|
Hindi Lyrics treta ke shree ram chandra jee, dwapar ke ghanshyam narayana avataree dono, dono ke rang shyam kis avataree shyam ko khoje, boleree pyaree ankhiya ram shyam hai shyam ram hai, ek rup do ankhiya arey kaun syam khojey too ai bawariya ek shyam dasharath ke lallana, ek baney krishna kanhaiya arey kaun shyam.......... ek shyam lanka pati tare, ek bane kans maraiya arey kaun shyam.......... ek shyam ban me mrig mare, ek bane ras rachaiya arey kaun shyam.......... kavee dienesh kahe shyam sundar do, nainan bich basiya arey kaun shyam..........Hindi Lyrics > Tridev > Tridev - Title Song
Hindi Lyrics (paap Se Dharati Phati Adharmase Aasaman atyachar Se Kapi Insaniyat Raj Kar Rahe Haiwan jinaki Takad Apurna Jinaka Hoga Nishana Abhyed jo Karenge Inaka Sarvanash O Kehlayenge Tridev) - 2Hindi Lyrics > Zindagi Tere Naam > Trishna Trishna Dil Keh Raha
Hindi Lyrics trishna trishna dil keh raha pyaas meri bujha de jara - (3) meri saanson mein aaj phir tu apani saansein milaade jara - (2) (maine tere chehare par kayi rang dekhe hain kis tarah ka hoon main, tujhme kya kya hai) - (2) kabhi hosh aata hai, kabhi hosh jaata hai tera hi nasha iss dil pe chaaya hai aaja baahon mein jaaneja, aaj duri mitade jara - (2) meri saanson mein tu apani saansein milaade jara meri saanson mein aaj phir tu apani saansein milaade jara (mere jalate honton par dheeme dheeme barasa hai aaj phir tere honto ka yeh saawan) - (2) luti luti nindon ko dhundu mere aankhon mein yeh meri mohabbat hai ya paagalpan yeh hai paagalpan toh mujhe aur paagal bana de jara - (2) meri saanson mein tu apani saansein milaade jara meri saanson mein aaj phir tu apani saansein milaade jara
|

