|
Hindi Lyrics (pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki) - (2) pukarata chala hoon main ye dillagi ye shokhiya salaam ki, yahi to baat ho rahi hai kaam ki koi to mood ke dekh lega is taraf, koi nazar to hogi mere naam ki pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki pukarata chala hoon main suni meri sada to kis yakin se, ghata utar ke aa gayi zameen pe rahi yahi lagan to ai dil-e-jawaa, asar bhi ho rahega ek haseen pe pukarata chala hoon main, gali gali bahar ki bas ek chhaanw zulf ki, bas ek nigaah pyaar ki pukarata chala hoon mainHindi Lyrics > Dastan-E-Laila Majnu > Pukaratee Hai Mohabbat Karib Aa Jao
Hindi Lyrics pukaratee hai mohabbat karib aa jao tumhee toh ho meree jannat karib aa jao jidhar nigah uthe hans rahee ho phulo me tumhee toh jhul rahee ho kiran key jhulo me najar ko hosh nahee dilnashee najaro kaa alag wajud nahee tumse chand taro kaa barsate husn kee kasam karib aa jao pukaratee hai mohabbat yeh pyar jisape farishto ko rashk aata hai kuda bhee hampe mohabbat se muskarata hai dilo kaa mel ibadat hai kaun janega yahee toh asl hakikat hai kaun manega hamara ishk salamat karib aa jao, tumhee toh hoHindi Lyrics > Buniyaad > Pukaro Mujhe Phir Pukaro
Hindi Lyrics pukaro mujhe phir pukaro - (2) mere dil key aaine me julfe aaj sanwaro pukaro mujhe phir pukaro - (2) meri julfo key saye me aaj kee rat gujaro pukaro mujhe phir pukaro - (2) gulshan me aisee chhav aisee dhup nahee kaliyo me aisa rang aisa rup nahee jo bhee mere yar sa phul koyee ley key aao baharo pukaro mujhe phir pukaro - (2) chandanee kee iss andhere me jarurat nahee kuchh soche kuchh dekhe hamko furasat nahee jao kahee jaa key chhup jao aaj kee rat sitaro pukaro mujhe phir pukaro - (2) apne khwabo kee jo duniya basayenge ham aasmano se bhee aage nikal jayenge ham sath hamare tum chalana ai rangin najaro pukaro mujhe phir pukaro - (2)Hindi Lyrics > Mere Sanam > Pukarta Chala Hu Main
Hindi Lyrics Pukaarataa Chalaa Hoo Mai, Galee Galee Bahaar Kee bas Yek Chhaanw Julf Kee, Bas Yek Nigaah Pyaar Kee ye Dillagee Ye Shaukhiyaan Salaam Kee yahee To Baat Ho Rahee Hain Kaam Kee koee To Mud Ke Dekh Legaa Is Taraf koee Najar To Hogee Mere Naam Kee sunee Meree Sadaa To Kis Yakin Se ghataa Utar Ke Aa Gayee Jameen Pe rahee Yahee Lagan To Aye Dila-ye-jawaan asar Bhee Ho Rahegaa Yek Haseen Pe
|
