Get New Lyrics in Email:

Hindi Lyrics > Hot Money > Shara Ra Mam Mariya

Songs of Hindi Movie - hot money Hindi Song: Shara Ra Mam Mariya
Movie or Album: Hot Money
Singer(s): Unknown

Hindi Lyrics

Shara Ra Mam Mariya Jeeyega Ham Marega Ham Tere Liye
shara Ra Mam Mariya Naachega Ham Gaayega Ham Tere Liye
chaand Taaron Ke Paas Jaaye Aasmaan Mein Ghar Banaye
ab Toh Jaanejaa Saath Aja Re Shara Ra Mam Mariya
shara Ra Mam Mariya Jeeyega Ham Marega Ham Tere Liye

tere Tere Tere Liye Subah Shaam Ham Intezaar
mera Dil Kehta Hai Ke Bas Tu Hi Tu Mera Pyar
kehte Rehte Hai Mujhko Sab Tere Pyar Mein Deewana
main Yeh Jaanu Tere Pyar Mein Mujhko Kya Mila
dil Ke Haal Ko Ham Bataye Jo Tu Chahe Kar Dikhaye
ab Toh Jaanejaa Saath Aja Re Shara Ra Mam Mariya 
shara Ra Mam Mariya Jeeyega Ham Marega Ham Tere Liye
shara Ra Mam Mariya Naachega Ham Gaayega Ham Tere Liye
chaand Taaron Ke Paas Jaaye Aasmaan Mein Ghar Banaye
ab Toh Jaanejaa Saath Aja Re Shara Ra Mam Mariya

dubkar Sanam Karenge Ham Ek Dusre Se Pyar
chhod Kar Na Jaaungi Tujhe Kar Le Aitbaar
mera Thikana Ho Bas Tere Dil Mein Jaaneja
mere Jaisi Dilruba Ka Dil Milta Hai Kaha Hai Kahaan
dil Ke Haal Ko Ham Bataye Jo Tu Chahe Kar Dikhaye
ab Toh Jaanejaa Saath Aja Re Shara Ra Mam Mariya 
shara Ra Mam Mariya Jeeyega Ham Marega Ham Tere Liye
shara Ra Mam Mariya Naachega Ham Gaayega Ham Tere Liye
chaand Taaron Ke Paas Jaaye Aasmaan Mein Ghar Banaye
ab Toh Jaanejaa Saath Aja Re Shara Ra Ram Mariya

Hindi Lyrics > Baazi > Sharamaye Kahe Ghabraye Kahe

Hindi Song: Sharamaye Kahe Ghabraye Kahe
Movie or Album: Baazi
Singer(s): Shamshad Begum
Music Director(s): S D Burman, Suhrid Kar
Lyricist(s): Sahir Ludhianvi

Hindi Lyrics

la la la la........
sharamaye kahe
(sharamaye kahe ghabraye kahe
sun mere raaja o raaja, aaja, aaja) - (2)
sharmaye kahe

o kuchh naa soch matwale, o matwale
dil ki man dilwale o matwale, o dilwale
duniya ke gam karta hai kyon, milne ki rate hain darta hai kyon - (2)
milne ki rate hain darta hai kyon

sharmaye kahe aay dekho, sharmaye kahe ghabraaye kahe
sun mere raaja o raaja, aaja, aaja
sharamaye kahe

o kuchh naa soch matwale, o matwale
dil ki man dilwale o matwale, o dilwale
aankho kaa ras pi le jara, julfo ke saye me ji le jara - (2)
julfo ke saye me ji le jara

sharmaye kahe aay dekho, sharmaye kahe ghabraaye kahe
sun mere raaja o raaja, aaja, aaja
sharamaye kahe

o kuchh naa soch matwale, o matwale
dil ki man dilwale o matwale, o dilwale
jaake yeh din aane nahi, aa tujhko de du mai jannat yahi

la la la la.........

sharamaye kahe ghabraye kahe
sun mere raaja o raaja, aaja, aaja
sharmaye kahe
sharamaye kahe ghabraye kahe - (2)
sharamaye kahe
Hindi Lyrics > Mere Yaar Ki Shaadi Hai > Sharara

Hindi Song: Sharara
Movie or Album: Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Singer(s): Asha Bhosle

Hindi Lyrics

Lehraake Balkhaake Lehraake Balkhaake Balkhaake Balkhaake
aag Laga Ke Dilo Ko Jala Ke Karoon Main Ishaara
sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara

shola Hai Yeh Tan Mera Are Dehko Tum Paas Na Aana
shama Ke Jo Pass Aaya Are Jalta Hai Wohiparwana
oh Mere Deewano Baat Ko Samjho Door Se Dekho Mera Yeh Nazara
sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara

bijli Banke Girti Hoon Main Nagin Banke Dasti Hoon
cheene Hosh Jo Sab Ke Main Hi To Aisi Masti Hoon
rang Jalka Doon Saas Mehka Doon Pal Mein Zadka Doon Main Yeh Dil Tumhara
sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara

lehraake Balkhaake Lehraake Balkhaake Balkhaake Balkhaake
aag Laga Ke Dilo Ko Jala Ke Karoon Main Ishaara
sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara
sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Sharara Main Hoon Ek Sharara

Buy DVD or CD

Google