Lamba safar hain humko kya darr hain Hasate hasate cut jaayega Pairo mein tere kaant chube toh Dard ye baatein bant jaayega Tu jo kahein toh tere liye mein Haar jaun hajaro jahan Tere jaisa yaar kahaan tujhmein basi meri jahan Bhai hain mera tu magar maine tujhe rab maana Jeet mein the sang saare haar mein tha tu hi khada - 2 Mere liye duniya se tuhi ladha Tu jo kahe toh kadamomein tere Mein bichadunga saara aasmaan Tere jaisa yaar kahaan tujhmein basi meri jahan Bhai hain mera tu magar maine tujhe rab maana Teri... mohabbat teri yaari ki kasam li maine Teri hifaazat ke naam ye saasein ki maine Tu hi rasta tu hi mera patta tujhse juda mein lapta Ek tu meri pehchan hain Tujhse juda mein lapta mein lapta Tu jo kahe toh sehlunga yaara has haske mein saare tufaan Tere jaisa yaar kahaan tujhmein basi meri jahan Bhai hain mera tu magar maine tujhe rab maana Tere jaisa yaar kahaan tujhmein basi meri jahan Bhai hain mera tu magar maine tujhe rab maana
Want to suggest any changes to the lyrics of 'Tujhe Rab Mana' from 'Baaghi 3'? Please do so in the comments section below:.