Get New Lyrics in Email:



  
Hindi Lyrics > Naam > Tu Kal Chala Jaayega

Hindi Song: Tu Kal Chala Jaayega
Movie or Album: Naam
Singer(s): Manhar Udhas, Mohammed Aziz

Hindi Lyrics

Tere Jaane Ki Khushi Aur Dil Udaas Hain
durr Hum Hue Toh Kya Dil Toh Dil Ke Paas Hain
tu Kal Chala Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
tu Yaad Bahut Aayega - 2 Toh Main Kya Karunga
tu Kal Bichhad Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
tu Kal Chala Jaayega

teri Yaad Ko Kahi Durr Chhod Aaun Main- 2
iss Kadar Pila Mujhe Tujhko Bhul Jaaun Main - 2
tujhko Bhul Jaun Main
hosh Magar Aayega Toh Main Kya Karunga - 2
tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
tu Kal Chala Jaayega

tere Jaisa Kaun Hai Aur Kiska Naam Lu - 2
laa Main Issi Baat Par Aur Ek Jaam Lu - 2
aur Ek Jaam Lu
jaam Chhalak Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
tu Kal Chala Jaayega

bhul Jaana Tu Mujhe Zindagi Sanwarna - 2
yaad Na Karna Mujhe Haske Din Gujarna - 2
haske Din Gujarna 
tera Gam Rulayega Toh Main Kya Karunga - 2
tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
tu Kal Chala Jaayega Toh Main Kya Karunga
tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
tu Kal Bichhad Jaayega Toh Main Kya Karunga
tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
tu Kal Chala Jaayega

Buy DVD or CD


Google