Chishti, Maula Salim ChishtiHindi Lyrics > AR Rahman - One Love > Mausam Aate Jate Hai
Hindi Lyrics mausam aate jate hai, sadiya aati jati hai kuchh chize reh jati hai yad me woh din woh rat kaha hai, rajo andaj kaha hai nagamen hai aaj sada ke sath me koyi kehta hai jine kaa maksad yaha inayat me hain koyi kehta hai jine kaa maksad yaha daulat me hain tujhse jo koyi yeh puchhe kyun naa kahu jindagi kee kara me mohabbat me hai jhum jhum ta naa naa naa, jhum ta naa naa naa jhum ek sada dil hai jhum jhum ta naa naa naa, jhum ta naa naa naa ek sada rub hai jhum jhum ta naa naa naa, jhum ta naa naa naa jhum ek mohabbat hai - (2) radha krishna kee mohabbat, alam huwa kee mohabbat heer aur ranjha kee mohabbat ek hai shahjahan mumtaz kee mohabbat, laila majnu kee mohabbat teri aur meri mohabbat ek hai - (2) diwane mohabbat ke hain jo, hai unako pehla salam (jhum jhum ta naa naa naa, jhum ta naa naa naa jhum ek sada dil hai jhum jhum ta naa naa naa, jhum ta naa naa naa ek sada rub hai jhum jhum ta naa naa naa, jhum ta naa naa naa jhum ek mohabbat hai -2) - (2) diwane mohabbat ke hain jo, hai unako pehla salam tohfa mohabbat kaa hai jo, har dil kaa usako salamHindi Lyrics > Love Story 2050 > Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun
Hindi Lyrics people please listen to me this gentleman over here is going recide some meanigful poetry for us wat? karana malhotra fron sudeny, age 23, current status single and finally fluttering, no i can' t do this, u can mausam achanak yeh badla hai kyun put on its really easy, no way come on, on i cant this is ?? mausam achanak yeh badla hai kyun mausam achanak yeh badla hai kyun rut ki yeh aadat hai aur kya kahu yeh hawa kehati hai kya, kehati hai tu gaaye ja le chala kaha raasta, aa chale dekhe jara in phulon mein aisi khusbu hai kyun yeh dil ke acchchhe hai aur kya kahu, hey hey o u o u o...... mausam achanak yeh badla hai kyun rut ki yeh aadat hai aur kya kahu do char din se lagata hai aise yeh jo jamin hai kitani hasin hai swarg agar hai toh bas yahin hai, yuun lagata hai kyun jab jindagi mein har pal khushi ho masti mein duba har pal koyi ho toh sab naraze lagate hai pyaare, yeh baat hai yuun kaliyon mein aati yeh narmi hai kyon sharmili hoti hai aur kya kahu, hey hey hey o o o..... mausam achanak yeh badla hai kyun rut ki yeh aadat hai aur kya kahu pedo pe chidiya kya ga rahi hain kya bol hai jo dohara rahi hain koyi baat hamko samajha rahi hai, yuun lagata hai kyon gaati hai chidiyan bas itna jaane jine ke maane unchhi udaane woh chaahati hain hum bhi yeh maane, yeh baat hai yun yeh roshani reshami si hai kyun shaam hone wali hai aur kya kahu, hey hey hey o o o.... mausam achanak yeh badla hai kyun rut ki yeh aadat hai aur kya kahu yeh hawa kehati hai kya, kehati hai tu gaaye ja le chala kaha raasta, aa chale dekhe jaraHindi Lyrics > Aks (album) > Mausam Bhi Yaar Hai
Hindi Lyrics Mausam Bhi Yaar Hai Gulshan Gharbaar Hai barkha Ka Saath Hai Aisi Saugaath Hai ab Jaaye Kab Aaye Kaise Bolo jinke Saath Dil Lagta Hai, Unke Saath Holo jaana Kahan Tha Humko, Kahan Hum Chal Diye choti Choti Hasraton Mein Hum Dhul Mil Gaye soch Ke Kya Nikle The Yeh Kya Hum Kar Gaye jo Kehte Woh Na Karte Na In Mein Reh Gaye rab Yeh Jaane Ab Kya Hoga Rastha Hai Mushkil kis Chourahe Pe Khade Hai Yaar kitne Armaan Hai, Kaise Anjaam Hai barson Ka Kaam Hai, Lamhon Pe Naam Hai der Se Aaye Jaise Aaye Bolo jinke Saath Dil Lagta Hai, Unke Saath Holo mitti Ka Bartan Ho, Bartan Mein Ho Sona sone Ke Bartan Mein Mitti Aisa Na Hona aasmaan Agar Chath Hai, Yeh Dharti Bighona ambar Ko De Saath Kaun, Dharti Ka Kya Kona rab Yeh Jaane Kaisa Hotha Kehna Hai Mushkil hai Us Paar Bhi Gharbaar Yaar chehra Hijaab Hai, Gehra Jawaab Hai sach Hai Ya Khwaab Hai Sab Ka Hisaab Hai ab Kaise Sabko Bathlaye Bolo jinke Saath Dil Lagta Hai Unke Saath Holo submitted By: Ashok NegiHindi Lyrics > Chup Chup Ke > Mausam Hai Bada Katil
Hindi Lyrics mausam hai bada katil, kho jaye naa kahee aawara dil mushkil hai badee mushkil, kho jaye naa kahee aawara dil naa kahee suku hai naa kahee karar, kiska mujhko intzar hain mausam hai bada katil, kho jaye naa kahee aawara dil (chand kee hasin chandanee me jhum lu madbharee khilee roshanee me jhum lu) - (2) ishk naa sahi aasheekee me jhum lu bekhudee kahe bekhudhi me jhum lu chahat kee sahi mehfil kho jaye naa kahee aawara dil mausam hai bada katil kho jaye naa kahee aawara dil har taraf yaha bahar kaa sama, dhadkano pe hai khumar kaa sama hai jara jara karar kaa sama, aayega nahee phir yeh pyar kaa sama lamho kee jawan manjil, kho jaye naa kahee aawara dil naa kahee suku hai naa kahee karar, (kiska mujhko intzar hain -2) mausam hai bada katil, kho jaye naa kahee aawara dilHindi Lyrics > Jhaanjhar > Mausam Hai Thanda Thanda
Hindi Lyrics mausam hai thanda thanda, aa khele gillee danda toh bada maja aayega, bada hee maja aayega maiyya ? choree choree, mai aayee daudee daudee jo pata chal jayega toh bada maja..... mil-jul ke khele sare, koyee jit jaye koyee hare mar jo dande kee lage, kar kar kar ? samane jo aayega, woh chit jayega - (2) toh bada maja, mausam hai thanda thanda....... yeh khel hai bada suhana, bada suhana, bada suhana yeh khel hai bada suhana, sab khelon kaa hai nana bada suhana, bada suhana, sab khelon se achchha aa aa.......... isase khele hai bachcha bachcha aa aa........... bajee jo lagayega, mauj woh udayega - (2) toh bada maja.......... mausam hai thanda thandaHindi Lyrics > Pakeezah > Mausam Hain Aashikaana
Hindi Lyrics Mausam Hain Aashikaanaa aye Dil Kahee Se Unako Ayese Mein Dhoondh Laanaa kahanaa Ke Rut Jawaa Hai, Aaur Hum Taras Rahe Hain kaalee Ghataa Ke Saaye, Birahan Ko Das Rahe Hain dar Hain Naa Maar Daale, Saawan Kaa Kyaa Thhikaanaa sooraj Kahee Bhee Jaaye, Tum Par Naa Dhup Aaye tum Ko Pukaarate Hai, In Gesooon Ke Saaye aa Jaao Main Banaa Doo, Palakon Kaa Shaamiyaanaa firate Hain Hum Akele, Baaho Mein Koee Lele aakhir Koee Kahaa Tak Tanahaeeyon Se Khele din Ho Gaye Hain Jaalim Raate Hain Katilaanaa ye Raat Ye Khaamoshee, Ye Khwaab Se Najaare juganoo Hain Yaa Jameen Par, Utare Huye Hain Taare bekhaab Meree Aankhe, Madahosh Hain JamaanaaHindi Lyrics > Khaamoshi > Mausam Kee Sargam Ko Sun Kya Ga Raha Hai Sama
Hindi Lyrics mausam kee sargam ko sun kya ga raha hai sama - (2) too bhee ga mere sang gaye sara jahan gaye ja, gaye ja, gaye ja....... mausam kee sargam ko sun kya ga raha hai sama - (2) too bhee ga mere sang gaye sara jahan gaye ja, gaye ja, gaye ja....... (har sur pe dil yu dhadke kee sawan me agan yeh bhadke sun kar yeh sada) - (2) aise aaj do khamoshee bol uthe palke bhi jaye jal barse bina ghata gaye ja, gaye ja, gaye ja....... mausam kee sargam ko sun kya ga raha hai sama - (2) too bhee ga mere sang gaye sara jahan gaye ja, gaye ja, gaye ja....... (phir ek din le jayega ghunghta teraa uthayega koyee rajkumar) - (2) phir yeh rup rang ban jayega chaman hoga ang ang ek mastee bharee bahar gaye ja, gaye ja, gaye ja....... mausam kee sargam ko sun kya ga raha hai sama - (2) too bhee ga mere sang gaye sara jahan gaye ja, gaye ja, gaye ja.......Hindi Lyrics > Jaanwar > Mausam Kee Tarah Tum Bhee Badal Toh Na Jaoge
Hindi Lyrics duneeya kee tarah, rasmo kee tarah wado kee tarah, kasmo kee tarah mausam kee tarah tum bhee badal toh na jaoge - (2) duneeya badaltee hai, mausam badalte hai lekin mere dil ko badal nahee paoge mausam kee tarah tum bhee badal toh na jaoge - (2) aasmano ke aage tumne wada kiya hai dil ke badle me maine pyar tumko diya hai dharatee kee ambar kee kasam, mujhko hai tere sar kee kasam najare badalatee hain, sapne badalte hain lekin meree dhadkan ko tum dhadkaoge mausam kee tarah tum bhee badal toh na jaoge - (2) meree pehalee tamanna, aakharee pyar ho tum ruh me bas gaye ho, mere dildar ho tum aise hee tumhe chahunga mai, tumhe dulhan bhee banaunga mai sehre badalte hain, khushbu badalatee hai pal pal meree saanso ko tum mahkaoge mausam kee tarah tum bhee badal toh na jaoge - (2) tumne dhoka diya toh kuchh bhee kar jaungee mai tum juda jo huye toh dekho mar jaungee mai meree manjil teree raaho me hai, meree jannat teree baaho me hai rahee badalte hain, raste badalte hain mai daudke aaunga jo mujhko bhulaoge mausam kee tarah tum bhee badal toh na jaoge - (2) badal toh na jaoge - (3)Hindi Lyrics > Bermuda > Mausam Mastana Rasta Anjana
Hindi Lyrics (mausam mastana rasta anjana janey kab kis mod pe ban jaye koyee afsana) - (2) (soch ke mai ghabrau nayi nayi bate aane hee wali hai pyar bhari rate) - (2) hai koyee ? pyar kare divane ek din toh yeh hona hee hai phir kaisa ghabrana mausam mastana rasta anjana janey kab kis mod pe ban jaye koyee afsanaHindi Lyrics > Suvarna Sundari > Mausam Suhana Dil Hain
Hindi Lyrics Mausam Suhana Dil Hai Deewana, Aa Ja Piya Re mausam Suhana Dil Hai Deewana, Aa Ja Piya aa Ja Piya Re jhoome Zamaanaa, Nache Jiyaa, Aa Ja Piya Re barse Badariya, Tarse Jiyaa, Aa Ja phoolon Mein Rang Bikharaaja sapanon Mein Pyaar Chalakaaja piya Re, Mausam Suhaana Dil Hai Deewana, Aa Ja Piya kab Se Khadi Aas Dabaaye tere Bina Kaun Pyaas Bujhaaye (man Mein Chanda Aag Jagaaye)-2 aajaa, Ras Ki Puhaar Barasaajaa, Beena Ke Taar Jhankaaja piya Re, Mausam Suhaana Dil Hai Deewana, Aa Ja Piya aa Ja Piya Re jhoome Zamana, Nache JiyaHindi Lyrics > Kidnap > Mausam Yeh Awesome Bada
Hindi Lyrics sun sun sun toh ai hawa, na chal tu yun chhu ke tan mera - (2) dekhe koyi chhede mujhe mausam manchala (mausam yeh awesome bada -3, jadu chaa gaya) - (2) phir khula aasman, tune mujhe hai de diya shukhriya, shukhriya, kaise kahu main shukhriya kya kahu kya karu, bas mein nahi hai yeh jiya jee liya, jee liya iss pal ko maine jee liya kal phir se yeh hoga na hoga yeh sama mausam yeh awesome bada -3, jadu chaa gaya chulbuli, chulbuli, kaisi hawa yeh chulbuli gudgudi, gudgudi sare badan mein gudgudi door se dhondati kiski nigahein aa rahi kyon mujhe yun nayi itani aadayein aa rahi gila hai tan, bheega badan, mann mein pyaas kya mausam yeh awesome bada -3, jadu chaa gaya sun sun sun sun toh ai hawa, na chal tu yun chhu ke tan mera dekhe koyi chhede mujhe mausam manchala mausam yeh awesome bada -3, jadu chaa gayaHindi Lyrics > Burma Road > Mausam Yeh Pukare Mastee Me Lekar
Hindi Lyrics mausam yeh pukare mastee me lekar matwale dil kaa karwan sar pe hai hamare chahat kaa aanchal kadamo key niche aasman mausam yeh pukare........ (tan ko udaye hawa matwalee dil ko chhune hai ghata kalee kalee) - (2) ritu bekarar bekarar hai shama mausam yeh pukare, mastee me lekar, matwale dil kaa karwan sar pe hai hamare chahat kaa aanchal, kadmo key niche aasman mausam yeh pukare........ (din hai kee rat yeh kaun bataye jinda rahe teree palko key saye) - (2) sochenge phir kabhee hai jindagee kaha mausam yeh pukare mastee me lekar matwale dil kaa karwan sar pe hai hamare chahat kaa aanchal, kadmo key niche aasman mausam yeh pukare........Hindi Lyrics > Kaante > Maut... Dil Kee Dhadkan Hai Ya Goliyo Kaa Shor Hai
Hindi Lyrics dil kee dhadkan hai ya goliyo kaa shor hai fasle ho jaye naa najdik, aa ja mila le dil jala le jindagee ko naa jane milegee yeh nasib dil me toh chain nahee, rahe nahee, sahe nahee yeh sawal toh khayee jaye jina toh maut naa jane kab aayega kise bulake yeh kise le jayega maut, jine ke liye jaruree hai yeh maut, kaise ban gayee majburee hai yeh maut, lamhe ruk jate jab yeh aatee maut, saanso ko baho me leke jatee jinda hoke mar gaya, mai marke jinda ho gaya dil kee dhadkan me yeh jindagee kaa shor hai dil manate yeh shak hai abhee har sawal jawab kaa fijul hai yeh khayal toh kar le koyee jina dusar hai, pyar hai, yar hai mardo ko yeh do rahei dikhaye jina toh jina hai, marna hai toh marna hai jis kaa wakt aaya hai usiko chal jana hai maut, sirf rahe badal jate hai maut, naye daur khul jate hai maut, lena dena tab pata chalta hai maut, kamai kaa hajara milta hai bekhabar hai sawal yeh nishan hai mil jaye jo woh hai nasib jina tufanee hai, bakee sab bayanee hai jhuth leke jatee hai jindagee meraa bulava hai, yeh jindagee kaa dava hai mujhe bulaye yeh tujhe bhee bulaye, banke hawa muskuraye meree maut, teree maut, isakee usakee sab kee bas maut, jine ke liye jaruree hai yeh maut, kaise ban gayee majburee hai yeh maut, lamhe ruk jate jab yeh aatee maut, saanso ko baho me leke jatee maut, sirf raahe badal jate hai maut, naye daur khul jate hai maut, lena dena tab pata chalta hai maut, kamayee kaa hajara milta hai maut
|









