|
Hindi Lyrics sajana sajana sajana sajana sajana aa aa..... jaaye base pardes - (2) mora suna kar gaye des - (2) sajana aa aa..... jaaye base pardes baanwari main toh ho gayi saajan - (2) phirati hoon main banake jogan - (2) jaane kya kya badale des - (2) sajana aa aa..... jaaye base pardes - (2) sajana aa aa..... ka jaanu gaye kaun nagariya, bheji na abb tak koyi bhabriya - (2) koyi laa de re sandes - (2) sajana aa aa..... jaaye base pardes - (2) mora suna kar gaye des - (2) sajana aa aa..... jaaye base pardes - (2) sajana aa aa.....
|

