Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Lal Salaam > Mitwa Lai Jaiyo

Hindi Song: Mitwa Lai Jaiyo
Movie or Album: Lal Salaam
Singer(s): Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod

Hindi Lyrics

--female--
mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo
mitwa Lai Jaiyo, Pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon

--male--
mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo, Pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon

--female--
chhadri Chhaiyya Roz Bichhaike - 2
baant Takoon Teri Dhoop Jalaaike

--male--
mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo, Pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon
mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo
(ambuwa Ki Daali Jhoola Daaroon
tum Jo Milo To Saawan Waaroon) - 2
saawan Waaroon Mitwa
papiha Pukaare Peehu Tere Gaaon - 2
pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon

--female--
mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo, Pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon
mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo
(bheeni Bheeni Badri Utre
ghoonghat Daare Ghar Se Guzare) - 2
ghoonghat Daaro Mitwa
bheegan Daake Barkha Ke Paaon - 2
pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon

--male--
mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo, Pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon

--female--
chhadri Chhaiyya Roz Bichhaike - 2
baant Takoon Teri Dhoop Jalaaike

--male--
mitwa Aai Jaiyo, Mitwa Aai Jaiyo, Pedon Pe Chadh Gayi Chhaaon

--female--
mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo, Mitwa Lai Jaiyo, Oh

Buy DVD or CD


Google