|
Hindi Lyrics (na jaane kiski raah dekhati hai kholake khidaki - (2) saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki - (2)) - (2) (aaine mko dekhati hai aur sharmaati hai deewaaron se baatein kar chaahat bataati hai) - (2) yeh kaisa paagalpan yeh shokh chanchal mann na jaane kisaki dhun mein naachati hai kholake khidaki - (2) saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki - (2) (kuchh dil mein halchal hai, kuchh bekaraari hai aankhon mein ulfat ki surmayi khumaari hai) - (2) deewaana pyaar hai bas intzaar hai naa jaane kya kya khwaab dekhati hai kholake khidaki - (2) saawali shaam mein woh khubsurat saawali ladki - (2)Hindi Lyrics > Dj Hot 23 Remix Hits > Saawan Da Mahina
Hindi Lyrics Saawan Da Mahina bheegi Bheegi Ek Haseena mushkil Ho Gaya Jeena main Ki Kara... (saawan Da Mahina bheegi Bheegi Ek Haseena mushkil Ho Gaya Jeena main Ki Kara) - 2 na Ra .. Sun Soniye bole Ankhiya Da Lashkara Sun Soniya saawan Da Mahina bheegi Bheegi Ek Haseena mushkil Ho Gaya Jeena main Ki Kara (yu Mera Kyu Pal Pal dil Mera Tarse bheege Bheege Yeh Aanchal chalne Laga Sar Se) - 2 main Ishq Hu Ya Husn Hu teri Adaa Hai Lajawaab saawan Da Mahina bheegi Bheegi Ek Haseena mushkil Ho Gaya Jeena main Ki Kara na Ra Naar Nara Naara Sun Soniye - 2 bole Ankhiya Da Lashkara Sun Soniya (na Jaane Kabse Nain Mile Jabse pal Pal Rehta Hu Begana Tabse) - 2 main Kho Gaya kya Ho Gaya koi Kare dil Ka Pata saawan Da Mahina bheegi Bheegi Ek Haseena mushkil Ho Gaya Jeena main Ki Kara na Ra Naar Nara Naara Sun Soniye...Hindi Lyrics > Yeh Hai Prem (album) > Saawan Hain Madbhara
Hindi Lyrics Sawan Hai Madbhara, Bal Kha Rahi Ghata. athkheliyan Kare, Khushbu Bhari Hawa. dono Kareeb Hain, Har Pal Hai Prem Ka. aye Megh Tu Bata, Hai Inke Man Mein Kya? rimjhim Barso Megh, Barso Barso Megh. baatein Zaroori, Hain Jo Adhoori, karni Hain Poori, Ghir Ghir Barso. rimjhim Barso Megh, Barso Barso Megh. bojhal Palkein Madhuram Madhuram, angdai Leta Hai Mausam. dhadkan Ki Man Gaaye Sargam, madhoshi Hai Madham Madham. madhur Meet Hai, Milan Geet Hai, man Mehkao, Ghanghan Garjo, ras Barsao, Jhan Jhan Barso. rimjhim Barso Megh, Barso Barso Megh. jal Se Man Agni Jal Jaye. bheege Jiyra Ko Tarsaye. badra Pehle Pyaas Badhaye. phir Ye Man Ka Milan Karaye. madhur Preet Ki Yehi Reet Hai, na Tarsao, Na Tum Tarso, gun Gun Gao, Run Jhun Barso. rimjhim Barso Megh, Barso Barso Megh.Hindi Lyrics > Aayi Milan Ki Rat > Saawan Ka Mahina Aaya Hai
Hindi Lyrics saawan ka mahina aaya hai, ghata se barsa hai pani we mahiya bujha de pyas jiya ki ho aise me tune jo chhua meri bhi mehki jawani we mahiya bujha de pyas jiya ki ho tere husn shabab ki bat huyi ya madira ki barsat huyi mausam bhi sharabi lagta hai, mujhe bhi chadhiya nasha hai we mahiya bujha de pyas jiya ki ho koi jor na dil pe chalta hai, barish me badan mera jalta hai bundo me chhupi hai chingari, hawa bhi suiyan chubhaye we mahiya bujha de pyas jiya ki ho ham milte rahe janam janam, na honge juda ham milke sanam aa ek duje me kho jaye rahe na koyi bhi duri we mahiya bujha de pyas jiya ki hoHindi Lyrics > Woodstock Villa > Saawan Mein Lag Gayi Aag
Hindi Lyrics rabba yeh kaisi manmaani, aag lagi barsa ja paani sambhal sambhal ke chal deewaani haay dhup jali julfo se fisale, mi???? agale pichhale moti jab honton se chhalake haay saawan mein lag gayi aag, dil mera aay - (2) ho ho tune dil chhina paagal deewaani - (2) aaj na soya saari raat, dil mera aay saawan mein lag gayi aag, dil mera aay chala ek dariya tufaani, chaal mast aankhein mastaani ruke nahi roke se jawaani haay ruka waqt lamaha har ghehara, tuta jab najaro ka pehara paar kiya abb saagar ghehara haay ho ho ho jewar nahi hai koyi tewar nahi hai saadha saadha sa hai yauvan tera bole bina bhi dekho sab kuchh kahe hai sone ke jaise lage mann yeh tera tune hatheli pe jo bunde sajaayi saawan mein lag gayi aag, dil mera aay - (2) ho ho tune dil chhina paagal deewaani - (2) aaj na soya saari raat, dil mera aay saawan mein lag gayi aag, dil mera aay chain vain mera chain vain sab lut gayi le gayi nain vain gujare na rahe bechain rain abb haay nind vind meri -2 ?? sab chhin raaton ko soya na main jaaga haay ho ho tune bhigoya hai yeh tan jo mera aake thoda sa mera mann bhi bhiga yeh jindagi hai meri kagaz sahi par kashti banaake aaja usako nibha aaya kise pe hai yeh baraso mein abb toh saawan mein lag gayi aag, dil mera aay - (2) tune dil chhina paagal deewaani - (2) saawan mein lag gayi aag, dil mera aay aaj na soya saari raat, dil mera aay saawan mein lag gayi aag, dil mera aay rabba yeh kaisi manmaani, aag lagi barsa ja paani sambhal sambhal ke chal deewaani haay dhup jali julfo se fisale, mi???? agale pichhale moti jab honton se chhalake haay saawan mein lag gayi -3 aag, dil mera haayHindi Lyrics > Saawariya > Saawariya (Title Song)
Hindi Lyrics saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa saawariya ho o o saawariya doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa saawariya ho o o saawariya doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega ek roj tera udaake jiya saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa saawariya ho o o saawariya palko ke shaamiyaane mein, khaabon ke har thikaane mein teri hi parchhayiyaan hai, tu toh har lamha yaadon mein hai teri khaamosh pehali nazar ka deewaana bana saawariya o ho ho, saawariya ye he he, saawariya aa ha..ho saawariya doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega (saawariya i waana be your date tonight saawariya you gonaa be my princess tonight saawariya ??? ho saawariya ???) - 2Hindi Lyrics > Saawariya > Saawariya Reprise
Hindi Lyrics saawariya ha ha ha aa, saawariya ha ha ha aa saawariya aa aa aa aa saawariya doli mein bithaake hmm hmm sitaaro se sajaake ho ha hm hm hm jamaane se churaake le jaayega -2 ek roj tera udaake jiya.. saawariya aana hai milane aana hai, tujhse hi dil lagaana hai yeh betaabiyaan keh rahi hai, bas tera hai intzaar ab toh shaamo sehar tere hi baare mein sochata saawariya o ho ho, saawariya ye he he, saawariya aa ha..ho saawariya doli mein bithaake, sitaaro se sajaake, jamaane se churaake le jaayega (saawariya i waana be your date tonight saawariya you gonaa be my princess tonight saawariya ??? ho saawariya ???) - 2
|



