Make Money with SMS
Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Shaurya > Shaurya..... Jitana Sikh Deewaane

Songs of Hindi Movie - shaurya Hindi Song: Shaurya..... Jitana Sikh Deewaane
Movie or Album: Shaurya
Singer(s): Kunal Ganjawala, Chorus
Music Director(s): Adnan Sami, Surendra Sodhi
Lyricist(s): Javed Akhtar, Jaydeep Sarkar

Hindi Lyrics

shaurya kya hai
(jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai) - (2)
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai

khaabon ko sachcha jo tu karde, jindagi hai teri
khataro ko tu khel samajh le jindagi hai teri
khaabon ko sachcha jo tu karde, jindagi hai teri
khataro ko tu khel samajh le sun le tu sun le
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai
jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai

himmat ke suraj aage hai darr ke andhere kya
josh agar hai jindagi mein toh maut ke ghere hai kya
himmat ke suraj aage hai darr ke andhere kya
josh agar hai jindagi mein toh
sun le tu sun le
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai

(jitana sikh deewaane, maana usiko duniya ne
woh jo kabhi haar na maane, woh hi shaurya hai) - (2)
hey ya o wa o wa o wa -3, woh jo shaurya hai
hey ya o wa o wa o wa -3, usiki duniya hai

Buy DVD or CD


Google